173. His Different side

615 29 0
                                    

In Anuseena room....

Hm-hum shanti se puch rahe hai kaha gaye the aap ki ye bhi fikar nhi ki ghar me aapki ek patni hai hai do maa hai or ek bacha hai...

As- kya hi kare bata kar aapko tab bhi hamari hi galti lagegi..(coldly)

Hm- aapko bilkul samjh nhi aati kya hum yaha pareshan ho rahe the ki gusse ma kaha gaye or aapko kuch padi hi nhi hi...( In loud voice)

Hearing her loud voice, baby woke up and start crying..

As- dhire nhi bol sakti thi kya, dekha jaga diya Ansh ko...( Angrily)

She didn't said anything to him sit on bed take ansh in her arms and try to silence him..

Hm-bas bas bacha kuch nhi hua hai rote nhi, mumma nhi bolenge itna tej chup ho jao...( Silencing him he did not stop crying)

As-laiye hume dijiye hum chup karvate hai...

She give him coming to him, ansh stop crying she surprised to this...

Hm-haa maa pure din khyal rakhe uska kuch nhi or jo baap dophar se gayab tha unke pass jaate hi chup ho gaye...(with frowned face)

He smile on this little bit soon change into cold expression..
As- chalo beta hum dono thoda khelte hai...(To ansh)

Hm- ohh mahashay 11 bajne vale hai, khud toh late sote hi hai hamare bacho ko aadat lagayenge kya, or raat ko hume pareshan karega ye fir... (taunted him)

As- aapko taane dene ke Alva koi or kaam nhi hai kya...

Hm- aap apne aapko sudhariye fir...

As- aapse toh baat karna hi bekar hai kyuki aapko hamari padi hi kya hai....

Hm- ha nhi padi hai tabhi toh aapki
chinta me ab Tak jaage huye the...
(Angrily)

He take deep breath to avoid further arguments. As-hume neend aa rahi hum ladai ke mood me nhi hai...

Hm-itni ladai karne ke baad bol rahe hai ye or sone se phele jakar khana kha lijiye, dophar se nhi khaya hai..

As-hume nhi khana....

Hm-haa hume pareshan karne ka toh theka le rakha hai na...( Angrily)

She get up from bed and moves towards the door..

As-kaha ja rahi hai aap...

Hm- vo hum aapko batana jaruri nhi samjhte, lakin haa abhi soyega mat or so gaye na toh fir batayenge aapko... (She warned him)

She left from there...
He took deep breath put ansh to sleep and place him on bed over his sheet then he recall all the argument.

As- bekar me apna sara gussa Haseena
par nikal diya, bas ye Cs ki vajah se unke diye huye case ke chakkar me pura din Ghar me nhi rahe or ab haseena se ladai kar bethe, ek toh vo bichari hamari vajah se jag rahi thi jabki unhe aaram karna chahiye tha..

After few min later she come to room
with tray full of food..

Hm- chup chap yaha aaiye or khana khaiye...

He silently follow her command and sit on sofa...

Hm-ek toh dopahar se gayab the ye bhi nhi pata kaha chale gaye the or hume pata hai kuch khaya bhi nhi hoga kyuki purse toh Ghar par chodkar gaye the or uske baad bol rahe hai ki bhook nhi hai...(Mummers to herself but he hears it and smiles on her care for him in anger)

Hm-ese kyu muskura rahe hai..... (Angrily)

As- ye dekh kar ki hamari patni gusse me bhi kitni pyari lagti hai, hamari itni parva karti hai...( Smiling)

Anuseena-Strangers to loversWhere stories live. Discover now