XXXVI

1.2K 149 18
                                    

Sidharth in mind – Kya bakwas kiye ja rahi hai ye kisine mujse jhuth Bola to uske liye main usse wahn takleef main shodke aya aur ye Kya bol rahi hai main kindness shodke iske jaise heartless ho jaun kabi nai. But Neha ne Kiya to galat, agar wo chahti to Meri help Kar sakti thi. She was my best friend but she did like this I didn’t expected from her. Aur ek taraf ye Jo muj janti bhi nai hai uske baad bhi itna sab kiya par muj abi Tak ye samaj nai aa Raha isne ussi hospital main kisi aur doctor se karwaya hota, par nai usne itni expensive and that too number one hospital main Meri mom ka treatment karwaya. Puchne ka fayda to hai nai bataygi waise bhi nai.

Shehnaaz in mind – ye Kiya bewakoof hai jisne isse itna bada jhuth bola even wo iski help Kar sakti thi par nai ki uske liye bhi ye aise behave Kar raha hai, par main aaj ke baad kisi ko bhi iska galat fayda nai uthane dungi.

Both reached home back and call the night, after few days Shehnaaz asked him for farm house visit. He was dening but she told to his mom and after her Sidharth agreed.

Next day both reached the farm house, both were resting. After few hours,

Shehnaaz – Sidharth lake side chaloge wahn beautiful view hai.

Sidharth – agar na bola to Han bhulwane ke liye mom ko call karogi right.

Both went for lake Which was just behind the farm house.

Shehnaaz – you are becoming so smart in my company.

Sidharth – I hate that smartness which harms people.

Shehnaaz – Why you always have to reach to that topic.

Suddenly Sidharth pushed her to the lake. In next few minutes she came on surface of water but still her half body was inside the lake water.

Shehnaaz – what hell is this Sidharth? Have you losted?

Sidharth – Kun dar laga kahin Marr na jaun?

Shehnaaz – sapne main tere!! Sala Pani to dekhta thanda hai ki garam,  itne garam Pani main Dhaka Diya tune mereko.

Sidharth – tujhe Sach main koi farak nai para.

Shehnaaz – kis baat ka farak.

Sidharth – agar marr gayi to.

Shehnaaz – pahle baat marna sabko hai ek na ek din koi kaise Marta hai to koi kaise to iss main darna Kya tha.

Sidharth – you can’t change, God knows what will happen of my future.

Shehnaaz – wahi hoga Jo manjure shehnaaz hoga 😂😂😂😂😂

Sidharth – I’m not joking.

Shehnaaz – ooohh serious hona tha.

Sidharth – shehnaaz Meri baat manogi ek?

Shehnaaz – ruk Bahar Anne de pahle.

She came out of water and said bol.

Sidharth – tum ye sab chhod ke ek nayi shuruwat nai Kar sakti Matlab iss crime ki duniya ko chhod do aur...aur hum dono iss shadi ko ek chance de normal couples ki tarah.

Shehnaaz became serious and thought – ab main isse kaise samjaun ki main nai chhod sakti specially tab tak nai jab Tak main kharbanda ko na maar dun, par uss main bhi risk hai, Meri khud ki bhi jaan jaa sakti hai aur main nai chahti ki ye wo sab feel Kare Jo Maine apne parents ko phone ke baad feel Kiya tha.

Sidharth – bol na shehnaaz.

Shehnaaz – Sidharth dekh main mauka dun bhi iss shadi ko par main ye Kam tab Tak to bilkul nai chhod sakti jab tak main uss kharbanda ko maar nai deti. May be uske sath fight main, main Marr bhi sakti hun par main ye kabi nai chahti ki koi mere relations ko mere khilaf use Kare ya unhe harm kare. Aur ye kharbanda kuch bhi Kar sakta hai.

Sidharth after few minutes – agar wo kharbanda, tum usse maar do uske baad tum normal life start kar sakti ho?

Sidharth in mind – hope ye haan bol de.

Shehnaaz in mind – Sidharth ab tumhe main Kya bataun, chahti to main bahut kuch hun par Meri kismat ko wo sab manjur nai.

Sidharth – bol na shehnaaz.

Shehnaaz – tab main shayad chhod sakti hun but future ko main predict to nai Kar sakti na.

Sidharth - tum future predict nai Kar sakti par present main Jo tumhe mil raha hai usse accept to Kar sakti ho na.

Shehnaaz – Sidharth agar main emotions main bahe gayi to mere liye bahut mushkil hoga kuch bhi karna.

Sidharth – aisa tumhe lagta hai.

Shehnaaz – tum nai samjoge Meri situation.

Sidharth – acha theek hai may be main nai samaj raha par agar tum iss rishte ko chance deti ho to main promise Kar sakta hun ki main hamesha tumhara sath dunga. Par kharbanda ki death Tak uske baad tumhe wo sab shodna hoga. Kya tum wo promise Kar sakti ho.

Shehnaaz – main promise nai Kar sakti agar iss beech muj kuch aisa karna para jisse tumhe hurt hua to

Sidharth – tum uski chinta mat karo aisa kuch nai hoga.

Shehnaaz – Sidharth ye jaruri nai Jo hum sochen wo he ho hamesha.

Sidharth – par tum ek chance le to sakti ho na Kya pata sab sahi ho, main tumhe isliye bol raha hun mom ke liye main ye shadi tod nai sakta aur nahi main kisi ko cheat karna pasand karta hun.

Shehnaaz – Sidharth aise to mere liye bhi tum pahle he ho aur tum he akhri bhi.

Sidharth – main fir bhi bol raha hun ek baar socho uske baad he koi faisla lo, aisa nai hai ki time hath se nikla hai tum abhi bhi ek nayi shuruwat Kar sakti ho.

Shehnaaz – Agar main iss rishte ko ek mouka deti hun to Kya tum ye bhul jaoge ki main slaughter hun, Jo main aghe bhi continue rakhne wali hun.

MAFIA QUEEN OR HIS QUEENWhere stories live. Discover now