CHAPTER 17

238 26 4
                                    

Purvi looked at him while Kavin held her hand.

'Kavin..' His mother shouted.

'Mai Purvi ka khyaal rakhunga..' Kavin said.

'Purvi ka khyaal rakhoge..? Tumhe pata bhi hai ki use 24/7 kisi ki zaroorat hai.. Tum tho CID mei kaam karoge tho usko 24/7 kaun dekhega..?' His mother asked.

'Mai CID chod dunga..' Kavin said.

'CID chod ne ke liye maine tumhe itna padhaya likhaya nahi tha..' His mother said.

'Mai ghar se hi koi dusra naukri dhundh lunga..' Kavin said.

'Tere papa ke jaane ke baad maine tujhe akele isliye nahi paala ki ek din ek ladki ke khaatir tum apna naukari badal do..' His mother said.

'Bhagwaan na kare aisa ho lekin agar aap Purvi ki haalat se guzar rahe hote tabhi mai yahi karta maa..' Kavin said and he sat beside Purvi ignoring everyone there.

Kavin's mother left being angry. All CID officers also left while Akshit looked at Purvi, she signalled him to go. Akshit sighed and went along with the cops. Kavin was not in a mood to hear from anyone.

'Kavin..' She called his name softly. He looked at her.

'Aap CID nahi chodenge..' She said.

'Purvi pls..' He said.

'Kavin mai nahi chahti ki meri wajah se aap jaise ek honhar aur imaandaar officer CID chode..' Purvi said.

'Purvi..' Kavin said.

'Aap hi sochiye na.. Aap ne resign kiya phir ACP sir majbur hoke kisi aur ko accept kar lete hai par vo gaddar nikla tho..? Tho desh ka kya hoga..?' Purvi asked.

'Aur agar mai CID mei kaam karunga tho meri biwi ka kya hoga jise mera zaroorat hai..' Kavin asked.

'Dada hai.. Vo sambhaal lenge..' She said.

'Kavin aapne mera maang bhar diya.. Lekin isme na aapki maa ki khushi hai aur na hi mere bhai ki.. Isliye mai chahti hu ki aap aisa kare jaisa mai kehti hu pls..' She requests him.

'Kya karna hai mujhe..?' Kavin asked.

'Jaanti hu abhi mai jo kehna jaa rahi hu aapko bilkul pasand nahi aayega..' She said but Kavin cut her.

'Agar pasand nahi hai tho bolo bhi mat..' Kavin said.

'Kavin pls.. Aap chahte hai na ki hum saath mei khush rahe.. Tho aap apne ghar jaayenge aur mujhe mere ghar jaane denge.. Kavin, aapki mom ko mai sirf isliye pasand nahi hu kyunki meri yeh haalat hai.. Ek baar mai thik ho jaau tho ho sakta hai ki aapki mummy mujhe accept kare..' Purvi said.

'Lekin..' Kavin said.

'Pls Kavin.. Mera bhai nahi chahega ki mai aapke ghar jaau kyunki mummy ji mujhe taane maarengi jo mere bhai ko bilkul pasand nahi hai.. Is wajah se hum dono ke pariwaar mei jung chidega..' Purvi said.

'Thik hai lekin mai roj aaunga tumhe dekhne..' Kavin said.

'Aa sakte hai lekin aapko vaapis jaana bhi hai ghar..' She said.

'Mujhe ghar bhejne ki itni bhi kya jaldi hai..?' Kavin asked.

'Mummy ji naraaz hai isliye..' She said while Kavin looked at her.

'Maa ki padi hai par meri nahi..?' He asked.

'Aapke baare mei mujhe padi ho ya na padi ho lekin mai kuch kar nahi sakti na.. Aap ko jo karna hai aap vo kar sakte hai..' Purvi said.

Kavin smiled and kissed her cheek and asked her to take care. He went near Akshit and asked him to be with Purvi.

'Dekha Pari.. Isliye mai Kavin ko accept nahi kar sakta..' Akshit said.

'Vo tho rukna chahte the.. Par maine hi unhe mummy ji ko manane bhej diya..' Purvi said.

'Dada mai aapke saath ghar chalungi.. Kavin ne kaha ki vo aayenge.. Tho aap mujhe ghar le jaaiyega..' Purvi said while Akshit agreed.

After few days, Akshit took Purvi home when she got discharged. Kavin came and took care of her by applying oil on her body, feeding her and making her hair.

Kavin already informed his mother that he will be working as a CID officer but he will be taking care of Purvi no matter what happens. He asked sometime for Purvi to recover. His mother gave him an year.

Kavin daily visited Purvi. He did everything starting from doing CID work, taking care of his wife by feeding her, applying medicines, spending some quality time with her.

He went to his house. He forgot his mobile in Akshit's house. Akshit aksed his neighbour to take care of Purvi for an hour as he has some urgent work. His neighbour agreed and Akshit left to give Kavin his phone.

'Kavin ek saal ho gaya hai..' His mother said. Akshit heard, so he stood at the door.

'Purvi ab pehle se better hai maa.. Bas use thoda aur waqt lagega..' Kavin said.

'Thoda aur waqt lagega..? Abhi tho usne sirf hasna shuru kiya hai.. Bed se uthi nahi hai vo..  Aur tho aur vo abhi tak kuch feel bhi nahi kar paati hai tho uska thik hone ka sawaal hi paida nahi hota Kavin..' His mother said.

'Maa..' Kavin said but his mother stopped him.

'Thik hai tumhe Purvi ko apni wife banake rakhna hai rakho.. Lekin mujhe vaaris chahiye.. Mai yeh nahi kehti ki tum Purvi ke saath is haalat mei karo, lekin surrogacy se tho bachchha paida kar sakte ho na..' His mother asked.

'Maa pls.. Mai aisa kabhi nahi karunga..' Kavin said.

'Tumhe lagta hai ki Purvi itni jaldi tumhe ek bachchha de paayegi..? Jab tak vo thik hogi aur tum dono ke beech kuch hoga tab tak tho tumhare bachchhe ko shayad 8-10 saal ka umar bhi ho gaya hoga..' Kavin's mother said.

'Thik hai mai bachchhe ka intezaam karta hu..' Kavin said and went upstairs. Akshit got mad and came back to his house. His neighbour left.

'How can you Kavin..?' Akshit thought.

Akshit was all alone. He cried the whole night thinking about his little sister.

'Agar aisa tha tho tumne Pari se shaadi ki kyun..? Ha samajhta hu ki bachche life mei khushiyan bhar dete hai.. Agar bachchhe chahiye the tho tumhe bahut pehle se pata tha na ki Pari kuch saalon tak bachchhe nahi degi then why did you marry her..?' Akshit thought.

Laagi tujhse laganWhere stories live. Discover now