43. Resolve

699 28 0
                                    

In Anuseena room

Ammi- tu niche Beth mai tere sar ki malish karte karte baat karti hu

Hm it on floor near sofa and ammi sir on sofa. Ammi start doing her malish

Ammi- chal ab bata tujhe bhut kaam tha aaj ( while doing her malish )

Hm- haa ammi kaam toh tha Aaj kafi din baad gaye the na ( while enjoying massage)

Ammi- acha toh ye bata anu ko bhi bhut kaam hoga vo bhi aaj kafi din
baad gaya tha

Hm- ha unhe toh humse bhi jyda kaam hoga akhir dsp jo h

Ammi- toh fir ab tu hi soch itne kaam hone ke bavajud bhi usne tuje phone kiya tujhse baat karne ke liye chal tujhe pata nhi chala tha ki phone
aaya h or jab karishma aayi toh tune use khe diya ki tujhe kisse baat nhi
karni ye jane bger ki kiska phone h ab bata galti kiski h

Hm- ha ammi galti humari hi h unhone hume phone kiya or humne phle uthay nhi vo fir bol diya ki hume baat nhi karni toh unhe kitna bura laga hoga ( guilty)

Ammi- agar yahi sab tere sath hota toh

Hm- hume toh bhut bura lagta itna ki hum toh fir baat hi nhi karte lakin
uske baad jab humne call back Kiya tha toh Anubhav ne kam se kam humse baat toh ki

Ammi- chal ye ho gayi pheli baat ab ye bata ghar ke bahar Thane me tumahara koi rishta nhi h

Hm- esa kyu bol rahi h aap ammi ( worried)

Ammi- mai toh bas yahi bol rahi hu tune bola tha tune hi bola tha na ki
agar anubhav ko tujhse baat karni thi toh tujhse thane ke phone par phone
karta jo ki sirf ek police vala hi kar sakta h

Hm thought for a while

Hm- hume esa nhi bolna chahiye tha

Ammi- or tujhe itna kaam tha ki tujhe ye bhi yaad na ho ki apne pati ko
ek baar phone kar lu agar kaam tha bhi toh baki bhi toh kar sakte the

Hm- vo ammi hume aadat nhi h na ( hesitate)

Ammi- aadat nhi h toh dal le kam se kam din me ek bar toh apne pati ko

phone karke puchna chaiye

Hm- ji ammi

Ammi- or ek baat or sun

Hm- boliye

Ammi- har pati ko acha lagta h jab bhi vo kaam se aaye toh uski patni ek
smile ke sath use Pani ka glass de usse usse puche ki uska din kaisa Gaya
manti hu anu esa nhi h par h toh pati hi na kabhi na kabhi toh socha hoga

Hm- hmm or hum h ki smile ki jagha gusse me the or Pani ka glass bhi
unhe khud Lena padha kyuki vo humse gussa the ( guilty and having tears in eyes)

Ammi- ab samjh gayi ab teri shadi ho gayi h ese choti choti baato par
gussa nhi karte mujhe nhi pata ki kabhi shadi se phele tumahara jhagda huah ya nhi kyuki vo baat humare tak nhi pahuchi or haseena pati patni ke bich ki baat unke tak hi rehni chahiye jab tak jyda badi baat na ho

Hm- ji ammi ( while remembering once she hurt As by her talk but they
resolve their fight without knowing their mothers )

Hm- ammi hum samjh gaye h saari galti humari hi thi uske bavajud bhi
humne anubhav par gussa Kiya vo hume maaf toh kar denge na ( while
looking towards ammi with tearful eyes)

Ammi- na meri bachi ro mat ( wiping her tears) or anubhav ko mai ache se janti hu vo tujhse bhut pyar karta h jyda der tak tujhse naraz ya gussa nhi
ho sakta hmm

Hm nodded

Ammi- hum mai chalti hu jab Tera anubhav aaye toh use mana liyo ( said
in teasing way to lighten her mood )

Anuseena-Strangers to loversWhere stories live. Discover now