27❤ HURT

236 16 18
                                    

♡Happy Reading♡


(Unedited)

AUTHOR'S  POV 

Akshat stopped in front of that room where his guddan was..

The door was slightly closed only..

Akshat looked in for guddan and just stood there numb as he saw guddan weeping holding her mother's photo..

Guddan was not able to hold this pain in her heart anymore..

She sat with her head resting on the wall behind her.. her knees close to her chest as she curled into a ball holding her mumma's photo tightly close to her heart..

She was shivering and sobbing..

"Kyu maa? Kyu? Mere saath hi kyu? Itni buri hu mei?" She sobbed asking those questions to her mother's photo in hope of an answer..

But will a photo answer? 

"Aap aaj bhi khuch nhi bolegi na? Bolegi bhi toh kaise aapne toh saalo pehle hi mujhse baat karna chod diya hai..mujhe chod ke chali gayi aap..waise bhi mujh jaisi manhoos ladki ke saath kaun rehna chahega.. tabhi toh aaj tak mumma mujhe kabhi pyaar kar hi nhi paayi.. Pata nhi maa aaj woh sab baatein, taane itna dard kyu de rhe hai..sach hi toh bol rhi thi mumma..meine aaj tak koi dhanka kaam kiya bhi hai? Yeh room toh proof hai iss baat ka..Itne sorry ke chits hai yaha.." guddan cried as her step-mother's words rang in her ear again..

Tears fell from her eyes continuously as she continued..

"Aap waha bhagwaan ke paas khush toh hai na? Haa, hogi hi kyunki guddan nahi hai na waha..kitni achi baat hai na aapko kabhi sharminda nahi hona hoga kisi ke saamne Kyunki aap ho hi nhi yaha pe..par maa mera kya?" 

Today she wants someone to listen to her..the photo was her companion in it..

"Aapko mujhe chod kar jaana hi tha toh kam se kam apni guddan ko strong toh bana diya hota..bata diya hota guddan ko ki kaisi hai yeh duniya..ki aapke jaane ke baad koi nahi hoga joh guddan se pyaar karega..bata diya hota ki galti na hone par bhi mujhe taane sun ne honge..kam se kam mei khud ko strong toh kar leti..pehle hi mujhe jata diya hota ki guddan tujh se kabhi khuch nahi ho paayega.." she sobbed shivering.. 

what was her fault? Why she has to suffer always?

She pulled away the photo from her chest a little to look at her mother..

"Aap kaha hai maa? Aapko pata hai mujhe abhi aapki kitni jarurat hai..kyu nahi hai aap yaha? Mujhe aapki god mei sir rakh kar ek baar sukoon se sona hai maa..iss reality se bilkul durr..ek baar hi sahi par chupa lo na apni guddan ko apne aanchal mei..kyu mujhse itna durr chali gayi Aap? Kya aapko bhi mujhse nafrat hai?" Tears from her eyes fell onto her mother's photo which she wiped off..

"Kya aapko farak nhi padta ki aapki beti ro rhi hai? Aap lord krishna se kahiye na ki guddan ko thodi si toh khushi dedo..meri baat nahi sunte ab woh..Pata nahi shayad lord krishna bhi mujhse gussa hai aaj kal..aap toh maa ho na meri kya pata aapki baat sunle..boliye na lord krishna se ki ya toh guddan ko apne paas bula le ya phir yeh sab khatam kare..ab aur nahi jhel jaata maa..ab thak chuki hai aapki guddan.." 

Akshat stood there numb looking at guddan..seeing her pain his eyes were moist too but he stopped himself from going..

'Let her say whatever her heart holds..she will feel a little good after this..let her talk to her mother' Akshat thought..

"Maa mujhe nahi pata aaj ke baad mei yaha aungi bhi ya nahi..Pata nhi phir aapse kab baat hogi..par maa, guddan na apni har galti ke liye..choti se badi tak..Har galti ke liye hazaar baar sorry hai..sorry..kabhi maaf karke apni guddan ke paas aana chaho toh aa jaana.. sochna mat..aapki guddan aapka intezaar hamesha karegi" she stood up wiping her tears..

MR. AND MRS.JINDAL KI AJAB KAHANI ❤  (Completed)Where stories live. Discover now