82. Some moments

576 23 0
                                    

Continued from previous part

Hm- maa ammi vo aap log subha hamare kamare me aaye the kya
hamara matlab h ki jab aap hume uthane aaye the kyuki door khula hua tha. ( Nervously)

Maa and ammi look at each other and understand what she mean.they
blinked their eyes..

Maa- darwaza khula hua tha hume toh pata hi nhi tha. ( Acting like she
didn't know anything)

Amm- haa isliye hum kamare me kaise aate ( dramatically)

Hm- ohhh ( take a sigh of relief) hum breakfast bana lete h.( Going
towards kitchen)

Maa- sun haseena

Hm- ji maa ( turn towards her)

Maa- vo aaj naste me poha bana le kuch halka sa khane ka man ho Raha
h.

Ammi- haa

Hm- thik h hum vahi bana dete h

Maa- vase tujhe niche aane me aadha ghanta kaise ho gaya tu 7 baj uth
gayi thi. ( Teasing)

Hm- maa aap jaisa soch rahi h vo nhi h vo phele hum nahane Gaye phir
anubhav ki uthaya lakin vo uth kar hi nhi de rahe the badi mushkil se uthaya h. ( Helplessly)

Maa- ye nalayak bhi na bas sone or kaam ke alava kuch nhi aata ise.

Hm- or Romance ke Alva ( mummers under breath)

Ammi- kuch kha tune.

Hm- nhi ammi ( nervously)

She went to kitchen for making breakfast. After sometime As come
downstairs and sit with maa and ammi.

As- Shub prabhat maa/ ammi( while touching their feet)

Maa/ Ammi- Good morning.

Ammi- sada khush raho

Maa- khub taraki Karo or meri bachi ko bhi khush rakho.

As- maa aapka khene ka matlab h ki hum haseena ko khush nhi rakhte h.
( Frowned)

Maa- tu shubha pareshan kyu Kara jis vajah se use niche aane me deri ho
gyi ( raising her eyebrow)

As eyes popped out- ye baat aapko haseena bata kar gayi ( shocked)

Maa- ha usine bataya ki Teri vajah vo der se aayi h.

Then maa and ammi busy in talking something. Seeing a chance As went
towards kitchen.

As- ( in mind) ye Haseena ko kya ho gaya hamari itni niji baat maa or
ammi ko bata di ki hum subha subha unse kiss mang rahe the. ( Worriedly
while going in kitchen)

In kitchen
Haseena is pouring poha in serving bowl she notice Anubhav is coming
worriedly.

Hm- kya hua aapko hum laa rahe h nasta.

As- hume aapse kuch baat karni h

Hm- ha boliye ( while pouring tea in cup)

As- aapne maa or ammi ko ye kaha ki subha aapko niche aane me deri
hamari vajah se hui h kyuki hum aapse kiss mang rahe the..

Hearing this teapot is fall a little through her hand she shocked.

As- sambhal kar ( keep teapot on slab)

Hm- kya bol rahe h aap ye hum kyu maa or ammi ko ye batane Lage (whisper)

As- ha abhi maa hume bol rahi thi

Hm- maa ne aapko ye bola ki aap humse kiss mang rahe the isiliye hum
late aaye. ( Startled)

As- nhi maa ne hume ye bola tha ki humne aapko pareshan kiya isliye
aap deri se aayi or pareshan toh humne kiss mangne me hi kiya tha na ( nervously)

Anuseena-Strangers to loversWhere stories live. Discover now