At chauvan niwas:
Door bell rings..
Ashwini: karishma.. zara dekh betaa kon hai..
Karishma: ho kaku...
She goes and opens the door seeing sairat... She calls everyone in excitement... Everyone gather near the door...
Sai: aai..sonali kaku.. Karishma arthi ka taal lekar ayiye na please...
Pakhi: oh... Tho jab bhi tum ghar aogi tho arthi utarni hogi kya..
Virat gives a killer stare...
Mohit: vahini hamesha thana marna kyu jaruri hotha hai aapko...
Sai: Mohit... Relax na... Aai please jaldi leke ayiye...
Ashwini brings the arthi thaal...
Sai: ha... Kaku Mansi bua aap aage ajayiye aur taal lijiye please...
They takes the thaal..
Sai calls "Dadaa... Ab aajayiye"
Everyone are looking for that person... Seeing Samrat everyone are overwhelmed... Had tears in their eyes except one... Yes PATRALEKA... She is shock... And thinks " Samrat.... Samrat vapas aagayaa... Ab .... Ab kya hoga... Mai kaise..."
She is interrupted by Kaku's call...
Kaku: yaha auo pakhi...
She goes and stands beside kaku kept staring at samrat and virat...
Samrat is so happy to see everyone but seeing pakhi he is filled with anger... Hiding from everyone... Sai and virat observed samrat's anger and pakhi's stare... Virat is not giving any attention to her... Samrat enters chauvan niwas after the rasam.... Takes blessings from all the elders...hug his aai wipes her tears... Hugs Mohit and karishma... Ask about tai..
Sai: Dadaa.. mai aapko batana hi bhool gayi... Tai ki shaadi hogayi hai... Aur das saal ki beti bhi hai...
Samrat: das saal ki beti...?
Sai: dada... Kaise kyu kya hua in saare prashno ko chod dijiye... Yeh baath mai sabko keh rahi hu... Aap sabke man mein kayi saare sawal honge... Jawab kyu doonde jab unka koyi jarurat hi na ho tho.... dada...Aap unse milna chahoge...
Samrat: ha sai... Bhilkul milna chahunga.... Matlab mai...
Mohit: Mama... Mama ho Dada..
Sai calls pulkit and asks to bring tai and harini to home the next day..
Shivani: samrat aur bhi jyada handsome hogaye ho tum...
Samrat: kya faidhaa maausi... Aapke kubsurthi ke samne mai tho pheeka pad gaya...
They all laugh... Samrat feels hungry and was about to ask for food..
Ashwini : dekho dekho.. kya layaa hu...bhook lagi hogi na meri Samrat ko..
Sonali: ho na vahini... Iski chehra shakal face se saaf saaf patha chal raha hai ki voh bhooka hai... Sai virat tum log bhi aao ... Khana ka lo
Sairat: ho kaku
Samrat: aap humesha samajh jaathi hai na mami... Isliye aap na ekdum dado sutto ho...
Karisma: yeh tho mera dialogue hai Dadaa...
Everyone smiles... But Pakhi is in her own world... She was planning to separate our Sairat and bring back her memories into Virat's mind... But now samrat came so this might be a hurdle for her plans.. virat observed her behaving weird and signs sai to have a look... As we all know sairat can speak through eyes... Virat is growing suspicious on pakhi's behaviour and sai is asking him to relax and enjoy the moment...
Bhavani: Samrat tum tho abhi tak apni patni se baat tak nahi ki... Bechari akeli reh gayi itne mahino se tumhare bina...
Samrat in mind: akele... Virat saath hai tho samrat kaha yaad ayega use...
But gave a small smile ....
Bhavani: patraleka yaha aa beta...ab tum akele nahi ho... bhagwan kare aaj se Aap dono ki jodi hamesha keliye banaye rahe... Vaise raath hogayi hai... Samrat jao aur aaram karo... Jao bacha.. patraleka kayal rakhna samrat ka
Samrat in mind: kayal... Huh... Abhi bhi shock mein hai ki pati vapas agaya tho virat se baat kaise karegi... Bechari...
Pakhi: ho badi mami...
Samrat leaves to the room followed by patraleka.. Mohit karishma and shivani Mansi bua also leaves..
Sairat were about to leave but stopped by Trimurti...
Virat is not looking at them
Sai: kya hua kaku... Kuch batana hai aapko?
Kaku: ha sai... Hum... Tumse maafi mangna chahthe hai...
Ninad: hum hamesha tumhe necha dhikane ki koshish ki aur tum humesha is parivaar keliye bhala karthi aa rahi ho... Maaf karde sai... Hum tumhe samajh nahi paaye...
Omkar: ha sai... Aaj Tak humne jo kuch bhi kiya hai sab Keliye maafi mangthe hai...
Bhavani: sai... Maaf karpana asaan tho nahi hai... Par ek mauka do thaaki hum par tumhe viswas hojaye
Sai: please aap maafi math mangiye... Aap bade hai... bade Maafi mangthe hue ache nahi lagthe...
Virat: (in angry tone)haa aur aise toh bilkul ache nahi lagthe...
Ninad: yeh.. yeh kya bhol rahe ho virat..
Virat: aap log maafi man se nahi mauke dekhkar maang rahe hai... Samrat vapas agaya hai... Uske samne aapka image kam na ho isliye aap sai se maafi mangkar sulah kar rahe hai... Hai na...
Bhavani: aisa nahi hai bacha... Hum dil se maafi maang rahe hai... Dil se sai ko apna rahe hai...
Virat: dikh raha hai... Before he speaks anything else sai stops him holding his arm...
Sai: (in a soothing tone trying to calm virat)bas... Bas virat sir... Shaanth ho jayiye.. itna gussa kyu kar rahe hai... Inhe dekhiye.. dil se maafi maang rahe hai aur aap hai ki...
Virat: sai... Tumhara dil bhohot saaf hai isliye tum inhe maaf karne keliye tayar bhi ho... Lekin jo chavi meine in logon ka banaya tha bachpan se voh toot gaya hai...ab Yakeen nahi kar pa raha...
He leaves
Ashwini: godu.. godu ruk tho ...
Sai: aai... Mai jaake baath karthi hu aap chintha math kijiye... Kaku baba Omi kaka aap logon ko maafi mangne ki koyi jarurat nahi hai... Aap se dil maafi maang rahe hai yeh aapke aankhon mein saaf dikh raha hai...yahi baath Virat sir ki tho mai samjadungi unhe... Bas unke baatho ko dil pe math lijiye please... Thoda vakth dedijiye aur dekhiye sab teek hojayega...
Ninad comes forward puts his hand on her hand and blesses her...
Sai leaves to the room...
Meanwhile in samrat and pakhi room:
Pakhi: aap teek hai na... Itne mahine kaha the... Ghar mein sabh chintha kar rahe the...
Samrat: tumhe yeh natak karne ki jarurat nahi patraleka.. mere samne tho bilkul bhi nahi..
Pakhi: natak?
Samrat: ha natak... Yeh care yeh baathe sab jhoote hai... Mai jaantha hu tumhara aur virat ka sach... Isliye mere aur se koyi dakalandazi nahi hogi tumhare life mein... Ghar valon ke samne manage karna padega... Aur voh bhi kuch din keliye...
Pakhi:kuch din... matlab?
Samrat: kuch nahi... Mujhe neend aa rahi.. he takes a pillow and sleeps on sofa..
Pakhi: yeh pehle tumhara kamra hai sofa pe sone ki jarurat nahi hai bed pe so jao mein sofa pe so jaongi..
Samrat: mein itna bhi pattar dil ka nahi hu patraleka..and he sleeps
Pakhi comes out of the room in anger and overhears the elders conversation from upstairs..Bhavani feels so bad and guilt is killing her from inside that she didn't see the goodness of this girl..sai.. She looses balance but sonali supports her...
Sonali: vahini sambhaliye kudh ko.... Aap kamjhor padengi tho kaise chalegaa...
Omkar: aur kya kar sakthe hai hum sonali... Humare vajah se baat itna bhad gayi ki ab virat ko hum par viswas hi nahi..
Ninad: hoga bhi kaise Omi... Galathi itni badi jo hai humari toh sazaa bhi badi hi hogi na... Humara gamand itna badaa tha ki hume us ladki me achayi kam bhurayi jyada nazar ayi thi... Gamand thodne keliye virat ka gussa hi sahi hai Omi... Vahini hum uska viswas phirse pa lenge... Koshish karenge...
Pakhi is outrageous now...
" Yeh sai tho sab ke dil jeet le... Ab sab milkar meri beizzati karthe rahenge.. mai aisa bilkul nahi hone dungi... Bilkul bhi nahi... Mujhe sabka viswas jeetna hoga aur pehla insaan hoga... Virat.... Tum mujhe mere memories ko itni asaani se bhool nahi sakthe... Tum dono ke rishtha thod ke rahungi mai..."
Sonali drops bhavani in her room makes her sleep... Sonali and Omi goes to their room..
In ashwini and ninad room:
Ninad folds his hands in front of Ashwini and says: bhohot chot paunchayi na maine tujhe... Maaf karne jitna chota nahi hai mera ghuna phir bhi sache dil se maafi maang raha hu ashwini... Maaf karde..
Ashwini with teary eyes..
Ashwini: nahi ninad... Aap sabko apki galati realise hui yeh kaafi hai mere liye... Mai aapko maaf kardiya hai... Aap bas virat ke man me phir se viswas jaga dijiye ki uske baba ab badal gaye hai...
They hug eachother
Meanwhile in Sairat room:
Sai: virat sir... Virat sir rukhiye tho... Aap kabse Gadchiroli superfast express ban gaye hai... Itna Theji se chal rahe hai..
Virat(with teary eyes): tumhe abhi mazak suz raha hai kya...mujhe lagtha yeh unka koyi naya drama hai... Phirse kuch badaa kardenge yeh log... Agar tumhe kuch ... Nahi nahi... Mai aisa nahi hone dunga..
Sai:(loudly) virat sir... Chup hojayiye.... gehri saans lijiye... Lijiye
Virat takes deep breath and relaxes a bit. Sai makes stressed virat sit on the bed and she kneels down in front of him holding his hands and says...
Sai: aap shaanth hojayiye... Yeh aap kya kya soch rahe hai unke baare mein... please itna math sochiye... Kuch galat nahi hone wala hai... Ek mauka tho dijiye unhe... Itna pareshan itna chintha kyu kar rahe hai aap...
Virat: kyu matlab sai... agar mai maaf kardunga tho phirse voh log tumse galat tareeke se baath karenge bhura bardav karenge isliye aisa rehna hi teek hai... Mai is baar koyi chance nahi le saktaa... Mai tumhe kuch nahi hone donga... Tujhe kuch ho voh bardaash nahi hoga mujhse...
Sai: virat sir... Shaanth hojayiye ... Please... mujhe kuch nahi hoga aap mere saath hai yeh poora parivaar mera saath hai... Viswas kijiye mera voh teeno dil se mujhe apnaye hai... Virat sir... Mereliye ek baar ek mauka dedijiye please...
Virat: nahi... Nahi ....
He gets more angry and sai hugs him to calm him down...
Sai: virat sir.... Please shaanth...
Virat hugs her back... Their hug gives them peace... Virat feels relaxed...
After they broke their hug Virat says..
Virat: sai... I love you....
Sai: I love too virat sir....More dhamaka to come.... Stay tuned... Thanks for supporting....
आप पढ़ रहे हैं
Ghum hai kisike pyar me❤️
FanfictionFocus on the journey of Sairat❤️ Journey from hatred to Love💘 Continuation is in Ghum hai kisike pyaar mein ❤️ part 2