After 2 days in morning at hm home
Ammi- haseena sagai ko aj se 3 din bache h or tune abhi tak shopping nhi ki h
Hm- ha ammi hum aaj jane hi vale h aaj humne half day liya h 4 baje chalenge.aap tayar rahega.
Ammi- Mai nhi ja paungi tu karishma or Santosh ke sath chali jaiyo Mai abhi karishma ko phone karti hu
Ks while entering in hm house - uski koi jarurat nhi h ammi hum aa gaye h
Ammi- acha hua tu aa gayi Aaj tu haseena ko lekar shopping par chali jayio
Ks-haa ammi hum usi ke liye aaye h Hello bhabhi kaisi h (hugs her)
Hm-hum thik h aap bataiye ks
Ks- bhabhi aap hume off duty Khali
karishma bola kijiye hume acha lagegaHm smile - acha thik h
Ammi- tum dono ka ho gya ho toh shopping ka bhi soch lo aaj jakar sagai ki shopping kar aana Tum teeno ja kar
Ks- ammi vo aaj bhaiya ki bhi shopping par jana h or shopping ka jimma humne uthaya h or ring bhi kharidni h toh hum soch rahe h kyu na bhaiya bhabhi ki shopping ek sath sath kar le
Ammi- ha ye bhi sahi h lakin veyom or cheeta ko bhi le jana sath me
Ks- ji ammi
Hm-humse bhi toh koi kuch puch lo
Ammi- kya puche tujhe ek toh tuje or anu ko sath shopping par jane de rahe h nhi toh vase tumahara Aaj se milna band kar dete
Hm- milna band kyu??
Ammi- rasam hoti h
Hm- esa thodi na hota h
Ks-hota h bhabhi humari shadi ke wakt nhi hua tha vase aapne ammi sahi yaad dilaya aaj shopping ke baad sagai tak bhaiya bhabhi mil nhi sakte
Hm- are ye kya baat Hui
Ammi-kyu do din bhi nhi rahe sakti bina mile (teasing)
Hm- esi baat nhi h (hiding her blush) Ye sab badme sochenge phele abhi thane jana h fir shopping par bhi toh Jana h
Ammi- ha ha ja
Hm- thik h aapna khyal rakhiyega or dawai time par le Lena
Ks adore their bond and thinks something (which will reveal later)
Ammi- ha rakhungi tu bhi apna rakhna or karishma beta tu bhi apna dhyan rakhna
Both hm and ks together - ji ammi They left for thana and inform in thana also about today's shopping
After some time karishma come in hm
cabinKs- Ms humne maa ko bhi bata diya h hum sab sath m shopping karne jaa rahe h or maa ne bhi permission de di h
Hm-chalo acha h aapne sabko inform kar diya na shopping ke bare m
Ks-baki sab ko toh kar diya bas anu bhaiya ko nhi kiya
Hm- kyu aapne anubhav ji ko kyu nhi bataya bichre jab unhe pata chalega ki unhe kisi ne inform nhi Kiya toh kaisa lagega (sadly)
Ks- are bhabhi shant humne aapke anubhav ji ko isliye phone nhi kiya kyuki hume laga aap unhe batayengi toh unhe acha lagega..vase aapko kafi fikr h bhaiya ki (teasing)
Hm- aah nhi vo toh bas ese hi (with little blush)
Ks- aap bhaiya ko inform kar dijiye
Hm-aap hi kar dijiye
Ks- kyu aap nhi karna chahti
Hm- nahi esi baat nhi h agar aap unhe batayengi toh unhe acha lagega afterall aap bhen h unki
YOU ARE READING
Anuseena-Strangers to lovers
Lãng mạnAnubhav Singh- A New DSP in Lucknow,live with his maa, a very rude and arrogant person but after meeting Haseena he got changed. Haseen Malik- A SHO in Mpt Lucknow, live with her ammi.she is a jazbati queen a sweet and beautiful and soft hearted gi...