❤️Part17❤️

999 83 15
                                    

Let's continue the previous part......

Ks and Hm on road street.....
Holding there hands in each other.....

Journey is silence but peaceful and both enjoyed.....

Ks- Ms Aaj pura Lakhnow aise hi ghumana hai hame.....

Hm give her confused look.....

Ms- kyu....

Ks- Chalate chalate bahot aage nikal aaye hai hum .....

Ms- Kyu itne me hi thak gayi aap ..... aap to kahati hai k aap bahot strong ho ..... Aapko hamare sath chalane me problem hai ....

Ks - Hme koi problem nahi hai . Aur aapke sath to hum hamesha chal sakte hai ....
Pr agar aap thak gayi to hamare liye dikkat ho jayega ....

Ms- wo kyu?.....

Ks - Chalkr to dur aa gaye hai ..... Bike to dur rah gayi hai .... Aap thak gayi to hum aapko utha kr le nhi ja payenge ..... With teasing tone ....

Ms- kya matlab hai aapka .... Hum mote ho gaye hai.....

Ks - Ha .... Lag to Raha hai looking at teasing

Hm apna hath chodati hai

Hm- Aap hamara majak uda Rahi hai....

Ks- majak aur hum ..... Wo bhi aapke sath .....

Itni hamari himmat kaha Ms.....

Pr jo Urmila bankar aapne jo khana dhusa hai usase to fat bada hi hai.....

Ms khudako hi dekhane lagati hai.....

Ks- Aapne to Pj ko piche chod Diya hoga ab weight me.....

Ms- Oh. .... Achaa..... To apne Jo hame sirf apne ek hath se sabhala tha wo kaise.....

Ks- To apko girane dete kya..... Pr hamare kamar ne jawab de diya tha.....

Aur kya batate apko ki aap ko sambhal nhi pa rahe hai ..... Abhi tak dard ho raha hai.....

Ab aapme wo baat nhi rahi ..... Matlab jaldhi Aap thak jayegi

Hm taking step Ks

Hm- Achaa .... To sachme hamara vajan bad Gaya hai..... Hmmmm.....

Hum mote lag rahe hai.....

Hum me wo baat nhi rahi

Taking more step to ks 😀🙂

And ks back step from hm

Ks- Hmmm.... And she run

Hm- Rukiye aap ko dikhate hai.....

And she also run to ks .....

They run on road and teasing each other

Hm- Ks aap bhag kyu rahi hai ..... Humse Bach nhi payegi .....

Ks- aapse bachane k liye to bhag rahe hai Ms

Hm- kitna bhi bhagiye aapko lout kar hamare pass hi aana hai .....

Ks stopped running.... breathing heavily.....

Hm hold her hand .....

Ks- Ms hum thak gaye hai aur nhi bhag sakte ....

Hm- Acha ab aap tak gayi .... Abhi thodi der pahale kya kah rahi thi aap hum me wo baat nhi rahi.  . ..

Ks - wo....

Ks kuch kahati usase pahle Hm pick her in arm walking on streets....

Ks- Ms ... Ye .... Ye .... Kya kr rahi hai aap....

Hm - aap ko dikh nhi Raha hai aapko lekar chal rahe hai....

Ks- pr aise kahe .... Hum chal sakte hai ....

Hm- acha abhi to aap thak gayi thi aur ab ....

Ya fir aapko godme sirf aapke Lalla hi utha sakte hai .... With teasing tone ....

Ks blushing.....

Ks- aap hame ise chediye mat aur aap hame niche utar dijiye .....

Hm- Oh kuch der pahle to aap hi kah rahi the k humame wo baat nhi rahi .... Aur kya ....

Ks- hum bad aise hi ched rahe the ..... Wo aapki body shiver kr rahi thi thand k wajah se to us time hume bs yahi sahi laga .... Thodi running krenge to thand Kam lagegi apko bs isliye ....

Hm look at her Serprisingly ....

Hm- Apko pata chal gaya tha ....

Ks - ha.... Aap kuch kah nhi rahi thi to hum kya krte fir .... Aur aapne kaha kyu nhi

Hm- bs hame acha lag raha tha isliye ....

Ks - Ms ab to hame niche utar dijiye .....

Hm- kyu ? Looking at road ..... Walking

Ks- plz

Hm- nhi

Ks.....

Ks- hume saans lene me takleef ho rahi hai .....

Hm - Aap bahana mat banayiye .....and look at ks .....

Ks breathing heavily.....

Hm - Ks kya ho raha hai aapko .....

Wo ks ko road street pe bitha deti hai....
And hold in her arms...

Hm- Ks kya ho raha hai apko .... Aap achanak se aise .....

Wo dekhati hai k sach me Ks sans lene me taklif ho rahi hai
She was so tensed....

She can taking breath properly

Ks  hamari taraf dekhiye .....lambi sans Li jiye ..... Ks sans lijiye .....
Hum Dr ke paas chalate hai .... Nhi ambulance bulate  hai .....
.... Ks hame dekhiye hamari aankho me dekhiye aur sans lijiye .... Plz sans lijiye .....
Hum aapko kuch hone nahi denge .... Bs aap saans lete rahiye hum Dr abhi chalate hai ....Ks .... Ks .....

To be continued.....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now