107. Pyar bhi Takrar bhi

515 17 2
                                    

Continued from previous part Hm-aap bhut ache ho (snuggles into him he also wrapped his hand around him)

As-isme ache ki baat kya hai apni patni ki iccha ka saman nhi karenge toh phir hum pati kis baat ke. (Smile)

Hm smile and kiss on his forehead. As- aaj jyda kaam tha kya thane me jab hum aaye the usse phele toh nhi lag raha tha ki jyda kaam hai.

Hm-hmm tab nhi tha uske baad kafi kaam aa gaya tha. (Listening his heartbeats)

As- aapko aaram karna hai toh kar lijiye.

Hm- nahi bas abhi chalte hai nhi toh sab sochenge ki hum dono itni der se kamre me kya kar rahe hai or fir karishma bhi jayengi.

As-thik hai chaliye.

They both went downstairs maa ammi in kitchen Ks is sitting on sofa.

They went to her.

Ks- badi der se aaye aap dono room se.

As- vo haseena aaj kafi thaki Hui hai isliye humne hi bola tha ki thoda aaram kar le.

Ks- kya hua bhabhi aap thik toh hai na.

Hm- ha bas thoda kaam jyda tha or aap toh janti hai Mpt valo ko bas isliye thodi thakavat ho rahi hai.

Ks- toh aap niche kyu aayi aap aaram karna chahiye tha na..

Hm- nhi itni bhi nhi hai thakan, hum aate hai kitchen se..

She went to kitchen maa and ammi

prepared dinner. Hm- maa ammi aap dono jaiye ab hum kar lenge.

Ammi- nhi tu ja bas ho hi gaya hai.

Maa-ha ja tu vase bhi apna chehra dekha saaf saaf pata chal raha hai ki kitni thaki hui hai. (worried)

Ammi-Ha sahi khe rahi hai aap samdhan ji haseena apni sehat ka dhyan rakha kar..

Hm-ammi hum apni health ka dhyan rakhte hai vo toh bas aaj thane me jyda kaam tha.

Maa- acha ab ja jo karna hai kal se kariyo. (Strictly)

Hm- acha thik hai (sadly) She went out from kitchen and sit with Ks. Ks- bhabhi kya hua aapko ese muh kyu latka rakha hai.

As- pakka maa or ammi ne inhe daat kar vapis bhej diya hoga.

Hm- aapko kaise pata chala (surprised)

As-hume pata tha aapka chehra dekh kar maa ne aapko vapis bhj dengi..

Then maa and ammi come from kitchen with food. All had their dinner. Ks and As is ready to leave.

Ks- bhabhi phir milenge bhut acha aap sabke sath (hug her)

Hm-hume bhi bhut acha aapke sath ab jald hi hamare bhanje ya bhanji ko lekar aayega..(hug her back)

Then Ks meet with maa and ammi. Then As and Ks left for Karishma home.

Maa- ja Haseena tu bhi aaram kar le.

Hm-phele aap dono ki packing karva de uske baad chale jayenge...

Ammi-hum kar lenge tu Jaa.

Hm-ammi hum karva dete hai na.( Like child)

Maa- acha chal.. She went to maa and ammi room with them. here As and Ks reach her house. Ps- aa gyi bahu rani tum.

Ks-haa amma aa gye vase toh humse jhagdati rehti hai aap lakin hamare Bina rahe bhi nhi paati.

Ps- ab kya kare hum..

Vs-aaiye na saale sahab andar bethiye.

As- nhi nhi hum bas chalenge aapki aamanat sopne aaye the.( Smile)

Anuseena-Strangers to loversWhere stories live. Discover now