❤️❤️Part112❤️❤️

713 79 42
                                    

To be continued previous part......

In MPT .....

Ss- Ms .... Aapko lagata Km aayengi ....

Unke aane ke Khushi me kuch taiyari krte hai na ....

Pj- ha .... Ms .... Wo to aise hi baithi hue thi Ghar par nahi to wo pahle taiyar rahati hai duty ke liye .....

Hm- wo jarur aayengi Ss.....

Rahi baat taiyari ki to abhi jo halat hai usme wo sirf apne duty ke liye aayengi .... To is taiyari wo khush nhi hongi .... Kyunki ham chahte hai wo is sabse dil se Sharif ho na ki ham sabke khushi ke liye ....Pr hamne kuch socha hai ..... Wo aayengi jrur....Aap janati hai apni vardi se unhe kitana pyar hai ....

Aur indirectly hamne unhe challenge Kiya hai 30 din ka .....

Aur unhe challenges kitana pasand hai ham sab janate hai .....

Aur aise haar manane wali wo bilkul nhi hai na hi aise piche hatane wali .....

Ss- ha pr jistarah wo kal bartav kr rahi thi jaise aap ek ajnabi ho wo aapko kuch alag nhi laga .....

Hm- wo abhi naraj hai isliye Aisa kr rahi hai ....pr uske baad bhi dekha na aapne kaise lad rahi thi hamse .....

Pj- wo to sabse ladati hi rahati hai .... Ab aapko bhi nhi choda unhone ....

Ss- Sirf Km ladati hai Ms .... With teasing tone ....

Hm scratch behind ear .....

Hm- Wo ..... Ham bhi kabhi kabhi ....

Ss- bas kabhi kabhi ..... Again tease ....

Hm- Ha wo.....

And she sees Pj and Ss supress her smile ....

Hm- Aap hamari tang khich rahi hai ....

Apne sinior ki .....

Pj- dekha ab aap bhi unke tarah senior giri dikha rahi hai ....

Ss- ha wo Km kahati hai na .... Sobat ka asar hai .... Ab bas unke sath rahengi to asar to hoga hi na.....

Pj- ha sahi kaha Santu .....

Dekh rahe ham bhi ..... Kisi ka bachpana jo bahar aa raha hai ..... Kal dekha nhi tumne ....

Tumhe yaad hai na Km wo nashe ki halat me kya kah rahi thi .....

Are Ms ....barish ho rahi hai barish .... Chate me aayiye ..... Barish ho rahi hai ..... Ham aapko Sardi nahi lagane denge ....

Aur yaha Ms.... Shower ko hi barish bol kar unse gappe lada rahi hai .....

Aur kya kah rahi thi ....

Ss- Aur kya kah rahi thi ..... Ab ham pani me romance karenge .....

Kafi acha tha aapka romance Ms .... Dono ke sar par jo bubble ban gaye the na .....aur aapke face the na usse dekhakar mujhe to bahot maja aaya....

Maine photo bhi nikali hai .... Ye dekhiye .....

And laugh loudly.....

Hm lower her lashes .....hide her face shyly in her palm and smile ......

Pj- Are koi to sharma raha hai .....

Ss- Pj .... Aapke Lalla ke bhag phoot gaye .... Km to gayi haath se ....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now