To be continued previous part.....After few days .....
Aise hi din chale ja rahe the .....lekin Hm aur Ks ke bich halat waise hi the ....
Ks apne faisale par kayam thi aur Hm chahakar bhi kuch nahi kar pa rahi thi ....
Kyunki Ks Hm se bas professionally baat Kiya karti thi aur. Jyada tar wo field duty par J ke sath kuch na kuch krke chali jati thi ....aur Thane me bhi rahati to official work kaise karte as SI wo bas usse sikhane me lag jati ....
Hm koshish kar rahi thi ki wo Ks se ek dafa acchese baat karle par kuch na kuch ho jata tha .... Ya fir Ks us baat ko jaan ke taal rahi thi ....aur Kabhi J unke bich aaya karti Thi ....
One fine day ......
Ks coming with Hm in Thana ..... All Serprisingly looking them ..... In that they never see both together..... Case ke silsile me wo jate the par J unke sath hoti thi ..... Par aaj wo dono sath me the ....
But Hm ka face dekhake pata chalata hai ki wo gussa hai Ks se aur naraj bhi ....par kya hua tha ye samaj kisiko nahi aa raha tha ....
J sit near Ks table .....
Ks take a cake and serprise to J ......
Serprise.... Loudly say By Ks ....
Ks keep cake on table ....
J- kis baat ke liye ....
Ks- Are sab yaha aayiye .....
Sab sath me aa jate hai but Hm thoda dur hi thi ....
Ss- kis baat ka serprise Km.... Aisa konsa teer mar diya jo aap isse ......
Pj pinch her .....
Ss- wo aisa kya kiya hai jo aap itna khush hai jo iske liye ye cake layi hai .... Iska birthday to nhi hai ...
Ks- nhi Santu. ... Ye isliye hai ki ye jo intern ship kar rahi thi wo ho chuki hai .... Aur Dr. Juhi ne hame bataya usse acche grade bhi mil chuke hai to ye sab uske liye .....
J hugged Ks .....
J- Thank you so much Km ..... Mujhe itana special feel karwane ke liye ..... Looking Hm ....
Mujhe pata hi nhi tha ki aap meri kamyabi se itni khush ho jayengi .... Nhi to main sabse pahle aapko hi batati ....
Aur ham sath main ye celebrate krte .....
Hm very well known her meaning....
Ks- are usme shukriya kis liye .... Tum is Thane ka hissa ho yaha sab ki kamyabi celebrate krte hai ....
Yahi Ms ki Sikha hai hamne ..... Badi khushi ka intezar krke ham Choti Khushi najar andaj krte hai .... Pr jindagi ki sabse badi khushi to in Choti choti khushiyo me hai .... Aur apne pariwar ke sath me hi hai. .....
Tumhe shukriya Krna hai to Ms ka kro .... Ye inhika to Kiya hai ....
J- kya sach me Km ....
Ks- haa....
J going to near Hm .....
J- thank you.... Aapne ye kiya ya fir ye kahu ki Km ko krne ko kaha ..... Aap ko to pata hai main wo meri idol hai unko kitana manati hu .....aur aaj unhone mere liye kiya isase badi khushi kya hi hogi .....

YOU ARE READING
Yaariyan - Teri meri(KAREENA)
Fanfiction(KAREENA Friendship)Love is not only made for lover's. It is also for Friends who love each other better than Lover's