❤️❤️Part 80❤️❤️

605 89 28
                                    


Here is the Bonus part finally I have done 👍😄.....

To be continued previous part......

All looked Ks .....

Ss- Km ..... Aap .....thik hai .....
Ye chote ..... Seeing Ks injured.....

All goes near Ks .....

Ks- Amma Santu .... Ham thik hai isase kuch nahi hoga ....

Pj- ye kaise hua.... Kab hua ....

Ks- waah kya baat hai Pj..... Aaj to hamara gane se swagat Kiya ja raha hai ....
Hamare to bhag hi khul gaye ....

Pj- Aap na bakwas band kijiye.....

Ks hit her shoulder to Pj and say .....

Ammma itani jaldi nahi nipatane Wale ham ..... Aur aapka picha to bilkul nahi chodenge samaj Rahi hai aap baat ko .....

Pr thoda mudde pe aaye.... With smile....

Ks says politely and Masti mood .....

Hm shocked to see Ks weared behaviour.....

Hm- Ks .... Aap thik hai .... Ye sab kya hai ....

Ks- wahi jo sach hai ..... With serious tone

Aiming gun to Bakshi sir .....in her style.....

Ks- wo kya hai na sach chupaya nahi ja sakata .....

Sachai thodi der dundali ho sakati hai pr chupai nahi ja sakti ....

Kyu sahi kah rahe na ham BS ....

B- Ks .... Ye aap kya kar rahi hai .... Ham aapke sinior hai .....

Aap hampr gun tan rahi hai .... Aap janati hai iska anjam kya hoga .....

Ks- Anjam fikr ye duniya karti hogi Ks nahi ....
Hame pata hai ham kya kar rahe hai ....

Bs-Ms. Malik samjaye apne Jr ko .... Kya pagalpan kr rahi hai ye ....

Hm- Ks .....

But ss interrupt between them.....

Ss- Sorry to say sir pr ye baat Na Ms ke liye nai hai na hamare liye .... Na Km ke liye ....

Isase pahle bhi Km apne sr pr gun Tani hai .... Aapko yakeen nahi aata to DSP sir se puch lijiye ..... Ya fir unke higher officer ko wo bata denge ....

Kyu Ms .... Me sahi kah rahi hu na .....

Hm - Ss.... Aap ye ....

Ks- Are tarif ke liye shukriya Santu .... Ek tum hi to Jo hamari itani khulake tarif krti ho .... Warana Yaha hamari kadar hi nahi hai ..... With teasing tone ....

Cc- Are nahi Km ham bhi to hai aapke prashank ..... Aapka nishana kabhi galat ho hi nahi sakata ....

Pr kya sachme aap goli chalayengi .....

Bc- Km koi fruit vaigera lau me .... Wo kya hai na dekhane me aur maja aayega.....

Ks- kya baat kar rahe ho bille .... Maja aayega.... To Lao phir maje karenge .... With playtone ....

Here Hm is shocked.... What this behaviour of Ks .... Why should act like this....

B is her Sr ranking officer and she doing unprofessional behaviour....

Hm- Ks .... Kya hai ye ..... Aap ye kya kr rahi hai aap gun niche kijiye .....

Ks- Pr Ms .... Gun to aise hi tane jati hai kisipr nishana lagaya jata hai to ....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now