141. Broken

484 22 1
                                    

Continued from previous part

Flashback continued

As- hum kaise man le ki tum kuch karoge kya pata tum ese hi apne aap se khani bana rahe ho..

Man-toh suno aapki biwi ke pile rang ka ki dress pheni hai uski maa ne hare rang ki saree ab yakin hua...

As- ammi or haseena ne toh isi rang ke kapde phene hai..( in mind)

Man-ye soch lene Sho sahiba ko maar kar ek nhi do jaan le lunga...( Laughing)

As- Haseena ko hath bhi lagaya na toh humse bura koi nhi hoga...( angrily)

Man- toh jo mai bulta ho vahi karna aapko apni patni se batmeezi se baat karni hai or ghar se jaane ko khena hai..

As- kya bakwas kar rahe ho...( Angrily)

Man- apni patni ko jinda dekhna chahte ho toh karna padega nhi toh dead...(with an evil smile)

As- thik hai hum karenge...( Helplessly)

He cut the call...

As- iss aadmi ko jald se jald pakadna hoga nhi toh Hamari Haseena par mushkil aa sakti hai...(In mind)

Maa- kya bola usne anu...

As tell her everything...
Maa- hey bhagwan ab ye kya musibat hai kam se kam Haseena hamare nazro ke samne toh thi ab tak...

Flashback end

As-ab kuch nhi ho sakta sab khtam ho gaya, chod kar chali gayi vo hume kaise jiyenge hum apni Haseena ke bina, bilkul ache pati nhi hai hum kuch nhi kiya unke liye aaj hi toh hum sahi huye or hi ye sab.. (crying)

Maa- Anu shant ho ja kuch khatam nhi hua hai tu jald us aadmi ko pakad le fir hum sab bata denge Haseena vo samajhdar hai samjh jayegi..( with teary eyes)

As- aapko kya lagta hai maa vo bol kar gayi hai ki kabhi nhi aayengi vapas..

Maa- use aana hoga tu sab thik kar le fir mai use lekar aaungi vapas ye teri maa ka wada hai tujhse...

As-hum apne kamre me jaa rahe hai kuch der hume akela chod dijiye... He went slowly upstairs to his room.

At haseena side, They reach their house it was clean..
Ammi- ghar itna saaf kaise hai... (Surprised)

Hm-Anubhav ne saaf karvaya hoga vo kuch kuch mahine baad saaf karava dete hai kyuki kabhi bhi jarurat padh sakti hai... (Plainly)

Hm- ammi aap apne room me aaram kariye hum apne room Mai hai...

Saying this she left for her room... After entering in room she lock the door wen and sit on bed blankly and tear start flowing through her eyes..

Hm- kyu kiya aapne esa kya kami rahe gayi thi hamare pyar me, are kya kya nhi socha tha humne jab pata chala aap ab thik hai lakin aapne ek hi jhatke me hame Ghar se jaane ko khe diya akhir kyu kiya aapne esa...(Crying very loudly)

Ammi hear her loud cry voices... Ammi- ya allah ye kya ho gaya achanak sab ek jhatke me kharab ho gaya meri bachhi ke jeevan me. Anu ko mai jitna janti hu esa vo kuch nhi kar sakta jarur kisi majboori me hi Kara hoga...

In room...

Hm- ahhhh..aap toh humse kitna pyar karte the. Phele maa fir aap kyu kiya ghar chodkar jaane ko toh khe diya lakin aapne bina jina nhi sikhaya, kaise jiyenge aapke bina...(crying loudly)

As side, In Anuseena room

As- kaise jiyenge hum aapke bina haseena, mar jayenge hum.( crying) Us aadmi ko toh hum chodenge nhi jiski vajah se ye hua hai. Lakin kya uske baad Haseena ghar aayengi, nhi aayengi vo kabhi nafrat karne lagi hongi vo humse... (with tears)

Anuseena-Strangers to loversWhere stories live. Discover now