❤️❤️Part 115❤️❤️

733 85 68
                                    


Serprise........Bonus part ......

😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊

To be continued previous part.....

Ks- kya hua hai ..... Itna gussa ..... Ye to hamari Ms nhi .... Phirse Urmila banane ki jarurat nhi ...... Bhale wo hame pasand hai par hamari Ms ki baat alag hai ....

Hm loudly crying after listening....

Ahhhh haaaaa.....Ahhhh haaaa.....

Ks- Are kya hua ..... Aise kyu....

Hm-bahot buri hai aap .... Bahot buri .....us teddy matlab us J ki parvah hai jo pahle usse pakadne gai aur pure knife nikale ....

Lekin aapko ham nhi dikhate ....

Ahhhh haaaa.....

Ks- aisa kuch bhi nahi .....

Hm- Ham ko acchese pata hai ..... Ham to usko ab chodenge nhi .... And again pick knife ......

Aaichya gavat Vada pawat ..... Mere gole ke bumb ko mujase dur kiya ..... Mujase meri Chatak chadani chin rahi hai .....

Iski to ......

But Ks hold her hand .....

Ks- kya jail me Jana hai ....khoon kregi aap ...

Hm- ha jayenge .... Aapko kya ....

Ks- kya dimag bohara gaya hai kya ....

Hm- ha .... Chodiye hamara hath ....hone dijiye hamare sath kuch bhi aap jayiye na us dafa hoke pass .....

Ks- aapko apni nahi padi par hamare hote ham aapko aapke sath kuch bhi galat nhi karne denge ..... And hide teddy behind her ....

Ye gusse me kiya khoon bhi nhi ..... Ye vardi kya iske liye hai .....

Amma ek min ..... Aapki wajah se ham bhi topa gaye hai ..... Teddy ke khoon ke liye kaun jail jata hai .....Khud bhi topa aur hame bhi topa bana rahi hai .....

Hm- Ha hai ham topa .... Aapko to ham lagenge .... Aapko ab wo jo mili hai ....

And again crying Aaaaa....haaa..... loudly....

Ks- are chup rahiye .... Ye aise kaun rota hai ....

Hm- ab aapko hamare aasu bhi jhoot lag rahe hai .....

Aur uske sacche .....

Aaaaaa...... Haaaa.....

Ks- are chup ho jayiye ..... Koi sunega to kya kahega .....

Hm- yahi ki aapne hame rulaya hai ..... Bahot jyada rulaya hai .....

Aapne hame dudh me padi makkhi ke tarah nikal diya hai .....

Ahhhh .....haaaa.....

Aapko wo chahiye.... Ham nhi ....

Uske sath chai Pini hai , ghumana hai , gale lagana hai .... Aur usko hi .....

Ahhhh ..... Haaa....

Ks- are aisa kuch nhi .....

Hm- aisa hi hai  .... Tabhi to aap itna pyar badha rahi hai .....

Ks- phir se wahi baat ..... Amma ye band kijiye Pyar badhane wali baat ....

Hm- ha ab to aisa hi kahengi .... Aapne to ....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now