After sai is taken to ICU... Virat sat on the bench looking at his bloodstained hands..... He is not crying as if became a rock he just kept staring at his hands without any expressions... But inside his heart there is storm of sadness, guilt, pain, anger.....
Evening time.....
Sai's friends arrive at the hospital....
They ask Samrat about the situation... He said to them that she's in ICU.... They saw virat sitting there just like a statue.... His eyes are laid down on his hands until doctor arrives.... As soon as he sees doctor he goes to him and asks about sai....
Virat:(worried) doctor... Sai kaisi hai... Teek hai na sab..... Kuch serious nahi na...
Bholiye...
Doctor: Mr. Chauvan.... Aapki wife ki halath... Critical hai.... She's not responding to the treatment.... Observation mein rakha gaya hai.... Agar 24 hours mein koyi response nahi tho....
Virat: tho....tho kya.... Aap... Aap aise kaise keh sakte hai.... Aise kaise Voh treatment keliye respond nahi kar rahi... Aap doctor ho... Kuch kijiye... Itni jaldi... Haar kaise maan sakthe hai.... Jeeva... Jeeva hum... Sai ko dusri hospital le chalthe hai... Ek kaam karthe hai... Nagpur hi le chalthe hai....
Doctor: Mr. Chauvan hum aapke situation ko dard ko samajh sakthe hai... Hum doctors hai... Kuch bhi aise hi nahi bholthe.... Dekhiye... Aap koyi doctor ko jaante ho tho unhe yaha bhula lijiye lekin sai ko is condition mein shift karna is risky... Agar aap phir bhi chahthe hai tho it's up to you...
Samrat: nahi doctor... Hum shift nahi karenge.... Virat ki taraf se mai aapse maafi maangtha hu... Aap please sai ka treatment kijiye...
Doctor: ji...
He leaves....
Virat: Jeeva... Yeh... Yeh sab kuch bhi bhole jaa rahe hai... Aise kaise....
Sai ko kuch nahi hua hai voh teek hai.... Yeh log ache se treatment nahi de rahe... Jhoot bhol rahe hai.... Chal na jeeva dusre hospital le chalthe hai...Chal na bhai...
Samrat cupping his face....
Samrat: shiva... Shiva shaanth.... Shaanth hojau.... Dekh doctor ne bhola na risky hai.... Hum sai ke life ke saath aise risk nahi le sakte na... Tu himmath math haar... Sai bilkul teek ho jayegi.... Hum.... Jiju ko bhulathe hai... Okay?
Virat: haa.... Jiju ko bhulau.... Dekhna voh kahenge ki sai bilkul teek hai...
He sits back on the bench.... Looking at his hands he kept repeating...
" Sai bilkul teek hai... Usse kuch nahi hua hai... Voh teek hai"
Samrat and Sai's friends couldn't see him in such condition.... He is completely broken it's just that he's not crying.... That's even painful to see him like that....
Ajinkya: sai teek hojayegi na?
Samrat: bilkul ho jayegi...
Sandhya: virat sir ki yeh halath dekha nahi jaatha...
Milind: kaafi depressed hai....
Samrat: haa... Ro bhi nahi raha.... Agar dard ko andhar hi dabakar rakhega tho voh dard andhar hi andhar kha jayega.....
Ajinkya:kash unke dard kam kar pathe... Kash yeh sab hua hi na hotha..
Kash mai sai ko akela bheja hi na hotha....
Samrat: Ajinkya.... Apne aap ko dosh math dho....us situation mein kisiko bhi galathi nahi hai... Aur jo galat hai unhe giraftar karliya gaya hai.... Aur
Tum log nagpur keliye nikhal jau.... Aapke ghar wale intezaar kar rahe honge na...
Sandhya: lekin sai...
Samrat: sai ko kuch nahi hoga... Hum hai na... Tum log jau... Mai sab inform kartha rahunga... Aur jab sai teek hokar nagpur aayegi tab aap log usse milne aa jana... Okay?
Milind: ji sir....Samrat calls the family and informs them about the situation....
Ashwini is shattered.... Shivani, mansi are consoling her.... Everyone are in shock they didn't expect this will happen... They are all waiting for her to come home but this news filled sadness in chauvan niwas.....
Ashwini starts insisting that she would go to Nagpur to see sai....
Bhavani: Samrat... Virat kaisa hai...
Samrat: shiva tho toot gaya hai badi maami.... Jab se hospital mein sai ko admit kiya hai tabse bas apne khoon Bhari haath dekhe jaa raha hai... Aur doctor se baath hone ke baadh se tho chup hogaya.... Na kuch bhol raha na kuch sun raha hai.... Dar lag raha hai badi maami.... Shiva ko aise is halaath mein nahi dekh paa raha.... Aise baita hai jaise iski andhar jaan hi na ho...
Mohit: dada... Mai vaha aana chahtha hu....
Samrat: ha Mohit.... Ek aur baath... Tai hai kya vaha par...
( Devi and harini also are present)
Devi: ha samrat....
Samrat: tai... Jiju ko kabse call laga raha hu lift nahi kar rahe hai?
Devi: voh tho ek meeting keliye Delhi gaye hai Samrat.... Kal vapas ayenge... Mai unhe vahi aane keliye kehthi hu..
Samrat: ha tai...
Ashwini:(crying)mai vaha jaungi.... Mere bete aur sai ke paas....
Devi: kaku... Aapki tabiyat theek nahi hai... Aapka vaha jaana teek nahi hoga....
Ashwini: mere godu...Voh toot gaya hai... usko kon sambhalega....
Devi: mai jaungi na kaku.... Mai meri Veeru ko sambhalungi.... Aap please aise himmat math hariye ....
Bhavani: devi sahi keh rahi hai ashwini .... Use jaane dho....
Ashwini accepts... Devi looks at harini
Harini: aap meri chintha math karo mumma... Aap Veeru maamu aur sai maami ke paas jau... Unhe aapki jarurat hai....
Devi kisses on her forehead....
Devi: Mohit hum dono chalenge....
Samrat: ab bas 7 baj chuka hai 8 baje ek flight hai... Mai meri dosth se kehkar tickets book karvadunga...
Mohit: ho dada....
आप पढ़ रहे हैं
Ghum hai kisike pyar me❤️
Fiksi PenggemarFocus on the journey of Sairat❤️ Journey from hatred to Love💘 Continuation is in Ghum hai kisike pyaar mein ❤️ part 2