28. Chupke chupke

385 22 0
                                    

A day before they are go to Mumbai
As enter the thana to meet haseena as  All didn't allow them to meet.

He thought he can meet haseena on pretext of professional work

As- Jai hind

All- Jai hind sir

Ks- bhaiya aap yaha kya kar rahe h

As- bhaiya nhi sir or vase bhi h dsp h. Hum kisi bhi thane me ja sakte h

Ps- hum sab samjhte h sir aap yaha kis liye aaye h

As- hum toh bas weekly report lene or routine visit par aaye h

Ks- sab samjhte h hum routine visit toh bhana h

Ss- ha aasli maksad toh Ms se milna h

Cc- sir humari personal level par request h aap please yaha se chali jaiye

By listening voice from outside hm come

Hm- kya ho raha h yaha itna shot kyu ho Raha h ( she can't see As)

Ks- Ps ji santu jaldi se Ms ko andar bhejo

Hm- are kya ho gya

Ps- Ms dsp sir aaye h or aap unse mil nhi sakti

Hm- lakin koi jaruri kaam hoga na
As- ha haseena ji bhut jaruri kaam h ye log sun hi nhi rahe

They can't see each other as infront of As, ks and cc stand and infront of
Hm Ps and Ss stand

Ks- sab jante h aapka jaruri kaam jaldi se jaiye yaha se nhi toh maa ko
phoen kar denge or santu tum bhi Ms ko lekar andar jao

As- acha ja rahe h ( sadly)

Santu also take hm in to her cabin and As left from there

After sometime As call Hm

As- hello haseena

Hm- boliye anubhav ek min phele bataiye ki apne dsp bankar phone
kiya h ki ya hamare anubhav bankar

As- aapke anubhav bankar ( streching ' aapke')

Hm blush on hearing aapke anubhav
As- ab Sharma chodiye

Hm- aapko kaise pata ki hum

As- aapse pyar karte h inta toh phechan sakte h agar aap phone par sirf saas bhi le toh phechan jayenge

Hm- acha ji

As-ji

Hm- ab boliye kis liye phone kiya h

As- vo ha ki hume aapse aj kisi ne milne nhi diya ( sadly)

Hm- toh kya hua kal Mumbai jayenge toh mil hi lenge

As- lakin itne din ho gaye aapse mile nhi

Hm- haa vo toh h vo toh acha h ki phone par baat karne dete h

As- ha or bataiye aapki sari packing ho gayi

Hm- nhi abhi baki h ek toh pre wedding photo shoot ke liye alag se
kapade rakhne h

As- ha lakin aap please uske liye saree ya suit mat rakhiyega

Hm- toh kya rakhe

As- dresses

Hm- lakin dresses kaise vaha sab bade honge ammi ka toh kuch nhi maa
ka bhi lakin chacha ji Chachi ji or khas kar ki aapki bua ji unko toh hum vase bhi kuch khas pasand nhi h

As- esi baat nhi h ha bua ji ko thoda aapke religion se fark padta h lakin
dhire dhire aapki achai se vo phigal jayengi Or rahi baat kapado ki toh aap suit ya saree hi rakh lijiyega jisme aap comfortable ho

Anuseena-Strangers to loversWhere stories live. Discover now