Surprise... Serprise..... Serprise .....Bonus part ...... Enjoy reading 😘 😘
To be continued previous part.......
Ahhhh....... Hathi ......hathi .......hamare upar hathi gir gaya bachaye bholenath.......
Ks screaming..... Loudly.....
Kahi bhookamp to nahi aa gaya aur ghar ki chat to nahi gir gayi hampar ..... With closed eyes......
Ahhhhhh.......ye to hathi hi hai pr ham to Ghar pr the aur jungle me kaha aa gaye kahi Ms ne hame nind me jungle me to nahi choda ki ham unhe Sata rahe hai ye sochkar.... ......
Ks hurriedly open her eyes ..... Hm shooting her hell angrily.....
Ks- aap .....
Hm - aapko ham hathi dikh rahe hai ..... Ya phir Ghar ki chat ....
Ks- ahhh.... Pahle uthiye hamare upar se ..... Ye kya tarika hota hai kisiko jagane ka ....ye jagah rahi thi ya upar pohacha rahi thi ....
Hm sit beside Ks ......
Hm- ham aapko jaga nahi rahe the bas aapke upar ye blanket daal rahe the ..... Taki thand na lag jaye ....
Pr pair atak gaya yaha aur gir gaye .....
Ks - waah ..... Matlab aapko hamari fikar ho rahi thi ..... wo bhi hamari kamar todkar.... with teasing tone....
Hm- aisa kuch nahi hai.....
Ks- matlab nahi ho rahi thi .....
Hm- hamne kab aisa kaha .....
Ks- to ho rahi thi ....
Hm- hamne ye kab kaha .....
Ks- hai bhi nahi bhi decide kijiye ..... phir batayiye ..... Pr hame sone dijiye hathi ji and Ks covered her face blanket.....
Hm- ek minute..... Hame hathi kahkar aap so rahi hai ..... Kis angle se ham aapko hathi lag rahe hai .....
And she pull ks blanket.....
Ks- Are aapko abhi hamse ladana hai kya ... Time dekhiye jara .....
Hm- Time ..... Aapke juban ko Batayiye jara.... Ek to koi insaan acha kare aapke liye to usko hi sunao ..... Hai na .....
Ks- isliye kah rahe the na ham ki hame aapke sath rakhiye ..... Hamare sath rahati hai na aap to maintain rahati hai aap ...... Koi baat nahi ab ham aa gaye na to dekhana aap tension mat lijiye aapka weight Kam ho Jayega aur yakeen maniye 1 din me kam se kam 1 kilo to ghat hi gaya hoga ......
Hm stare Ks......
Ks looking at her and looked here and there......
Ks moved her palm infront of Hm face .....and hurriedly get up from her sleeping position and covered totally herself........
Ks - Dekhiye aap jo soch Rahi hai wo ham nahi hai.... Apni nind se jagiye aur dekhiye ham hai Ks ......
Hm-Aakhir khudako samjati kya hai aap.....
Ks again Cover herself with blanket aur piche jati hai .....
Ks- Ham to khudako Ks hi samajate hai lekin ..... Aap hame Ranveer Singh mat samjiye......
Hm eyes widened......
Hm- kya..... Kya kaha aapne .....RS .....kuch bhi ...... Aur Rs wo bhi aap...she fumble.....
Ks- aur nahi to kya ..... Raat me jo aapne Kiya hai Ms.... Ham to soch bhi nahi sakte .....
Ye to ham the ..... Itne bhole bhale ..... Apne pati ke liye wafadar , warana koi aur hota to na jane kya hota .....

YOU ARE READING
Yaariyan - Teri meri(KAREENA)
Fanfiction(KAREENA Friendship)Love is not only made for lover's. It is also for Friends who love each other better than Lover's