Samrat gift for Pakhi

2.4K 139 7
                                    

Everyone gathered in hall for Pooja... Samrat and Pakhi completed the pooja.. door bell rings... Samrat opens the door and takes the parcel that has come.. everyone excited to know what is present in it... Samrat goes to pakhi and says..." Patraleka... Shaadi ke baad maine tumhe kuch gift nahi diya hai... Saath bhi nahi de paya ... Agar kuch diya tho voh sirf akelapan... Lekin aaj mai tumhe meri taraf se yeh thofa dena chahta hu... Yeh hum dono keliye bhohot kaas hogi... Lo open karke dekhlo"
Pakhi in mind" thofa... Mujhe... Par kyu... Kuch tho chal raha hai iske dimaag mein... Kya thofa ho sakthi hai... "
She opens it ... It has some papers ....
Seeing them she widens her eyes in shock and shouts..." Divorce.."
Younger ones are not shocked to know this as they saw samrat's situation yesterday night... Elders are in great shock...
Mansi: yeh kya hai Samrat... Thalaak? .. kyu?
Bhavani: Samrat... Kuch samajh aa bhi raha hai ki tum kya kar rahe ho...ha??
Itne mahine door ho tum isse ab mile tho talak de rahe ho...
Ninad: Samrat kuch baath hua hai kya... Achanak talak...
Omi: ha samrat... Tum dono mile do din hi hue hai... Tho phir thalak...!!
Sonali: samrat... Chup kyu ho kuch tho bholo...
Ashwini goes near Samrat puts hand on her shoulder and asks: badaa... Kuch tho bhol ki kya hua...
Samrat gulps his sadness and gathers all the strength to speak whereas pakhi is still in shock ...she is scared that samrat would tell everyone the truth... She sees virat who is standing without any tension on his face as if he is ready to face all the consequences... She saw samrat with teary eyes but samrat is not gonna melt this time...
Samrat: bataunga aap sabh ko ki kyu mai patraleka ko divorce dena chahtha hu... Par isse pehle aapko ek aur sach bhi tho janna hai...
Bhavani: kaisa sach...
Samrat: patraleka aur ..... Virat ka sach...
All the elders look at virat... But this time virat is ready to answer all the questions... This time he has his wife on his side... Sai holds his hand to give him strength...
Samrat says all the story about the meeting... Vadaa on haldi... Samrat hearing conversation of pakhi speaking to virat on the night of the wedding day... Virat's deal marriage to sai...
Elders are in shock... Pakhi puts her head down... They ask virat whether all these are true... He nods yes...
Samrat: yeh sirf chota sa hissa hai sach ka... Hai na patraleka?
Patraleka abhi bhi virat se pyaar karthi hai...
Listening this everyone are dumbstruck... Noone knows how to react to this.. their adarsh bahu turns out to be this...
Mansi bhavani both kept asking pakhi to speak...
Pakhi: ha... Haa... Haa... Mai pyaar karthi thi lekin ab nahi .... Samrat ko galat faimi ho rahi hai... Jab se aya hai teek se baath nahi kar raha tho yeh galatfaimi kaise door hongi...
Samrat: wah patraleka wah... Mai ne socha ki kuch baath nahi batau lekin iss jhoot ke baad na sab kuch sabke samne rakhna padega... Ha?
Pakhi: yeh kya ...kya bhol rahe ho tum samrat... Kaise kaise inzaam lagaa rahe ho tumm... Sai tumhe bhi apne kaabu mai karli hai kya... Tum bhi uske bhol bhol rahe ho...
Sai holds virat as he was about to answer back...
Sai: pakhi didi... Mai beech mein kaha se aayi...
Pakhi: tum humesha beech mein aa hi jaathi ho sai... Mere khilaf sab ke Khan bar dethi ho...jab dekho Samrat ke saath baathe karthi rahthi ho aur thabhi Samrat ko bhi mere khilaf kardi hogi na... Tum jaise kudhgarz besharam ladki meine aaj tak nahi dekhi...
Ninad: (high tone) bas! Patraleka.... Bas!! Meri Bahu ke khilaf ek sabdh bhi nahi.... Yaha sirf tumhara aur samrat ka baath ho raha hai... Sai ko beech mein laayi ho tum aur use hi bhala bura keh rahi ho...
Pakhi: Ninad mama.. aap bhi....
Samrat: Patraleka... Jab sach sabke samne atha hai na tho joot ka koyi saath nahi detha... Sai mujhse kuch nahi kehthi hai tumhare khilaf balki tumse risthe ke bare mein sochne aur mauka dene ke liye kehthi hai... Mai dena bhi chahtha tha lekin kal raath jo tumne kiya uske baad tho bilkul nahi chahunga ki tumhe dusra mauka mile...
Everyone asks what she does
Mohit: dada... Aap yeh chopa bhi kyu rahe hai... Bhol dijiye na sab kuch... Aaj tho patha chalna hi do dadaa vahini baare mein...
Virat wants to speak but sai is stopping him so that the topic doesn't go worse... Sai is suspicious about pakhi not accepting the truth ... She feels if virat speaks then pakhi would easily manage to put the entire blame on virat... But virat frees his hand and says.." aaj tho bholne dho sai .... Baat poori tarah aaj katam hona hi chahiye..."
Virat: pakhi kya tum mujhse yeh nahi kaha ki tum mujhse aaj bhi pyaar karthi ho...
Pakhi: nahi tho... Tum mujhpar inzaam kaise laga sakthi ho jab galati tumne bhi ki hai...
Tumne mere haldi mai mujhse kaha tha... Ki tum mere saath doge humesha ek dosth bankar aur humare pyaar ko kabhi nahi bhoologe...aur tum apne life mein mere alawa kisi aur ko jagah nahi dhogi... ha tab meine is vade par shaadi ki thi lekin baadh mein is parivaar ke pyaar ne mujhe badal diya aur mai move on kargayi... Samrat ka intezaar karthi rahi aur virat se sirf dosthi nibhathi rahi...
Listening this virat samrat and Sai were literally shocked to the hell... See how converted the entire scene according to her ....
Virat: wah pakhi wah... Kya story banayi hai .... Aaj Tak mujhe kudh par gussa atha tha ki kyu meine voh vada diya jiske karan tumhari aur samrat ki jindagi barbad hui... Lekin aaj ... Aaj mujhe kudhpar nafrat ho raha hai ki kyu mai tumse mila kyu tumse baat ki... Kyu tumhe pasand kiya... Kaash pakhi kaash voh din mere jindagi se kabhi mitaa pathaa... Kaash tumhe apni jindagi mein kabhi nahi mila hotha... Maine sirf yahi kaha ki humare pyar ko nahi bhulunga iska arth yeh nahi hai ki mai tumse abh bhi pyar kartha hu... Kya kaha... Dosthi nibha rahi thi... Wah... Toh mere aur sai ke kareeb ane se tujhe takleef kyu hothi thi ... Harini ke bday party ke din itna tamasha kadi kyu kardi thi... Maine sai se pehle tumse bataya tha ki pakhi... Shayad mujhe sai se pyaar hogaya hai... Uske baadh bhi kayi baar kaha hai ki mai sai se pyaar kartha hu aur hum pati patni ke beech math aanaa... Lekin tumne meri ek nahi suni... Aur aaj tumhe apne image ko bachane ke liye poora inzaam mere sar par dal diya... tumhare vajah se sai mujhse door huyi thi kayi baar... Samrat door hogaya .... Ab tho kudh nafrat dhila dhi tumne ....
Sai holds him sideways and speaks to pakhi..
Sai: aapse yeh ummedh bilkul nahi thi ... Kal meine virat sir ko aapse baat karne Beji thi lekin aapne tho mere aur virat sir ke beech jagda karvana chahthi thi... Aap humare kamre ke bahar kade hokar sab dekh rahe the aur isliye humne jagada karne ka natak kiya .... Bhohot acha laga hoga na apko... Lekin ek baath bholu... Mere aur virat sir ke beech itna viswas hai ki koyi thod nahi payega aur mai use tootne bhi nahi dungi pakhi didi...
Ab aap kitna bhi khoshish karle kuch hone wala nahi hai... Aap galti maane ya na maane isse bhi koyi farak nahi padta .... Yahi acha hoga ki aap yeh papers sign kardijiye...
Samrat: tumhare parents ko bhi sab kuch bata diya hai pakhi aur veh tumhe lene athe honge... Papers sign kardo aur tumhare ghar chali jao...
Pakhi doesn't have anything to say ... She signs the papers and pack her bags to leave .... Her parents reached home to take her back... Her revenge grew more ...she wants to destroy Virat's happiness and Sai's pride about their relation...
Sai goes to her and says in lower tone so that only she could hear...
Sai: aapke dimaag mein kya chal raha hai jaanthi hu... Tyaag dijiye varna pachthava hogi apko... Is parivaar se Samrat dadaa se dhoor hi rahiyega... Kaas karke virat sir ke kilaaf kuch karne ki sochna bhi math....
Pakhi: dhamki de rahi ho?!
Sai: nahi tho... It's a sweeet warning...
Stay away from my husband and my family....
Pakhi leaves the chauvan niwas...

Ghum hai kisike pyar me❤️जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें