After the call Virat goes to freshen up... And sai is waiting for him to have dinner... And she is lost in her own thoughts about how to reduce Virat's anger on his family..... Virat comes out and sees his wife deeply lost in thoughts... He goes to her and snaps his fingers near her face that she comes back to the reality...
Virat: itna kaha khoyi ho sai ..? Kahi .... Kahi tum us surprise mein hi atki nahi ho(he squints his eyes and his point was indicating towards the missed kiss..) agar vahi hai toh...
Sai: (blushes) ha ha ha .... Bhohot acha mazak tha... Mein kahi koyi nahi hu... Aap khana kalijiye...
Virat: toh dijiye..
Sai serves food and virat is so happy to see all his favourites in front of him... He smile suddenly vanishes making sai to get worried... Tears formed in his eyes...
Sai: kya hua virat sir... Acha nahi hai kya..
Virat:(wipes out his tears gives a smile and says) nahi Sai... Sab bhohot acha hai.. Jeeva ka yaad aagaya... Yeh sab hum dono ki favourites hai .... (With spark of happiness in his eyes he speaks about Samrat) patha hai sai ... Jab bhi aai yeh sab banathi thi na hum competition lagaake kathe hai .... Kon jyadaa khayegaa.... Par ab....(with depressed voice) sab badal gaya... Jeeva ka koyi patha nahi chal raha...
Sai: virat sir... Samrat dada jaldi vapas ajayenge... Patha nahi kyu par aisa lag raha hai ki bhohot hi jaldh hum sab saath honge...
Virat: ummedh tho vahi hai sai...
They have dinner... And have a conversation ... In between sai asks a question...
Sai: virat sir achanak se na ek doubt ah gaya... Poochu..?
Virat: agar Mana kardu tho nahi poochoge kya?
Sai: mmm... Mere dialogue mere upar... Not bad virat sir... Ha tho question yeh hai ki... Agar aapse koyi vadaa na liya hotha aaba ne tho humari shaadhi nahi hothi... Aur tab aap kya karthe... Matlab pakhi didi ke alawa kisi aur ke baare mein sochthe... Ya phir voh vadaa akela rehna voh nibaathe..?
Virat:( takes a deep breath ... He doesn't know what to do with this girl... Some or the other way pakhi always comes into the topic... ) Sai... Agar tum nahi aayi hothi... Tab bhi mein pakhi ko sirf dosth ki tarah hi dektha .... Aur yahi baath akela rehne ka ... Toh patha nahi na... Agar gharwale jabardasti shaadhi karadhi... Aur mujhe usse pyaar bhi ho saktha hai... Maybe...(he is trying to pull her leg)yeh bhi ho sakta hai ki ab tumhari jagah koyi aur...
Sai: bas bas.... Itna explaination nahi poocha tha.... ( In angry mood)...
She gets up walks towards the window and stands there with an angry look...
Virat understands what she is feeling and goes to her ...hugs her from behind placing his chin on her shoulder...
"Wifie.... Gussa ho..?"
Sai: nahi....
Virat: hmmm.... Dikh raha hai....
Sai was about to say something but then virat interrupts... Still holding her..
Virat: acha achaa shaanth... Meri baat dyaan se sunna... ( His takes off his chin from her shoulder and pulls her more closer comfortably inside his arms... His cheeks touching her hair.. the moonlight... Everything makes the scene so romantic...)
"Sai... Paakhi ka mere life mein anaa... Hume kuch feelings hona... Samrat ka pakhi se shaadhi fix hona... Mein toot gaya tha Sai... Aur us time par voh vada dediya kyunki mujhe tab kisi aur ko apne life mein imagine kar paana mushkil tha... Aur pakhi jisko mein life partner ki tarah imagine kiya tha camp mein us thoughts se bahar bhi aana tha aur aage badna bhi tha...samrat ka lapathaa Aur achanak humari shaadhi ho janaa... In sab ko samajhne aur accept karne mein thoda aur stressed out hotha tha... Tumhara aur pakhi ka jab bhi face off hotha tha mujhe toh dar hi lagtha ki ab kya hone ko hai...
Lekin sai... Yeh baath sach hai ki tumhari bachpana... Tumhari care.... Humare jagde.. nok jhok .... Yeh sab mujhe us galatfaimi se bahar laa dhi..."
Sai: kaisi galat faimi virat sir....
Virat turns her around puts his hands gently on her cheeks ....looks into her eyes which are in doubt.... With a smile he says...
" Ki mai pakhi se pyaar kartha tha...
Ha sai... Shayad jo mai us vakth pakhi ko lekar feel kiya voh pyaar hi na ho... Sirf pasand ho... Mujhe aisa isliye lag raha hai kyunki jaise mai tumhare baare feel kartha hu vaise kabhi nahi feel ki aur naahi pakhi ke saath...
Pakhi ko dekha toh mujhe acha laga... Laga ki agar voh mere life mein hothi tho... Us vakth uska naam "pakhi" ke alawa kuch nahi pataa mujhe... Resort mein hamari mulakat baar baar hothi rahi par mein dektha rahtha tha par kuch janaa nahi... Lekin Sai...jab tumse mila tha do theen mulakaat mein mai tumhe samajhne laga... Mujhe yaha tak pata chal jatha tha ki tum kab kya aur kaise sochthi ho...
Jab pakhi aur samrat ki shaadi ho gayi thi.. mujhe dard tha par mujhe usse move on karna ka himmath tha aur viswas bhi ki mein apne kaam mein dyaan doo toh sab kuch bhul jaunga... Par Sai aisa tumhare baare mein bilkul nahi soch paunga.... Tum mujhe chodkar jaane ki baath se hi mein gabara jaatha hu.... Us hatse ke baad tho ... Mai ....(gulping his tears..) .... Nahi hai himmath... Nahi reh paunga... Tumhare bina .... Sai ... Tum hi mera pehla aur sacha pyar ho... Meine sirf aur sirf tumse hi pyaar kiya hai apni life mein...
Agar tum nahi toh virat ka koyi vajood hi nahi..."
Tears rolled down their eyes... Sai is so overwhelmed by hearing all this...
They both have a eyelock as if they don't have to look anywhere else because their whole world is in front of them... They wipe eachother's tears...
" Ab aisa ajeeb sawal poocha math karo" sai nods as yes...
Sai holds his hands and says.." virat sir is vakth mai kitni special feel kar rahi hu batha nahi sakthi.... Par ek baath ka guilt ho raha hai..."
Virat: kis baath ki guilt..?
Sai: aap kaku, baba, Omi kaka se baath bhi nahi kar rahe hai.... Mere karan...
Virat: please sai... Aisa kyu soch rahi ho... Un logon ne itna bura barthav kiya tumhare saath aur tum ho ki guilt feel kar rahe ho... Mai gussa control kar raha hu sai isliye sirf baath nahi kar raha mann tho kartha hai ki aisa hum alag se hi rahe.... Yahi teek hai un logon ko koyi takleef hi nahi hogi aur apni chahithi bahu ka tareef karne mein samay nikhal jayega.... Transfer keliye try bhi kartha lekin tumhari padayi disturb ho jayegi jo mai bilkul nahi chahtha...
Sai: yeh aap kya bhol rahe hai virat sir... Alag rehna.... Mai maanthi hu ki vo log mujhe pasand nahi karthe isliye aise taane marthe rehthe hai lekin ab toh unhe realise hua hoga na ki kya galathi hai unki... Samrat dada se dhoor hai hi aur aap bhi unse dhoor rahenge tho unhe kitna bhura lagega... Voh toot jayenge virat sir...
Virat: realise...? Really sai..!? Agar realise hue hothe tho tumse baath karthe tumse maafi mangthe ... Lekin nahi... Unhe pachthava bhi nahi hai.... Please sai is baare mein hum baat nahi karenge please...
He goes to bed and pretends to sleep leaving sai in puzzled state...
आप पढ़ रहे हैं
Ghum hai kisike pyar me❤️
FanfictionFocus on the journey of Sairat❤️ Journey from hatred to Love💘 Continuation is in Ghum hai kisike pyaar mein ❤️ part 2