CHAPTER 54

95 18 2
                                    

She kept patting him and kissed his forehead after he slept. He hugged her in his sleep and kept saying her name again and again in his sleep. She caressed his hair and he drifted into deep sleep.

The next day, Kavin woke up and saw that he was beside his wife. He woke up and charged his phone as it was switched off. He went to get freshen up and when he got ready, he checked his phone.

Kavin sir, jaldi se forensic lab aa jaaiye.. Aarav ke body se kuch pata chala hai.. Aur yeh case suicide nahi balki murder lagta hai..

'Murder..?' He thought and left to bureau without having breakfast.

'Ha kya pata chala tumhe..?' Kavin asked Shreya.

'Mai kal se aapki aane ka wait kar rahi thi sir.. Hume forensic lab chalna chahiye..' Shreya said and they both left to the forensic lab.

'Ha Kavin.. Ab Dushyant kaisa hai..?' Salunkhe asked.

'Vo pehle se better hai sir.. Aap bataiye na ki Aarav ki body se kya mila..?' Kavin asked.

'Ek bahut ajeeb sa chemical hai iske blood mei..' Salunkhe said.

'Chemical..?' Kavin asked.

'Ha.. Yeh chemical bahut ajeeb hai.. Maine kaafi tests karne ke baad pata lagaya ki aakhir yeh chemical kya karta hai..' Salunkhe said.

'Kya karta hai sir..?' Shreya asked.

'Shreya yeh bahut khatarnak chemical hai.. Is chemical ki wajah se ek insaan apna state of mind ko kuch aur hi samajhta hai.. Mera kehna ka matlab hai ki dikhne mei vo insaan bahut normal lagta hai par vo normal nahi hota.. Vo insaan kuch aisi cheezein karta hai jo uske hadh ke bahar hai..' Salunkhe said.

'Mai kuch samjha nahi sir..' Kavin said.

'Pankaj.. Ek baat batao.. Tumhe kis cheez se zyada dar lagta hai..?' Salunkhe asked.

'Aatmon se..' Pankaj said.

'Shreya tum kis cheez se darti ho..?' Salunkhe asked.

'Mai..?' She was taken aback.

'Mai kisi apne ko khone se darti hu.. Koi misunderstanding se darti hu..' She said.

'Tho Kavin maan lo ki Shreya ko yeh chemical diya gaya tho vo misunderstandings paida karwayegi, kuch aisa karegi jisse ki uska dar sach hoga aur vo bina baat ke hi darne lagegi..' Salunkhe said.

'Matlab..? I mean is cheez ka Aarav ki maut se kya connection hai..?' Kavin asked.

'Good morning sir..' Ishita wished coming inside.

'Ishita tumhe tho Dushyant sir ke saath..' Shreya asked.

'Ha vo Purvi aayi aur usne kaha ki mai Kavin sir ki help karu is case mei..' Ishita said.

'Help..?' Kavin looked at her.

'Ha matlab usne kaha ki vo aapki madad kar nahi paayengi..' Ishita said.

'Connection.. Is chemical ka Aarav ki maut se..' Kavin asked.

'Ha.. Aarav ne iske saath kuch aur dawa bhi liya aur reaction hua jis wajah se vo product heartache le aaya.. Isliye Aarav..' Salunkhe said.

'Lekin yeh chemical banaya kisne hoga..?' Shreya asked.

'Patent office se pata chalega..' Kavin said.

Pankaj received a call and he looked at Kavin.

'Purvi mam ka call..' He said.

'Uthao aur speaker pe rakho...' He said. Pankaj answered the call after keeping it on speaker.

'Ha mam..' Pankaj said.

'Pankaj.. Agar.. Agar tum log..' She stopped.

'Hmm..?' Pankaj asked.

'Batao Purvi..' Dushyant said.

'Phone mujhe do..' Dushyant said and took the phone.

'Pankaj agar Kavin.. Kavin kuch upset lage tho Purvi ko turant call karna..' Dushyant said.

'Ha..? Upset..?' Pankaj looked at Kavin.

'Phone bhi kyun kiya tumhe.. Purvi.. Tum vaha chali jao..' Dushyant said.

There was a silence and finally the call got cut.

'Ajeeb hai yeh dono..' Kavin thought and they left to patent office.

Kavin, Shreya, Pankaj and Ishita left to the patent office. They asked about the chemical.

'Nahi sir.. Aisa koi chemical kisi ne register nahi karwaya hai..' The employee said.

'Thik hai..' Kavin said and the cops left.

'Yeh chemical kisi ne banaya hai par patent nahi karwaya.. Kyun..?' Pankaj asked.

'Mai bhi.. Ahh..!! Pankaj patent karwane ke liye us cheez ka kuch naya hona jaise ki use kisi ne awishkaar kiya aur us cheez ka istemaal karne se hi patent office mei registration hota hai.. Us chemical ka koi faayda hi nahi hai..' Kavin said.

Kavin received a call from Tarika. He answered the call.

'Ha Dr. Tarika..' Kavin said.

'Kavin, Dushyant tumse kuch kehna chahta hai..' Tarika said and gave the phone to Dushyant.

'Ha Dushyant bolo..' Kavin said.

'423' Dushyant said and cut the call.

'423..?' Kavin thought and he asked Shreya, Pankaj and Ishita to continue the case. He left to a deserted area. He saw Dushyant, so he got down from the car.

'Dushyant..' Kavin called.

'Mai jaanta tha ki tum yaha zaroor aaoge..' Dushyant said.

'Aata kaise nahi.. Jab bhi training khatam hota tha tum aise hi 423 keh ke mujhe yaha aane pe majbur kar deta..' Kavin said while Dushyant smiled.

'Achchha Kavin.. Maine suna ki Aarav..' Dushyant said.

'Ha.. Aarav mar chuka hai aur mai uske khooni ke talash mei hu..' Kavin said.

'Tho tum sach jaan ke rahoge..?' Dushyant asked.

'Ha..' Kavin said.

'Tho apna phone switch off kar ke meri baat dhyaan se suno..' Dushyant said.

'Tum mujhe sach bataoge..?' Kavin asked.

'Ha..' Dushyant said.

'Nahi.. Mai kal Aarav ke muh se sab sun chuka hu.. Mujhe bas itna jaan na hai ki Aarav ko kisne maara..' Kavin said.

'Aarav ke muh se suna..?' Dushyant smirked.

'Agar mai kahu ki tumne jo suna usme aadha sach bhi nahi hai tho..?' Dushyant asked.

'Kya matlab hai tumhara..?' Kavin asked.

'Kavin kya tumhe yaad nahi hai ki Aarav ne kya kaha..? Usne sirf kidnapping ka natak kiya..? Kya tumhe vakai lagta hai ki mujhpe Aarav ne hamla kiya..?' Dushyant asked.

'Aarav ne hamla kiya.. Usne kabool bhi kiya ki usi ne tumpe aur Mayank pe hamla kiya..' Kavin said.

'Aarav tho sirf tumhe sach batana chahta tha.. Upar se usne tumhara ghar bhi nahi jalaya.. Usne sirf Akshit ko call kar ke us jagah bhej diya jaha tum the aur phir tumhe chun ne ko kaha ki tum kis ki jaan bachana chahoge..' Dushyant said while Kavin remembered that his house was fine without a single burn.

Laagi tujhse laganWhere stories live. Discover now