XXI

1.2K 155 34
                                    

Next day both were ready to board the jet, Sidharth thought they will be going by plane but for his surprise they headed towards her jet.

Sidharth – jet!!

Shehnaaz – Kun koi problem hai

Sidharth – uuuhh no, nai koi problem nai. Waise hum jaa Kahan rahe hai.

Shehnaaz – Kadavu Island

Sidharth – ye konsi jagh hai.

Shehnaaz – island hai koi nai milega wahn aur murder kark fek bhi ayi tuj to kisi ko pata nai chalega. And winked at him.

Sidharth – to tum Kya Mera murder karne ke liye leke jaa rahi muj wahn?

Shehnaaz – idea aur condition tumhari thi aisi jagh Chalo jahn aur koi bhi nai ho.

Sidharth – Han to mere murder ke liye nai Bola tha.

Shehnaaz – ab andar chaloge ki yahin pe Puri planning sunoge apne murder ki.

Sidharth – main nai jaa raha agar tumhara aisa behuda plan hai to.

Shehnaaz – kitne nautanki ho yaar, Sach main tum mere bahut patience test karte ho, ab bakwas mat karo Chalo jaldi.

Both entered the jet. It took almost one day to reach. All the way no one spoke a word it was like they are sitting in someones entombment.

When they reached, they directly went for getting shower and then slept due because of tiredness of long one day travel.

They woke up in late afternoon around 3:30 pm. Sana was looking for something to eat in kitchen when Sidharth too came out towards kitchen area.

Sidharth – muj bahut bhukh lagi hai khane ke liye hai Kya kuch?

Shehnaaz – main bhi wahi dekh rahi hun.

Sidharth – please kuch acha sa banana.

Shehnaaz – oo hello merko kuch bhi nai ata main yahn dekhne ayi thi kuch hai Kya khane ke liye.

Sidharth – ohh God Matlab 10 din muj bhukha marna padega kunki muj bhi kuch nai ata banane.

Shehnaaz – chup baith filhal yahn or ye Jo fruits hai wo laa rahi hun.

Sidharth – cut to kark de.

Shehnaaz – jyada demands karne laga hai. Khud Kar apne liye.

She started cutting fruits for herself and he for himself while saying Kya din as Gaye hai Maine apni maa Tak ki kabi sabji dhone main help nai ki yahn muj fruit katna parr Raha hai.

Next moment his finger got cut and cried out.

Shehnaaz – chila mat usko Pani se saaf Kar haldi nikalti hun wo laga uspe.

Sidharth – tuj haldi lagate pata hai.

Shehnaaz – Han pata hai kunki main namak Mirchi jyada dalti hun jakhmo pe.

Sidharth – kya, samaj nai Aya kuch.

Shehnaaz – haldi laga apni ungli pe.

After few minutes shehnaaz cutted the fruits and both ate. Sidharth after that was roaming outside to have the view, he was mesmerized to see the surroundings, it was really calming one.

Sidharth in mind – Iss khunkhar prani se shadi to Kar li hai, par aise he zindgi to nai bitani na. Hum dono ko ek dusre ko Janna bhi chahiye aur kuch na sahi as friend. Aur ye jaise emotionless hai may be ismain bhi emotions ka thahrav aye. May be ye heartless hai kunki isko laga ho Pyar jaisi feeling kabi iski life main na aye, Kya pata iske Mann main Kya hai, important question to ye hai abi ki isne mujse shadi ki Kun ab ki hai ye divorce to degi bhi nai, Bola divorce ke liye to pata Chala muje Sach main maar Kar yahin issi island main dafna ke chali gayi. Kisi ko Sach main pata nai chalega. Itna to paka hai isne mujse shadi koi pyar main ake to ki nai hai, kuch aur he baat hai kunki iss khunkhar main pyar jaisi koi baat nai ye sirf maltreat he Kar sakti hai aur dusra iska bounty. Par kabi kabi aisa bhi lagta hai ye sirf dikhawa karti hai. Are ye to main bhul he gaya uss din isko Kya baat itni pareshan Kar rahi thi Jo ye ring main, ye wo he Bata sakti hai par ikdam se bhi nai puch sakta, Chalo wo to kuch din baad dekhenge abi friendship ke to baat karun us main bhi doubt hai manegi ki nai.

Other side

Shehnaaz – shadi jaisa step to Maine le liya gusse main ake ya ego main ake par Kar to de hai. Par ab Kya karun divorce to main nai dungi kunki

Shehnaaz's mind - kunki Kya tu Pyar to karti nai usse fir divorce Kun nai

Shehnaaz – ummm, han kunki muj rishte todna nai ata

Shehnaaz's mind - seriously ye tu bol rahi shehnaaz the heartless cruel queen who only knows how to kill.

Shehnaaz - Yaar Kya karun? Usko Sach bhi nai Bata sakti ki main warna wo mujse dosti tak nai karega. Dosti Han main usse filhal friendship Kar sakti hun. Par agar main emotions main fass gayi to, uska kisine fayda uthaya to? Nai nai main nai chahti aisa kabi ho. Par main Kya karun aise to nai chalega na zindgi bar. Uske bhi needs hogi uske bhi expectations hongi.

Shehnaaz’s mind - Shehnaaz tu kabse ye sab sochne lagi. Pagal ho gayi hai kya?

Shehnaaz – par ek time to tha na jab muj uske liye soft corner tha.

Shehnaaz’s mind – wo time tu kabka peeche chhod ayi hai ab Kun past soch rahi hai usko to yaad bhi nai hoga kuch.

Shehnaaz – par agar muj Pyar Milne ki umeed hai to try karne main Kya harz hai.

Shehnaaz’s mind – yahi ki jaise tujse tere maa papa chhen liye gaye Bina kisi reason ke waise he agar isse, ab to reason bhi hai mere enemies he itne hai ki.

Shehnaaz – main itna Kun soch rahi hun Jo hoga dekha jayga. Han agar Sidharth khudse Bolta hai friendship to accept karungi but itna ensure karungi ki emotions main na aaun jiska koi bhi asani se fayda na uthaye.
Shehnaaz’s mind – par wo bhi kun?

Her thoughts broke when Sidharth called her name.

MAFIA QUEEN OR HIS QUEENWhere stories live. Discover now