To be continued.....
After Lunch they do there work ....
Hm also do work on Ks case ....
She repeated look the video and she strikes something and came out from her cabin .....
Ks busy doing her work....
Hm- Ks hame aapse baat karni hai ....
Ks get up and say ji kahiye ....
Aap senior hai aapko permission ki kya jarurat hai ....
Hm- Ks.... Ham janate hai ki aapne kuch nhi Kiya hai fir aap kyu BP se kah rahi thi ki aapne hi usse maara hai ....
Ks- Hmne mara hai to ham hi kahenge na .... Aur aap bhi to yahi kah rahi thi .....
Hm- dekhiye ham manate hai hamse galati ho gai hame aapko kahane ka mouka Dena chahiye tha pr ab galati to ho gai usake liye ham maafi chahate hai ....
Pj- Matlab Km kisi ki nahi mara ...
Hm- ji nahi .....Ks Jhoot kah rahi hai ....
Bas ye aisa kyu kar rahi hai ye hame janana hai ....
Ss- Km aap ne ye nahi Kiya to kisne Kiya aap janati usse ....
Ks- ham nahi janate Santu ....
Hm- dekhiye .... Sach hamesha samne aa hi jata hai ....
Agar aap BP ko sabak sikhana chahati hai isliye aap ye kar rahi hai to chod dijiye ....
Aap acchese janati hai wo kabhi nahi sudharne wala....
Ks- Sach samne hi to hai Ms .... Aap kyu load le rahi hai .... Ye baat hamse Judi Hui hai ham dekh lenge ....
Hm- Baat sirf aapki nahi is Thane ki bhi hai Ks ..... Aur aap is Thane ka hissa hai to ye baat aapki kaise hue ....
Ks- pr hamne pahle bhi kaha hai aap hamari jimmedari se aazad hai .... Aur jo bhi hoga wo hamare sath hoga ....
Koi bhi baat aap pr ya is Thane pr nahi aayegi ....
And she left from there .....
Hm- kaha ja Rahi hai aap, ham baat kar rahe hai na ....
Ks- pr hame baat nahi karni is baare me ....
Dusari koi baat hai to aap kah dijiye ya fir koi aapka aur order hai to bata dijiye.....
Ham apna duty kar lenge ....
Hm can not understand why Ks behave like this .... Why she can not tell truth ....
Hm- Ks ..... Ham janate hai aapne kuch nahi kiya ..... Hamne acchese wo video dekha hai aur itna to jan hi Gaye hai ki wo aap nahi hai .....
Aap abhi gussa hai aur wo lazmi hai pr jo hai wo bata dijiye hame .....Agar aap ka koi plan hai BP ya uss Ar ko sabak sikhane ka to aap hame bata sakti hai hampe yakeen kijiye ham isme aapka sath denge....
Ks just smile looking to Hm ....
Ks- Bharosa Ms .... Kya .... Aap hamare upar karti hai ....
Hm- Ks .... Aap hamari baat ko samjiye ....
Ks- aap hi ki to baat ko samaj rahe hai ....
Ki aisa kya kare ham jo aapko hampe bharosa ho jaye .....
Chodiye ..... Waise kisi sayane ne hamse kaha tha ....
Bharosa kabhi bhi ek tarfa nahi hota .... Vajan Kate par agar dono taraf vajan barabar ho to uske mayne hote hai nahi to nahi ....

YOU ARE READING
Yaariyan - Teri meri(KAREENA)
Fanfiction(KAREENA Friendship)Love is not only made for lover's. It is also for Friends who love each other better than Lover's