116. Doubt

548 20 0
                                    

Continued from previous part.

They go downstairs and sit on chairs of dinning table. Hm, SS, K, Anu bring food from kitchen.

Maa- tum sab beth jao khana mai lagati hu...

Hm- nhi maa do min ki toh baat hai hum kar lenge..

Vs- aaj khana hum serve karenge..

Hm- na.. veyom bhai aapne bhi toh fast rakha hai

Dev- esa karte hai jisko jo chaiye vo legega aap sab beth jao..

V- haa..

But all the gents set the plates for their partners. All are having their dinner.

As- ye mix veg ki sabzi kisne banayi hai..

Anu-Haseena ne..

As- nhi haseena ne toh nhi banaya ye unke haath ka swad nhi hai..

Ammi- Ha haseena ne nhi banaya ye Anuradha toh majak kar rahi thi kavya ne banaya hai...

As- bhabhi bhut achi bani hai...

K- Thankyou...

Ks- waah bhaiya maan gaye aapko bhabhi ke sath ke khane ka swad pata hai...( Surprised)

As- jiske hath ka khana roj khate hai vo toh pata hi hoga na..( smiling)

Hm smile.

Ss- Haseena di sahi paneer bhi bhut lajavab bana hai...

Hm- shukriya...

Vs-Sara khana ek dum mast hai bana.

Dev- Ha khas kar maa ke hath ki kheer...

After dinner..

As- chaliye ab hum nikalte hai..

Hm hug kavya- bhabhi bhut acha laga sab kuch...

Anu- ha bhut maja aaya pata nhi chala kab but gaye do din...

V-hume bhi bhut acha laga sabke sath...

Maa- ab tum sab aana hamare ghar Diwali par..

Dev-bilkul aayenge..

Bhaskar come to all.

B- aap sab ja laye(rahe) hai (sadly)

Hm-bacha hum firse milenge na ese udas mat ho (pick him in her arm)

B- jaldi milenge na (cutely)

As- ha bhaskar jald hi milengey ab tum aana hamare ghar hum khub maja karenge...

B-haa (happily)

Hm kiss on bhaskar Cheek..
Hm-ab toh karishma mausi bhi tumeh ek chota bhai ya bhen Dene vali hai fir usske sath khelna..

B-haa..

Ks- bhabhi aap bhi ab hume bua bana dijiye...

Hm blushed.

Ps-ab toh anuradha ne bhi khuskhabri suna di.

Cc-chalo nikalte hai ab...

All boys hug to each other and girls to each other..

Hm-karishma dhyan rakhiyega apna kuch bhi jarurt ho toh phone kar dijiyega..

Ks- ha bilkul bhabhi...

Hm- or jiju aap hamari friend ka khyal rakhiyega...

Dev- ha ha bilkul.

Maa- Veer tum bhi meri beti ka dhyan rakhna or bhaskar ka bhi...

V- ji...

Anuseena-Strangers to loversWhere stories live. Discover now