Part 42 : her sacrifice

4.6K 204 5
                                    

Next day, she goes to hospital and meets doctor.

San: dr reports aa gaye kya?

Dr:(serious tone) yes, Mrs. Shekhawat.

San: kya hua hai mujhe?

Dr: it's brain tumour.

San:(shockingly) whattt?

Dr: Mrs. Shekhawat. Please don't take stress.

San: no dr. I think koi problem ho gayi hogi. Report change ho gayi hogi. Haan i am sure.

Dr: No mrs. Shekhawat. Ye aap ke hi reports hai.

Tears rolling down from her eyes as she read reports. Dr tried to console her.

San:(sobbing) dr kya koi rasta nahi hai jisse meri jaan bach sake.

Dr: Mrs. Shekhawat you are pregnant aur iss halat me hum koi bhi treatment nahi kar sakte. And aap ka tumour 2nd stage pe hai. only one option left...

San: what?

Dr: you have to abort this child then we will start your treatment.

Sanyu clutched her belly lightly and closed her eyes.

San: no dr. I can't kill my baby. Mein mere baby ko abort nhi karugi.

Dr: but Mrs. Shekhawat iss bare mein aap ko Mr. Shekhawat se bat karni hogi.

San:(smiled sadly) my decision is final. And about Randhir then he will choose me over baby. I can't kill my baby.

Dr: but Mrs Shekhawat agar aap baby ko janam degi to shayd aap ki jaan bhi jaa sakti hai.

San: i don't care doctor but iss bare Randhir ko kabhi bhi kuch bhi pata nahi chalna chahiye. Please.

Dr: okay but aap kab tak ye bat chhupaogi unse?

San: I don't know.

After half hour talking with Dr, She left from there. She was sitting on the bench of garden.

San:(put her hand on belly) baby, mumma loves you so much. Aur papa bhi loves you so much. But your papa is very possessive about me. Lekin mumma can't afford to lose you. Mein aap ke papa ko kuch nahi bataugi. Aur aap ko iss duniya me laugi.

Tears rolled down from her eyes. She gets and about to leave but she saw Randhir was standing in front of her. She gaps in horror.

Rd:(cupped her face) Sanyu, kya hua? Ro kyu rahi ho?

San: nahi kuch nahi. Vo bas aise hi soch rahi thi life kitni beautiful hai na. Sab kuch kitna jaldi badal gaya.

Rd:(kissed on her forehead) haan, but ab ghar chalo sab tumhara wait kar rahe hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rd:(kissed on her forehead) haan, but ab ghar chalo sab tumhara wait kar rahe hai. and next time akeli ghumne mat nikalna.

She nodded her head in yes. They left from there.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Now Sanyu entered in 8th month of her pregnancy. They all are very happy especially Randhir. Sanyu managed to hide about her tumour. She was just enjoying this moment with her family. Because she knows that she has no more time. She also ignored her health as she was just busy in taking care of her baby.
It's another day,

When Parth and Harsh goes to hospital to meet one of their colleagues. After meeting him they go to meet doctor. Unfortunately doctor is observing Sanyukta's reports.

H: hello Dr!

Dr: hello Mr. Shekhawat. Aaj suddenly yaha kaise aana hua?

H: hum log yaha sirf apne colleagues ki khabar lene aaye hai.

Dr: ohh..Good.

Doctor thought something.

Dr:(IM) sorry Sanyukta, but mujhe ye karna hi hoga.

Dr: umm.. Mr. Shekhawat aap se ek important baat karni hai.

H: yes, Dr. Agar koi bhi problem hai to aap hume bol sakte ho.

Dr: Mr. Shekhawat ye baat aap ke colleagues se related nahi hai but aap ki chhoti daughter in law se related hai.

P:(worriedly) dr. Is anything serious? Please agar koi bhi baat ho to aap hume bata do.

Dr: Mr. Shekhawat your daughter in law is suffering from "Brain Tumour."

H&P: whattt?

P: dr. I think aap ko koi misunderstanding huyi hogi. Sanyu to ek dam fit hai.

H: Parth sahi bol raha hai.

Dr: i know Mr. Shekhawat aap ko yakin nahi ho raha hai but almost 2 months se zyada ho gaye hai iss baat. Sanyukta ko ye baat pata hai.

H:(shockingly) Sanyu ko pata hai?

Dr: in fact, Sanyukta ne ye baat kisi ko bhi batane se mana kiya tha. But mujhe laga ki aap ko ye baat batana jaruri hai. because there is only one way to save her life.

P: and vo kya Dr?

Dr: abortion. Ab sirf aap log usko convince kar sakte hai.

H:(with teary eyes) dr. Sanyu ne hum se itni badi baat chhupayi hai aur vo bhi usko pata hai ki uski jaan bach sakti hai phir bhi usne kuch nahi bola. To aap hum se ye expect karte hai ki hum usko abortion ke liye convince kar lege.

P: ye impossible hai Dr., Sanyu humesha vahi karti hai jo vo karna chahti hai. agar usne decision liya hai ki vo abortion nahi karayegi. To vo uska final decision hai.

H: but still we will try. Thanks Dr ye baat batane ke liye.

P: ab hum nikalte hai.

They left from there.

In the car,

P: hume Sanyu se iss bare mein baat karni chahiye dad.

H: haan, but abhi Randhir ko ye pata nahi chalna chahiye.

P: okay dad.

Precap:

San:(crying) papa, mein janti hoon Randhir mujhe bahut pyaar karta hai. vo mere bina nahi reh payega but kya pata abortion ke baad bhi mein zinda rehugi? Abortion ke baad bhi agar meri jaan nahi bachi to? Aur inn sab me mere bachhe ka kasur? Hum dono hi nahi rahege to Randhir kaise jiyega papa? agar mere bachhe ke aane se meri jaan jati hai to mujhe koi ghum nhi hai. kyu ki mere marne ke baad at least Randhir ke paas jine ki vajah to hogi. Aur vo vajah banega mera bachha...Humara bachha.

For You - I Breath ( Season 1 )Where stories live. Discover now