Next day evening:
Virat reaches home soon to meet his Jeeva ... Sai takes virat to samrat's house... She knocks the door...
From inside a voice comes saying...
" it's open U can come in" Sai enters the house but virat is unable to step in he don't know how to face his brother.. he is not able to gather any courage... Seeing sai samrat feels so happy.. hugs her sideways..and says
Samrat: mai tumhara hi intezaar kar raha tha... Vaise tumhara husband nahi aya kya tumhare saath...
Sai: voh... Voh bahar hi khade hai shayad...
Samrat: acha... Chalo mai khud welcome karunga ab..
He goes to the entrance sees virat and gets shocked... He feels so happy for a moment and cheerfully says.." Shiva."
But later all the wedding scenes come in front of his eyes and his happiness vanishes... Seeing Samrat virat comes to hug but samrat stops him by showing ✋... Virat stops.. samrat goes to sai and says..
Samrat: Sai... Toh tum..
Meanwhile virat walks in slowly...
Sai: vahi jo aap soch rahe hai dada...
SAI VIRAT CHAUVAN... Aapke Shiva ki patni...
Samrat: tum bhi sai... Tum bhi mujse baathe choopayi... Wah... Har koyi mere saath aisa kyu kartha hai... Maine tumse saari baatein share ki hai meri choti behen mankar... Aur dadaa bulathe hue bhi yeh baath choopayi... Kyu sai.. kyu?
Sai: Dada... Kyunki mai janna chahti thi ki aap kyu ghar vapas nahi aa rahe the... Agar mein pehle bata dethi apka dard kaise jaan pathi... Dada mai maafi mangthi ki maine apni identity poori nahi batayi.. lekin apse saare bathe sach bhole hai aur apko sache man se dada Mana hai maine...
Samrat: ek minute sai... Tum yeh batau ki kya tum iska aur patraleka ke rishte ke baare mein jaanthi ho... I mean kabse...
Sai: shaadi ke din hi virat sir ne mujhe sab kuch bataya tha dada..
Samrat: aur phir bhi tum shaadi ki.. kyu? Mai tho nahi jantha tha aur phas gaya ... Tum janthe hue bhi apni life spoil karne mein Thuli hui ho...
Sai: aisa kuch nahi hai dada... Shaadi ek deal se hui thi...
Samrat: Deal...?
Sai: ha Dada... Ki meri padayi katam hone tak yeh meri zimmedari lenge... Aur apne life mein kisi ko jagah nahi denge.. aur mein inse koyi ummedh na rakhi jo ek patni apni pati se rakthi hai..
Samrat: wah.... Kamaal hai... Meri patni iske vada par shaadi ki taki ise apne ankhon ke samne dekh sake.. aur tumse shadhi ke vakth isne yeh kaha ki kisi aur ke liye jagah nahi...mmmm... Kuch samajh aa raha kya sai... Yeh dono apna ristha continue kar sakhe....(interrupted by sai)
Virat is shattered to hear all that...
Sai: dada... Please... Yeh aap kya bhol rahe hai ... Mai aapka dard apka gusse se vakif hu...pehle mujhe bhi aisa kuch lagtha tha lekin ab nahi... Maine kaha ki deal thi ab nahi... Virat sir pehle pakhi se pyar karthe the... Ab nahi...
Samrat: ab nahi matlab.... Ab kise pyar katha hai yeh ....
Sai: mujhse dadaa... Virat sir mujhse pyaar kathe hai aur mai unse pyaar karthi hu... Yahi mai aapko samjane ki koshish kar rahi hu ki vakth ke saath bhohot kuch badal jataa hai aur jo hum sach manthe hai voh sach kuch alag bhi ho sakta hai na dadaa... Aap ek baar inhe apni baath rakne ka mauka tho dijiye... Please dada...
Samrat turns around and sai asks virat to speak with samrat.... Virat slowly moves towards him and says..
Virat: J... Jeeva... (He closes his eyes takes deep breath and gathers confidence while sai pats him on shoulder giving support to him and then virat continues) jeeva mai jaantha hu mujse galati hui hai... Tumhe pehle hi sab kuch bata dena chahiya tha... Lekin us vakth mujhe tumhare kushi ke alawa kuch nazar nahi ayaa tha... Isliye mai pakhi se voh vada...
Samrat turns around and says in anger: isliye aap dono ne maha tyaag kiya aur mujhe zindagi bhar keliye guilt mein chod diya... Hai na...
Virat: nahi jeevaa.... Tum galat samajh rahe ho... Mai aisa kyu karunga... maine dekha hai ki tum kitna kush tha isliye aisa... Jeeva jab mujhe pata chala ki pakhi hi tumhari wife banne wali thi tab usne kaha ki jaakar sabko bata dete hai lekin...
Samrat: are us vakth bata diya hotha na... Yeh mahan tyaag karne ki kya zarurat thi... Ohh... Aapko laga hoga na ki samrat yeh sab nahi samjhega... Use jo chahiye voh chahiye hotha hai .... Ha?
Virat: aisa nahi hai jeevaa...us vakth mujhe vahi teek laga...
Samrat rolls his eyes in disbelief..
Sai: dada... Kehthe hai na insaan galth nahi hotha hai situation galat hothe hai... Us vakth Virat sir ko kya teek lagaa unhone vahi kiya.. hum sab bhi jo hume teek laga vahi kiya lekin kisina kisiko voh teek bhi galath hotha hai...
Samrat: matlab?
Sai: yahi dada... Ki virat sir ne unhe jo teek laga voh kiya aur galath humare sath hua... Pakhi ne vada ke base par shaadi ki aur galath hum teeno ke saath hua... Meine deal wali shaadhi ko thod kar virat sir se pyaar karne lagi tho is vishay mein galath paki didi ke saath hua... Aur aap ladak mission katam hone ke baad bhi ghar nahi aye aur galath pakhi didi ke sath ho raha hai...
Samrat: voh toh kush hi hogi... Virat jo hotha hai uske samne hamesha... Vahi tho chahthi thi...
Virat: nahi jeeva... Meine sirf dosthi nibhane ki vada kiya tha...tum log ke shaadhi ke baadh se aaj tak pakhi ko tumhara patni aur ek dosth ke nazar se hi dekha hai... Ise jyada kuch nahi... Kasam se.... Mai sai ke saath move on ho chuka ... Pakhi sirf meri vahini hai aur kuch nahi...
Samrat: aur uskeliye... Uskeliye abhi bhi tum uska pyaar hi ho na...
Sai: dada... Jab humari shaadhi hui thi virat sir bhi unke past se bahar nahi aa paye poori tarah... Lekin hum dono ne kab aur kaise ek doosre ke aur is risthe ko ek mauka de diya yeh pataa nahi chala... Ab dekhiye hum ek doosre se pyar karthe hai aur humesha saath rehna chahthe hai... kya Aapne ek mauka diya hai unko apne baat rakne ka... Nahi na... Apne rishthe ko mauka diya kya aaapne ... Nahi na... Please dada... Ghar chaliye... Pakhi se baat kijiye tab aap decide kijiye kya karna hai... Par please ghar chaliye... Chand logon par gussa poora parivaar par kyu nikhal rahe hai aap...
Please dada...
Samrat: mujhe thoda vakth chahiye... Sochne keliye...
Sai: lijiye.. par vada kijiye ki aap ab nahi bagenge... Sai ki shapath...
Samrat puts his hand over her cheeks and gives a small smile...
Samrat: diya vada...
Sai: teek hai aap soch lijiye hum chalthe hai.... Dyaan rakhiyega apna...
Virat goes to samrat and hugs him..
Samrat doesn't respond to it..
Virat: Jeeva... Apni Shiva ko maaf karde bhai ... Please...
Samrat pushes him a bit back and says..
Samrat: shiva nahi hai... Tu sirf virat hai... Jeeva shiva ki jodi toot chuki hai... Mai tumhe maaf nahi kar paunga virat.... Tum ab jaa sakthe ho...
Virat is broken from inside... He couldn't believe what samrat ha just said.. they comes out of the house and samrat immediately closes the door... Virat looses his balance but sai supports him holds him and takes him back home....
Sai: virat sir please sambhaliye... Dekhiye samrat dada ghar aane ke liye manjayenge... Dheere dheere sab normal hojayega... Aur Jeeva aur Shiva ki jodi phirse banegi ....
She hugs him and says...
" Virat sir... Aapko kamjor nahi dekh paungi... Please virat sir aisa math rahiye na... Himmath math hariye... Koshish karthe rahiye Dada man jayenge..."What will Samrat decide..? Let's see in the next chapter... Thanks for supporting
आप पढ़ रहे हैं
Ghum hai kisike pyar me❤️
FanfictionFocus on the journey of Sairat❤️ Journey from hatred to Love💘 Continuation is in Ghum hai kisike pyaar mein ❤️ part 2