❤️❤️Part 87❤️❤️

582 84 32
                                    

To be continued previous part.....

Hm rested her head on chair .....

Flashback........

Ya Allah .......

Ham ye kya dekh rahe hai ..... Saying Ammi loudly.....

Hm scared .....

Hm- Ammi aapne Dara Diya hame .....

Ammi- hamne Dara Diya ..... Dara to tumne Diya hai hame. ..... Kya hai ye sab.....

Ammi rubbed her eyes......

Sach me ham sapana hi dekh rahe hai ......

Nahi to ye kabhi ho hi nahi sakata .....

Hm- Ammi ..... Aap na ..... Vaise bhi ham bahot pareshan hai ..... Hame samaj nahi aa raha aur aap aisi baate karke hame aur na pareshan kre .....

Ammi check Hm forehead and cheeks .....

Ammi - Teri tabiyat to thik hai na .... Sach bata .... Kahi kisine koi jaadoo tona na kiya hai tujape ..... Ham abhi babaji ke pass chalate hai .....

Hm- Ammi ..... Plz aap na wo Pj ke tarah over acting ka sunami mat layiye .....

Waise unki over acting se bachake yaha aaye hai aur aap hai ki hamara hi majak uda Rahi hai .....

Hamari jagah aapki ladali hoti to aap aisa karti .....

Ammi- baat koi bhi , masala koi bhi ho tujhe to usse bich me Lana hi hai ..... Sach me meri Karishma ke bhaag foot gaye hai .... Jo usse tu mili hai .....

Hm- pata tha hame aap thodi unke baare me kuch sunegi .....

Jaan jo basati hai aapki .....

Ammi- ha ..... To basati hai Jaan hamari usame .....aur dekho ye kaun bol Raha hai .....

Jo khud uspar apni Jaan chidakati ho ......

Hm smile 😀 😀.....

Hm- Ammi unhe manane ke liye hi to kar rahe hai ye ......

Ammi - Kya..... Kyu jite ji Shahid kar rahi hai meri bacchi ko .....

Karishma ne tuje wada pav banate hue kya dekh liya khudako master chef samajane lagi ho kya .....

Us bechari ne mujhe pahle bataya hota na ki tuje usne Mumbai se wada pav bechane wali samajakr layi hai ..... To ham use pahle bata dete ki tu Hm hai ..... Ye khana banana tere bas ki baat nhi hai .....

Hm- Ammi ..... Hamne sachme becha hai wada pav .....

Ammi- wahi to me kah rahi hu sirf becha hai banaya nahi hai wahapar bhi ek maharaj banata tha .....

Hm- Ammi ......plz .... Aapko hamari madat nahi karani to mat kijiye pr ye taane dekar hamara confidence to mat Kam kijiye ......

Ammi- Acha .... Waise manana padega meri bacchi ko ..... Jo Kam itane salo me mai nahi kar payi aaj usne kar diya .....

Nahi to tu ...... Kabhi khana banayengi ..... Ye to bas ek na umeed ka sapna tha hamara .....

Hm- Ammi .... Ham aate hai kitchen me .....

Ammi- ha bas coffee banane ......bas yahi aata hai .....

Kitani baar kaha tha ki kuch to banana Sikh apne shouhar ko kya khilayengi ....to kahati hai ki Maharaj rakh lengi ..... Aur ye duniya ka naya ajuba kyu .....

Hm- Ammi , wo naraj hai hamse aur bas unhe manane ke liye ..... Ye sab .....

Aap janati hai na unhe kheer pasand hai to bas bana rahe hai ..... Sath me shahi panner....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now