Gadbad

1.1K 170 101
                                    

Happy Sunday

Munna came inside with Pandit and after greeting to Chachiji, sits with others with a dull face.. he was much quieter than his usual one..

Rohan said while making fun, "kya baat hai.. pakodo ki khushbu tumhare ghar tak aa gayi thi kya, jo yahaan tak aa gaye sunghate huye.." 

Preeti shouts loudly making fun, "arey mummy jaldi se aur pakode bana do varna donon khaali plate hi kha jaayenge..." Mundit looked at each other with tensed expression..

Sameer seeing their tensed faces asked, "kya hua Munna, tum donon itane pareshaan kyun ho.. kuchh tension hai kya.." 

Munna looked at them with tensed face, "yaar voh na.. ek na... badi wali gadbad ho gayi hai... kuchh samajh nahin aa raha ki iss baat ko sunkar khush hona chahiye ya dukhi.. bohot confusion ho raha hai... isilite tere ghar gaye the, toh Ramdhari ne bataya tum log yahaan ho toh seedha yahin aa gaye... shaam tak ka wait bhi nahin kar sakte the, itani urgency thi..." he feels hesitated to share his problem

Rohan Preeti looked at each other shockingly and gesture through their eyes and shouts together, "Oh God... Munna yeh tu ne kya kiya.. matlab sharam nahin aayi aisa karte huye... kya munh dikhayenge hum Swati ke ghar walon ko..." Rohan hit on his head, "besharam aur yeh batane tu Preeti aur Naina bhabhi ke saamne aa gaya... kuchh toh sharam karta... ladkiyon ke saamne aisi baatein..." they both said glaring him hard..

Munna scratch his head in confusion, "haan toh ab yeh hi toh madad karengi saari... Swati toh inke bina kuchh nahin karti na... ab uski chinta inse jyaada kise hogi... ab inhein hi toh khayal rakhna padega uska... vaise bhi voh bohot ghabra gayi hai jab se yeh news mili hai...." he said innocently as knowing how much girls are attached since their childhood

Preeti gritted her teeth in anger, in low tone, "munna, tujhe toh mein chhodungi nahin... yeh sab karte huye jara bhi sharam nahin aayi... kabhi socha jab sabko pata chalega toh kya jawaab denge.. kitna vishwas tha sabko hum par.. aur Swati, voh kaise maan gayi...." she was even more surprised on Swati's behavior

Munna said smiling with a shy, "ab toh sabko pata bhi chal gaya hai yaar... ab kya sharmana... bas tum charon ko batana rah gaya tha... ab toh bas teen char din aur phir toh sabke saamne khul kar romance karunga apni Swati se... vaise voh thodi pareshaan jaroor hai par dil se khush hai... ab aise pareshaan hogi toh uski bhi sehat par asar padega na...."

Samaina listening all their banters, Sameer said confusingly, "Kya bol rahe ho tum log, kuchh smajh nahin aa raha.. Rohan tu bata kya hua hai.." 

Rohan whisper slowly in Sameer's ear, "yaar Bhabhi ke saamne aisi baat kaise bol sakta hun... Munna ne gadbad kar di hai aur Swati... tu samajh raha hai na.." he said making irritated face

Sameer looked Munna shockingly and went to sits beside him, leaving Naina in shock, she asked  getting more confused on Sameer's reaction, "yaar mujhe bhi toh bataao.. mujhe kuchh samajh nahin aa raha" 

Sameer looked at her nervously and whispers in Munna's ear, "tujhse aisi ummid nahin thi... saari izzat ka kachra kar diya tu ne sabke saamne.. ab kya bataun Naina ko... bechari kitni pareshaan ho jayegi Swati ke liye..." he said trying to supress his anger in front of Naina... he decided to give a good punching to his dear friend later in alone to do this shameful act...

Munna getting confused said loudly, "ab ismein izzat kaise kharaab ho gayi... maana sab jaldi hai thoda, par theek hai na, ab kar bhi kya sakte hai... yeh toh Swati ki daadi ki ichchha thi, hum kya kare, baat toh manani hi padegi na unki..."

Rohan shouts getting pissed off on his shameless behavior, "kya matlab... yeh sab dadi ne kaha tha karne ko.. kuchh toh sharam kar nalayak"

Munna said smiling, "aur kya... ab unhein lag raha hai ki voh jyaada din nahin jee payengi toh unhone ise hi apani zindagi ki aakhiri ichchha bata kar humein majboor kar diya yeh sab karne par... unhone Swati ke papa ko kaha, unhone mere papa ko toh phir mujhe manana hi pada, varna tum toh jaante ho maine kitne sapne sajaye the ki aise karunga, vaise karunga... ab sab kuchh itna simple se karna pada" Sameer Rohan Preeti looked at each other shockingly whereas Naina was still clueless...

Kuchh Ankahi Baateinजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें