Raksha bandhan

1.5K 92 6
                                    

Chauvan niwas is decorated so beautifully... It's like the house also understood the happiness of the family and adding more colours to their happiness.... All are busy with their works... All stopped at once seeing Devyani with a beautiful smile standing and staring at them from the entrance... Pulkit, Harini and madhuri Tai came along with her... They are about to enter but are stopped...
Ash: tham tham.... Kya devi tum logon ki swagath keliye hum kuch sochke rakha hai aur tum ho ki seedha chali aa rahi ho aur humara plan choupat kar rahi ho...
Devi: kaku... Mujhe intezaar nahi ho raha na... Sabse milna hai... Jaldi karo na ...
Ash: ha ha samajh rahi hu... Sonali jaldi arthi ki thali leke aau.... Pulkit madhuri kaise ho...
Pulkit and madhuri say they are fine...
Ash cupping harini's face says...
Ash: kaisa hai meri pyaari pari...
Harini: achi hu....
Sonali comes with arthi ki thaali...
Sonali: vahini yeh lijiye...
Ash: mujhe kyu de rahi ho... Vahini kaha hai... Kahi dikh nahi rahi hai...
Kaku: yaha... (She comes to them) voh kuch taiyyari kar rahi thi tho deri hogayi neeche aane mein...
Ash: lijiye vahini...
Bhavani does the aarthi and puts thilak on all of them...
Bhavani forgiven pulkit long back but they never met many times so they never had a conversation properly...
Devyani and pulkit takes blessings from elders and hugs from the younger ones.... Harini gets lots of love from the family...
Harini goes and hugs sai..
Harini: Sai maami....
Sai kneels down and hugs her back...
After breaking the hug...
Sai: bhohot pyaari lag rahi ho... Kaisi ho... Patha hai kitna miss kiya tumhe..
Harini: mai teek hu... Aur maine bhi aapko bhohot miss kiya ...
Virat also kneels down and says...
V: Veeru mamu ko tho koyi miss hi nahi kiya... Bechara Veeru mamu...
Harini goes to him hugs him too...
Harini: kiya na miss.... Yaha sab logon ko miss kiya maine... Samrat mama Mohit mama kaha hai...
Samrat and mohit comes from behind and kneel down in front of her...
( They came from outside)
Harini hugs them both...
Harini: aap ab aa rahe ho... Hmm! Aap  log mujhe milna nahi chahthe kya... Itni der se aa rahe ho...
Samrat: are bapre harini ko gussa aa gaya... Dekha Mohit maine kaha tha na jaldi chalo harini aa jayegi lekin tum sunthe hi kaha ho der kardi ab dekho kya hogaya ....
Mohit: dadaa.... Kitne ache se poora galathi mere sar daal diya na aapne... Harini inki baath math sunna inki vajah se hi late aye hai...
Pakhi and karishma also joins them..
Pakhi: harini in dono ki baat math suno... Tum aa rahi ho yeh janthe hue bhi yeh log bahar gaye hai...
Karishma: haa harini... Kitna rokha tha humne... Sune hi nahi...
Sam: yaar tum log aur mirchi masala kyu daal rahe ho..
Mohit: ha... Aur sab jhoot bhol rahe ho..
Harini: shhhh.... Gussa mai hu aur aap log lad rahe ho... badi mami aur choti mami ka side hu mai... Aap dono se katti..
Samrat: acha harini agar mai tumhe kuch dhoo tumhare pasand ka tho gussa chali jayegi na..
Mohit: haa mai bhi dunga...
Harini:Woww... Kya hai... Dikhau...
Samrat and Mohit gives her Big chocolates.... Harini becomes so happy...
Harini: aai dekho kitne saare chocolates...
Pulkit: samrat, Mohit tum dono bhi na... Ise chocolates dekhar bigaad rahe ho... Kitne mushkil se yeh adath chudvaya hai ise...
Samrat: kya jiju... Mamu hothe hai banji ko bigaadne keliye...
Virat: yeh sahi hai... Lekin jiju itna bhi nahi bigadenge.... Bas thoda ..bhohot thoda sa...
Mohit: ha ha thoda sa....
Devi: ha ha bigadlo agar baad mein yeh jyada shararthi hogayi na tab bataungi tum logon ko.... Agar apne banji se milna hogaya ho tho apne tai se bhi millo...
All the three hug their Devi Tai at once....
All the family members adores their bond....
Ninad: bas bas... Rakhi bandhna bhi hai .... Hai na... Chalo chalo...
Ashwini: ha chalo chalo... Kisiko intezaar nahi ho raha vaha rakhe sweets khane ka...
Omkar: ekdam sahi kaha vahini... Tabse na dada ki nazar usi par tiki hui hai...
Ninad: chup reh... Humesha mujhe fasane mein bhohot maza atha hai na Omi...
Omkar: voh tho hai...
Bhavani: bas bas... Chalo ab...
Ninad Omi baito pehle mein rakhi bandungi tum logon ko....
She ties rakhi to them and feeds sweet and they take blessings from her...
Mansi and shivani also ties rakhi to them... Sonali to ninad and Ashwini to omkar ties rakhi....
Madhuri ties rakhi to pulkit...
All the three brothers turn now....
Devi Tai ties rakhi to them and feeds them sweets....
Devi: ab dho mera gift...
Virat gifts her gold chain....
Samrat gifts her a pendant....
Mohit gifts her a bracelet...
Devi doesn't seem to be happy with the gifts...
Virat: Tai... Kya hua... Aapko gifts achi nahi lagi kya...?
Samrat: ha tai... Khush nahi lag rahi ho?
Mohit: agar aapko pasand nahi aye tho hum kuch aur lakar denge...
Devi: gifts ache hai... Lekin yeh mere liye nahi lag rahe hai...
Samrat: matlab?!
Virat: him teeno saath mein gaye the aapkeliye gifts lene...
Mohit: aapko aisa kyu lag raha hai tai?
Devi: jo humesha dethe ho voh tho nahi hai...
( When Devi Tai was not in good condition... During rakhi they used to give her chocolate and a flower... With that tai used to get so much happy)
Virat: tai tab hum yeh sab de nahi paye isiliye ab de rahe hai...
Samrat: ha tai... Aapki halath teek nahi thi tho chocolate aur flowers Lake dethe the...
Mohit: lekin ab aap poori tarah teek hogayi ho... Tho hum jo bhi aapko dena chahthe hai voh de rahe hai...
Devi: lekin tab aur aaj... Pyaar tho same hai na... Mujhe chocolate chahiye aur rose bhi... Vaise hi raho na jaise tab rehthe the taaki mujhe yeh feel na ho ki kabhi mein pagal behave karthi thi...
Virat: nahi tai... Aise math boliye... Hum aapko bura feel karvaya tho we are sorry... Aap tho humesha se humari pyaari tai rahi ho aur humesha rahogi...
Samrat: aur kabardaar jo aise baathe ki tho... Sab teek hogaya tho purane baathe yaad kyu kare...
Mohit:tai yeh tho normal gift hai asli wala hum abhi le athe hai...
Three brothers go and bring chocolates and roses and offers it to her... She felt so happy .....
Harini: papa... Ab aai ne bhi chocolates le li... Unhe rokha bhi nahi bas humesha mujhe hi rokthe raho...
Pulkit: lo... Phirse gussaa... Harini beta gussa karne ka bahane ache se doond lethi ho tumm....
Harini 🤭🤭
Karishma: dada... Hum bhi wait kar rahe hai rakhi bandhne keliye...
Sai ties rakhi to samrat and mohit...
Karishma to virat and samrat...
Shocking but it happened...
Pakhi to mohit and virat....
Ninad: hogaya rakshabandhan
Ashwini: haa lekin aapko phir bhi sweets nahi milenge...
Everyone 🤭😂
Devi: kaka... Abhi bhi raksha bandhan baki hai...
Omi: sabne tho baandh diya... Ab aur kaun reh gaya devi...
Devi: mai kisi aur ko bhi rakhi bandhna chahthi hu...
Bhavani: kisko bacha..
Devi: sai ko... Sai😳
Bhavani: sai?
Devi: ha... raksha bandhan ka arth yahi hotha hai na ki hum unko rakhi bandthe hai jo humesha humara raksha kartha ho... Aur hum unke suraksha keliye yeh dagaa bandthe hai...
Sonali: haa.
Devi: tho phir sai ne humesha mujhe protect kiya support kiya... Mera parivaar ko poora kiya... Mujhe phir se normal bana diya... Tho mai bhi iski surakhsha keliye rakhi bandhungi na...
Bhavani: sahi kaha Devyani...
Sai: tai... Itna bhi kuch nahi kiya maine jitna aap log bhol rahe ho...
Devi: acha teek hai... Phir bhi mera man hai tho hai... Bait abhi... Chalo...
She ties rakhi to sai...
Sai: tai... Par mere paas aapkeliye koyi thofa nahi hai...
Devi: aree... Aise kaise nahi hai... Hai na thofa tumhare pass...
Sai: kya?!
Devi: uto...
She immediately hugs her....
Devi: yeh hai meri thofa...
All love this sai Devi Tai bond...
Bhavani: chalo sab ab lunch ka time hogaya tho chalo khaane...
Pakhi: badi maami... Hum devi tai  keliye kuch laye hai... Voh dikhedhe uske baad khana kane chale...
Devi: kya hai pakhi?
Pakhi: bas do minute aapko wait karna padega... Karishma sai chalo...
They bring a gift it's big ...
Samrat: mujhse aur raha nahi jaa raha... Jaldi kholo tai..
Mohit: tai.. jaldi ....
Devi: arreee... Rukho tho...
She opens it and it's a photo frame... With a special pic... It's a pic which has devi tai along with her three brothers...
Virat: wow....
Devi: thank you... Bhohot hi pyara frame hai... Hai na pulkit...
Pulkit: ha... Ab tho tum poora din is frame ko niharthi rahogi na...
Devi: kuch bhi...
Pulkit: arree... Sach hi tho hai... Pehla tho voh selfie uske baad shaadhi ke vakth keecha hua pics aur ab yeh frame...
Devi: bas bas ha bhohot chida liya...
They all have lunch and play games... Spent a lot of fun time.... Harini and her mamus are having lots of fun together...
It's time for devi tai to leave...
Bhavani: devi jaane se pehle mai kuch dena chahungi...
She brings a two boxes... One she gives to devi and other to pulkit...
Devi opens it... It has a necklace and pulkit has a watch of old model...
Bhavani: kabhi mauka mila nahi ki aap dono ko yeh de sakhu... Jab mila kabhi halath teek nahi the tho kabhi hum bhohth hi jyada busy the... Aaj mauka mila tho... Devi yeh maine tumhare liya banvaya hai bhohot saal pehle... Socha teri shaadhi ke vakth pehnaungi.... Aur yeh watch Nagesh ji ka hai... Purana model ka hai phir bhi chalthi hai... Kehthe the ki "yeh watch ko mai Sambhalke rakunga jab tak devi ki shaadhi na karva du... Aur dekhna yeh watch apne damaadh ko dunga..." (Tears in her eyes) pulkit mujhe maaf karo ki mai tumhare saath bura barthav kiya aur jab sab teek hogaya tho himmath nahi ho rahi thi tumse maafi mangne ka...
Pulkit: kaku... Please... Purane baathe bhul jayiye... Aap maafi mangkar mujhe paraya math kijiye... aur yeh watch mai humesha sambhalke rakunga.. kakasaheb ka pyaar hai isme.. thank you kaku...
Kaku hugs pulkit ....
Happy ending of raksha bandhan.....

Ghum hai kisike pyar me❤️जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें