171. Naamkaran

505 26 2
                                    

Day before Naamkaran...

Maa ammi are in Anuseena room... 

Hm- maa tayari ho gayi kal ki...

Maa-haa sab mehman ko phone kar diya hai, baki jo saman hai vo Anu lene gaya hua hai...

Ammi- doctor se baat huyi teri ab bache ko bahar ka dodh pila sakte hai...

Hm-haa ammi doctor ne bol diya hai or ek powder batya hai jisse dodh me milkar pilana hai, toh humne socha hai parso market jakar sara saman le aayenge tab tak apna dodh hi pila denge...

Ammi- acha....

Hm- maa jaa sakte hai na ab hum market...

Maa- Haa 15 din ho gaye hai ab Jaa sakti hai tu bahar or kal kitne din baad tu niche bhi jaayegi...

Hm-haa hum bhi thak gaye hai room me rahe kar, ab apna daily routine shuru karenge kitne din ho gaye hai khana bhi nhi banaya hai humne....

Maa- shant ho ja thoda upar niche kar sakti hai apna or bache ka kaam kar sakti hai ye nhi sidha khana banana shuru kar de, abhi itni jaldi nhi karna hai ye sab samjhi...

Ammi-haa sabke hote huye tu kyu kaam karegi abhi jitna aaram karegi utna aage sahi rahega....

Hm- ji...

She folds baby clothes and keep them in her cupboard...

Maa- Haseena ek bacho vali choti almari bhi le aayio kyuki bacho ke kapde bhut hote hai toh jagah chahiye hogi tumhari almari me bhi kaha jagah hogi...

Hm- ji maa...

Soon baby start crying, maa ammi try to silence him and check her nappi which is wet...

Hm- kya hua kyu rone laga ye..( closing the cupboard)

Ammi- gila kar diya...

Hm- aate hai badal dete hai..

Maa- hum badal dete hai tu kar le aapna kaam...

Hm- nhi hum badal dete hai naa... (come to them)

Ammi- mana maa hai tu lakin hum bhi Nani daadi hai,iske maa baap ko sambhala hai humne...

Hm-acha maato kar lijiye hum itne washroom se aate hai...

After sometime later, As come in room with one bag...

Maa- aa gaya tu or ye sab saman upar kyu le aaya niche rakhna tha na...

As- maa sajawat or Puja ka saman niche hi hai ye toh hum hamare bete ke liye kal ke liye kapde laaye hai... (Smiling)

Ammi- lakin vo toh..( maa held ammi hand and nodded in no which is only
notice by Hm)

Maa- acha dikha kya laaya hai tu...

As give bag to maa, then maa ammi and Hm see the dress...

Ammi- are vaa bhut acha hai ye toh, bhut jachega bache par..

Maa-haa colour bhut bhut acha hai..

As smiles.

As- Haseena aapko pasand aaya..

Hm-haa bhut sundar hai, hamare baby par ye colour bhut acha lagega.. (smiling)

As- hum almari me rakh dete hai or hath muh dhokar aate hai...

As keep dress in cupboard and went to Washroom....

Hm-ammi abhi aap kya bolne vali thi or maa apne roka kyu tha....

Maa- nhi beta kuch bhi toh nhi tujhe galat fahmi huyi hogi...(nervously)

Hm- nhi maa humne khud apni aankhon se dekha hai batiye kya baat hai ammi aap batiye...(Seriously)

Anuseena-Strangers to loversWhere stories live. Discover now