CHAPTER 62

122 11 1
                                    

Kavin patted Purvi but she didn't wake up. Saanjh remembered something and then she said, 'papa mummy ne neeche aane se pehle koi dawa liya tha..'

'Tum mujhe ab bata rahi ho..?' Kavin asked.

'Vo dawa kaha hai..?' Rahul asked Saanjh.

'Upar kamre mei..' Saanjh said and Rahul and Saanjh went upstairs.

'Yeh raha uncle..' Saanjh said pointing a medicine bottle. Rahul took it and sighed. He went downstairs.

'Ghabrane ki baat nahi.. Pari ne neend ki dawa le liya.. Kal subah tak uth jaayegi..' Rahul said while Kavin sighed.

'Tum ho kaun..? Aur injection.. Kis injection ke baare mei baat kar rahe ho..?' Kavin asked.

Akshit took the injection and then he went to forensic lab along with Mayank. They also grabbed that man and took him for interrogation in CID bureau.

'Batao kaun ho tum..?' Abhijeet asked.

'Mai Purvi mam ke aane tak apne baare mei kuch nahi bata sakta..' The man said.

'Dushyant aap aaram karo na.. Yaha bureau...' Ishita said but then Dushyant saw the man.

'Tum yaha kya kar rahe ho..?' Dushyant asked the man.

'Yeh Purvi ko koi injection dene gaya..' Daya said.

'Injection..?' Dushyant asked.

'Maine unhe koi injection nahi diya..' The man said.

'Tho vaha khade kyun the andhere mei..? Kal subah hone ka intezaar karta..' Abhijeet asked.

'Kavin kaha hai..?' Dushyant asked.

'Vo ghar pe hai Purvi ke paas..' Daya said.

'Mayank tum jao.. Mai baat karunga..' Dushyant said in a weak tone.

Mayank (man) got up and left from there.

'Vo injection Purvi mam ko dikha dijiye..' Dushyant said and he went inside the room for taking rest. He looked at the ceiling and finally allowed his tears to flow.

Kavin came there as he heard from Ishita that Dushyant was stubborn after he learnt what happened. He opened the door silently and walked towards him.

'Sorry Kavin lekin mai apna waada nibha nahi paaunga..' Dushyant said in a weak tone.

'Kis waade ki baat kar rahe ho..?' Kavin asked. Dushyant sat on the bed.

'Tum.. Tum yaha kab aaye..?' Dushyant asked.

'Abhi..' He replied.

'Dushyant.. Kya hua.. Tum kis waade ke baare mei baat kar rahe ho..? Aur tum.. Tum kidnap kaise ho gaye..?' Kavin asked.

'Mai us raat sach pata lagane nikla tha.. Agle din maine Purvi mam ka peecha kiya..' Dushyant said.

'Tu Purvi ko mam kyun keh rahe ho..?' Kavin asked.

'Kavin Purvi mam vo nahi jo dikhti hai.. Vo military, CID aur alpha team jaise secret agencies ki head hai.. Unki ek phone call se puri military aa jaata hai..' Dushyant said.

'Mam ne kaafi saare secret missions mei kaam kiya aur sabko pakada hai.. Tumne "begum" ka naam suna hai na vo mam ka code name hai..' Dushyant said.

'Be--begum..? Tum yeh kehna chahte ho ki Begum koi aur nahi balki...' Kavin said.

'Balki PURVI MAM khud hai..' Dushyant completed the sentence. Kavin fell down from the bed.

'Tum.. Tum mazaak kar rahe ho na..?' Kavin asked.

'Mai mazaak nahi kar raha hu.. Purvi mam hi begum hai..' Dushyant said.

'Begum.. Purvi... Koi sense nahi hai.. Maine suna ki begum bahut cruel hai..' Kavin said.

'Vo sirf criminals ke liye hai.. Baaki logon ke liye vo cruel nahi hai..' Dushyant said.

'Begum.. Purvi...' Everyone else who heard also were at their position without moving.

'Hume laga begum koi experienced aurat hogi lekin Purvi..' Abhijeet said.

'Begum ke saamne hum logon ne kya kya nahi kaha..' Pankaj said.

'Kavin.. Pari ko hosh aaya hai..' Rahul said and Kavin came outside. Everyone left to visit her including Dushyant.

'Begum..' Kavin called her while she looked at him.

'Begum..?' She asked.

'Mummy aapki begum aur hum aapke shehzaadi..' Saanjh said smiling without knowing anything. Kavin also smiled.

'Bach gaya..' Kavin thought.

'Tum thik ho..?' Kavin asked Purvi and she said she is fine.

'Purvi..' An old man came inside.

'Tum apne family ke saath hotel blue moon pe aa jaana aaj raat ko..' The old man said, gave an invitation card and left.

Soon in the evening everyone left for the party. Purvi was given an award for all the work she did and the family finally came home. The children dragged Kavin upstairs and after sometime when Kavin finally came down, he saw everyone left except for Purvi.

'Sab kaha gaye..?' Kavin asked.

'Apne apne ghar gaye..' Purvi answered. She climbed the stairs and halted. She came downstairs and called him.

'Yeh envelope.. Rahul ne aapko dene ke liye kaha..'  Purvi said giving him an envelope. She then went upstairs. He opened the envelope and saw that he needed to read the letter when he is alone. So he sat in his car and started reading the letter.

Purvi hamare pariwaar se nahi hai.. Vo us police officer ki beti hai jinhone mere bade papa ki death ka sach pata lagane ke chakkar mei apna jaan gawa diya aur vo khud Purvi ki maa ki murderer ban gaye duniya ki nazaron mei..

Sach yeh hai ki Purvi ke papa Purvi ki maa se bahut pyaar karte hai.. Lekin Naina ke parents ke wajah se ek drug racket ka gang bana aur kai saalon tak desh mei drugs beche jaa rahe the.. Haalaki shuruwaat mei Purvi ke papa ne rokne ki koshish ki magar vo fail ho gaye..

Bade hone ke baad Purvi ne yeh case liya aur usne tumhe college mei hi pehli baar dekha tha.. Use tum pasand aane lage.. Usne khud se wada kiya ki drug dealers ko pakadne tak vo tumse apna pyaar bayan nahi karegi..

Lekin phir vo tumhe khona nahi chahti thi isliye usne tumhare saath physical hui aur phir tumne usse shaadi kiya..

Shaadi ke baad drug dealers ke baare mei ek bada clue haath laga tho vo pata lagana chahti thi lekin vo tumhare pariwaar ko khatre mei nahi daalna chahti thi isliye usne na chahte hue bhi tumhare vidwa ka disguise kiya aur vo sach pata lagane nikli..

Sach hamare pariwaar se juda tha isliye usne mujhe call kar ke plan bataya ki vo sabke saamne hamari jhagda dikhake sach pata lagayegi taaki tum hamare jhagde ko solve karne mei busy raho..

Sach ab sabke saamne aa hi gaya.. Mai bas tumse itna kehna chahta hu ki Purvi ka khyaal rakhna aur usne tumhare saath agar kabhi rudely baat ki ho ya tumhe kabhi time nahi diya tho use maaf kar do kyunki vo apne papa ka adhura case solve karne mei lagi thi..

Kavin, usne ab tak bahut kuch saha hai.. Uske pariwaar mei koi bhi nahi, Piya ko mai le jaa raha hu apne saath kyunki vo meri beti hai.. Agar Purvi kabhi zyada gussa ho tho samajh jao ki vo drugs ka asar hai jo use Naina ne diya hai..








Laagi tujhse laganWhere stories live. Discover now