❤️❤️Part 47❤️❤️ Beyond Friendship (Kareena movement part-1)

1K 95 15
                                    

To be continued.....

Hm apne room me apne bed PR baithi thi ....

Hm- pata nahi Aaj nind ayegi bhi ya nahi ....

Sach kaha tha Ks ne aadat ko chutane me time lagega aur hame bhi samjana hoga ki unko apni personal life hai ....

Har unke life ka bas chotasa hissa ....

Aise to pahle acha tha jaise ham the .... Kam se Kam ye baichaini to nahi hoti thi ....

Hm Ks aur uski tasveer leti hai aur bolati hai ....

Aap to Aram se so Rahi hogi hamari nind udakar .... Ye nahi ki ek call kre ki aap Ghar pahuch gayi hai .... Kam se kam baat to krte aapse ....

Janate hai ye alag jidd hai hamari ....

Pr aapki tarah hi ham  jiddi .... Ek baar agar kisise jud jate hai to pure mann se judate hai ....

Aur galati aapki hai kyu aadat lagvayi hame ....

Baccho ki tarah hamse gale lagakr soti thi ....

Jaise baccha apni maa ka aachal nahi chodata waise hi aap hamara hath nahi chodati thi ....

Aapko dekhake ham khudako rok nahi pate hai aapse pyar krne se .....

Bahot gahara hai hamara rishta .....

Sach kahate hai.....

Rishte agar Dil se nibhaye jaye to wahi rishte jine ki wajah bann jate hai ....

Aur aapne hame jinne ki wajah di hai .... Nahi to ham to ....

Chaliye aap so jayiye Aram se .... ...

Ks house...,

Ks Aram se balcony me baithi thi .....

Ks- bahot dino baad aise Aram se book padd rahe hai ....

Bahot acha laga ....

Kal se Naya din aur nayi chunati .....

Bholenath aap sath dena hamesha .... Jo ham chahte hai wo waisa ho .....

Ye aawaj kaise aa rahi hai ...,

Ks idar udhar dekhati hai .....

Shayad chuha hoga ya kuch aur phirse padane lagati hai phir aawaj aati hai .....

Ks think kahi kisiko shaq to nahi hua hampar wo apni gun nikalati hai .... Aur balcony se niche dekhati hai .....

Aap ..... Ks scream loudly ....

Sirf dekhati rahegi ya hame hath bhi dengi aap .... .....

Ks- Aap na hamare dimag ka gubbara uda deti hai .....

Taana dengi ya hame upar bhi lengi hamara hath fisal raha hai ....

Rukiye ..... Ks hold hand and pull herself lots of energy to come inner side ....

Hm immediately put her hand behind Ks head

Hm- Aap thik hai .... Aapko lagi to nahi ....

Ks- Kya dimaag bohara Gaya hai apka .... Kya hai ye sab ....

Ks .... Ye kis tarah se baat kr rahi hai hamse ....

Ks- to kya kre aapne apni harkat dekhi hai....

Kaun aata hai aise abhi apka lag jata to .... Kya hamari Jaan nikal hi degi yahi socha hai aapne .... Ek Kam kariye aspatal ko apna Ghar hi bana lijiye....

Hm- ham to bas aapse Milne aaye the .... Socha tha ek baar aapse milkar chain ki nind so jayenge ....

Aapko to kuch nahi padi ki ek baar hame call kre ki aap Aram se pohach gaye hai .....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now