Seeing your love towards my story makes me think of more new content... Thanks for all your support and love.... Thank you so much...
Let's start...Everyone are in the hall as usual and starts with patraleka's tea... Samrat comes down and pakhi offers him tea he denies it...
Bhavani: are samrat... Chai tho lo patraleka masth chai banathi hai...
Samrat in mind... Isse jyada jahar bhi dedo tho manjoor hai...
Samrat: nahi badi mami .... man nahi hai...
He goes to ashwini hugs her and asks for breakfast... She serves and samrat enjoys eating the breakfast...
Meanwhile Sairat come down...
Virat: aai mai jaa raha hu.... Aaj jaldi jana padegaa
Sai: ek minute... Khana pack karke de dethi hu.....
Virat: haa jaldi...
Sai hands him the bag and he leaves... Pakhi could not bare seeing them together...
Sai seeks attention of everyone and says..
Sai: kaku mai kya soch rahi thi...itne mahino baad dada ghar aye hai... Ghar mein ek chota sa pooja rakwaye tho... samrat dada aur pakhi kabhi saath mein pooja nahi karpaye... is pooja saath me karlenge...Acha hoga na...
Samrat is shocked but not as much but wants to speak with sai regarding this...
Bhavani: masth ha masth... Kamaal ki idea hai sai... Omi ninad pandit ji baat karo... Ho sakhe tho kal hi pooja rakwayenge... Kal Sunday bhi hai aur sab pooja mai shamil ho payenge...
Sai has breakfast...
Sai: Aai mujhe bhi late ho raha hai... mai jaa rahi hu..
Samrat: kaise jaa rahi ho..?
Sai: bus se dadaa...
Samrat: hmm.... Aaj mai drop karunga tumhe... Chalo..
Sai: dada... Iski jarurat nahi hai...
Samrat: hushhhh.... Bhohot Jidh karthi ho na tum... Chalooo ab
Seeing their bro sis bond everyone feels so happy and that was cute... But our pakhi is worried about sai winning hearts...
Samrat and Sai leaves...
In car...
Samrat: sai... Achanak yeh pooja vaali baath kyu laayi tum...
Sai: aapko aur pakhi ko saath lane keliye... Dadaa meine pehle bhi kaha thaa ek mauka dijiye unhe aur aapke rishthe ko...
Samrat: aur tumhe lagtha hai ki voh bhi is rishthe ko ek mauka dena chahthi hai..
Sai: kyu nahi degi dada... Ek baar bath karle tho shayad samaj jaye... Mujhe lagtha hi humse jyada virat sir ko baath karna chahiye unse...
Samrat is worried... He cares about sai a lot... He doesn't want her and Virat's relation to break... Actually he overheard what pakhi spoke to herself the last night... He is sure that pakhi will cook up some plan to spoil their relation.. he wasn't sure whether to share this with sai or not...they reach college and sai gets down... She leaves...
Samrat goes to meet a lawyer... to apply divorce...
Evening :
Virat picks up sai from college... When they reach home everyone are busy doing some or the other work...
Sai stops aai and asks....
Ashwini: tum log aagaye... Chalo jao freshup ho jao...
Sai: teek hai par yeh kya ho raha hai...
Ashwini: are budhu... Tune hi tho idea diya hai pooja rakhne ka... Agar kal hi rakhna hai toh preparations tho karni padegina...
Ninad: ashwini... Yeh kaam tho karliya hai maine kuch aur kaam hai tho batha dho...
Ashwini: aap thodi der rest kijiye...kaam baadh mein karlena...
Sai aur virat jao freshup ho jao ... Khana upar bej doongi...
Sairat are shocked hearing ninad and Ashwini convo... Ninad never spoke to aai with so much love and care...
In Sairat room:
Sai: virat sir dekha na... Baba badal gaye hai... Voh sab mujhe apna maan chuke hai aap bhi apna gussa tyaag dijiye na please...
Virat: is baare mein abhi nahi... Please..
Sai: acha teek hai... Yeh nahi toh ek aur kaam hai jo aapko karna hai...
Virat: kya...
Sai: pakhi didi se baat karna... Unke aur dadaa ke rishthe ko ek mauka dene ke baare mein..
Virat: tum pagal hogaye ho kya... Mein kyu baath karu... Tum jao baath karo... Mujhe hi kyu...
Sai: kyunki aap hi unse past ko bholakar samrat dada ke baare mein sochne ko kehna hai... Aur aap ki baath hi manengi voh... Please dadaa ke liye...
Virat: teek hai...
Sai: aaj hi...
Virat: aaj hi!!???
Sai: haa... Ab jayiye freshup hojayiye...
Virat freshens up and goes to meet pakhi and clarify everything clearly ...
She is in the terrace lost in her own thoughts..
Virat actually doesn't want to speak to her but what sai said also has a point .. he moved on but Pakhi didn't... So he has to motivate her to move on...
Virat: pakhi...
Pakhi turns in delight...
Pakhi: toh aaj mujhse baath karne ka vakth mila tumko... Patraleka se pakhi pe agaye ho ....
Virat(takes a deep breath as he can't tolerate the nonsense she speaks... So when I say deep breath remember this point...): Tumse kuch baath karna hai... Tum sunna chaho tho...
Pakhi: mujhe bhi...
Virat: teek hai pehle mai bataa detha hu... Shayad mere baatne ke baad tumhare sawal ka bhi jawab miljaye...
Pakhi meine pehle bhi bhohot baar bhol chuka hu aur ab phirse bhol raha hu... Jaise mai move on hogaya hu tumhe bhi ho janaa chahiyee.. jeeva bhi aa chuka hai... Tumhe tumhare risthe par dyaan dena chahiye... Tumhare rishtha ko ek mauka dena chahiye... Mai chahtha hu ki ... Ki meri dosth bhi kush rahe... Akela feel na kare... So please think about it ..
Pakhi: aur tum bhool gaye humare pyaar ko...(they are on terrace so she has confidence that no one hears their convo) humare memories ko... Voh vada jo tumne diya tha mujhe jiske karan mai samrat se shaadhi ki thi...dil thod diya vaadaa thod diya... Aur keh rahe ho ki mai move on karu.... Kaise bhool jau humaraa pyaar... Tum us sai keliye mujhe bhoolne ko bhi tayyar hogaye ho... Us badtameez kudhgarz sai keliye..
Virat takes a deep breath and yells in high voice : bas!!! Mai tumse shaanthi se baat kar raha hu uska matlab ye nahi ki tum meri patni ke kilaaf kuch bhi bholthi rahogi aur mai kuch nahi kahunga... Aur konsi pyaar ke baare baath kar rahe ho tum ...ha?? Us pyaar ka jo kabhi shuru bhi nahi hua... Us pyaar ka jisme dusre par viswas hi nahi tha... Kya us pyaar ka jisme lagtha hai ki sirf vahi suffer kar rahi thi aur dusre ko tho dard bhi nahi.... are...Mujhe tho lagtha hai ki voh pyaar hi nahi tha...
Pakhi: yeh kya bhol rahe ho tum virat...?
Virat: sach bhol raha hu... Sach...pehle mulakat mein mujhe tum pasandh ayi thi aur shaadi karna bhi chahtha thaa.... Lekin.... Lekin apne duty nibhane mujhe jab Gadchiroli jana pada aur meine tumhara number kho diya tha... Tumhare pass number hai call kiya aur maine" kon hai" kaha aur bas tumhe tho mujh par se viswas hi ut gaya tha... Kya yeh pyaar hotha hai Pakhi??
Chalo maan liya ki gussa thi seedha block kardiya... Meine kitne baar koshish ki koyi faida nahi huaa... hum Mile bhi toh kab mere bhai aur tumhare haldi mein... Gussa ayaa tho bina kuch jaane ki kya hua shaadhi ke liye ha bhi kardi tumne... Kya yeh tumhare pyaar hai Pakhi??
Maine tumhe bataya ki number kho diya phone toot gaya lekin tumhe mujhpar viswas hi nahi hua... Mujhe kya kuch nahi kaha.. dhokebaaz.. timepass karne keliye pyaar ka natak kiya... Aur kya kya... Jab meine sabooth dikayi tab achanak se viswas hogayi... Kya yeh tumhare pyaar hai Pakhi?
Aur tab tumhe phirse mujh par viswas hogaya pyaar hogaya aur shaadhi thodna tak tayyar hogayi... Thodna tha tho ha kyu ki thi pakhi.. kuch der aur ruk bhi nahi payi... Janne ki koshish tak nahi ki...aur poora ka poora inzaam mujhpar dal diya ki maine vada kiya aur us vaade par shaadi ki ... Dhoka diya... Kya yeh tumhare pyaar hai?
Aur Agar mai shaadi pe nahi aya hotha tho tum shaadhi karlethi na... Phir kya pakhi... Aaj tho lag raha hai ki kaash mai samrat ke shaadi par nahi aya hotha... Tho na vadaa hothi... Na hi us vade ko lekar tum mujhse koyi ummedh rakthi... Move on tho kabka kar chuki hoti... Aur mere aur sai ke beech utne jagde hi nahi hothe... Kaash... Aisa kuch hua hotha...
Pakhi is pissed off listening to what virat said... But she saw sai coming upstairs so she started a drama....
Pakhi:(with teary eyes)ab mujhe realise hua ki mai kitni galat thi ...mujhe move on karna chahiye... Sorry Virat... Meri vajah se tumne kitna kuch Sahna pada hai...
Virat is puzzled to her sudden change... But is happy that she atlast understood what he said...
Meanwhile sai reaches the terrace and saw a scene and stood still
Pakhi holds his hands and says..
"Virat tum mera saath doge na..."
Virat in confusing tone said
" Ha pakhi humesha saath donga.." he thought she was speaking about helping her to move on and giving chance to her relation with samrat and also giving her support ..
Pakhi then hugged virat... Virat is completely puzzled... He felt so uncomfortable... Before he could say anything or do anything... There came bangles sound from sai... Virat and pakhi saw her... Sai was stunned to see what just happened... She felt numb... Pakhi wanted this.. her plan seems to work... Virat seeing sai's state understood that sai is completely misunderstanding the situation what just happened... Sai ran down ... Virat followed running behind her calling " sai... Sai... Please rukho..." Pakhi also followed them without their knowledge..
Sairat in room and pakhi is keeping eye on them..
Virat: Sai... Meri baath tho suno... Mai bas...
Sai: bas kya virat sir... Meine aapko unke paas isiliye bejaa thaaki aap unhe samjayenge ki unke aur dadaa ke rishthe ko sudharne ka koshish kare... Lekin vaha kuch aur hi...
Virat: nahi sai... Tum bilkul galat samajh rahi ho... Completely misunderstood me... Vaha aisa kuch nahi hua tha... Mai pakhi ko samjha hi raha tha... Lekin voh achanak...
Sai: samjha rahe the tho voh aapse door jana chahiye na phir itni Kareeb kyu...
Virat is broken listening such Statements from her... He didn't want any such thing to happen which start to break their bond...and look what's happening...
Virat: sai tum samajh kyu nahi rahi ho... Tum kuch bhi inzaam lagaye jaa rahe ho mujhpar... Mujhpar bas itna sa hi viswas hai kya tumhe...
Pakhi is enjoying the fight but suddenly someone pulls her aside... It's Samrat...
Samrat: tumhe sharam nahi aathi... Yeh sab karthe hue... Chalo mere saath...
Samrat holds her arm and with full force he takes her to their room...Will this fight affect sairat relationship... Let's see...
आप पढ़ रहे हैं
Ghum hai kisike pyar me❤️
FanfictionFocus on the journey of Sairat❤️ Journey from hatred to Love💘 Continuation is in Ghum hai kisike pyaar mein ❤️ part 2