First they planned to complete Godhbharayi and evening Sai's bday party will be there.....
Decorations are done....Everyone are getting ready.... Virat is sent to other room to get ready.... Pakhi and karishma are helping sai to get ready... After a while virat enters opening the door and adjusting his sleeves of kurtha....
Virat: bhabhi.. voh jeeva....
He looks at his wife and goes spellbound... He kept staring at his wife.....
Pakhi and karishma: uhmm...uhmmm..... Hum... Hai yaha par.....
Virat comes back to his senses and Sai smiles.....
Virat: voh uhm....
Pakhi: tum yaha kya kar rahe ho.... Tumhe bahar bhej diya na phirse kyu aaye ho yaha.... Mmm?
Virat: mai tho....
Karishma: arre bhabhi kaise sawal pooch rahe hai aap.... Virat dadaa tho apne pyaari patni ko dhekne aaye honge na....
Virat: lekin....voh....
Pakhi: vajah jo bhi ho... You are not allowed... Kamre aap hi ka hai... Lekin phir bhi not allowed....
Virat: par meri baath tho...
Karishma: ab koyi baath nahi sunenge... Aap jayiye dadaa....
Virat: shhh.... Meri baath tho sunlijiye.... Kab se bhole jaa rahe hai dono.... Mujhe bhi bholne ka mauka dijiye.... Bhabhi aapko jeeva bhula raha hai .... Samar Jidh kar raha hai kapde nahi pehan raha hai... Isiliye aapko bhulane keliye bheja hai....
Aur karishma tumhe bhi apne pyare pati dev bhula raha hai...
Yeh baath bholna tha... Lekin nahi... Mujhpar thaano ka barsath karna hai dono ko.... Abhi jaake bhol detha hu aap dono ke patiyo ki aap dono ne aane se mana kardiya hai....
Virat is about to leave....
Pakhi: rukho... Virat..... Hum jaa rahe hai....
Karishma while going....
Karishma: is baar tho aapko vajah mil gayi dada... Lucky fellow....
Virat: tu bhaag yaha se.... Jab dekho chidaathi rehthi hai....
Karishma: dado sutto... Mai jaa rahi hu...
Virat: haa jaa ab.... Bye.....
Karishma leaves.....
Sai sat on the bed laughing .... She was enjoying the entire situation....
Virat: bhohot mazaa aa raha hai na pati ko aise situations mein dekhkar
Sai: bhohooootthhhh....
Virat kept admiring her while she's laughing.... She saw him and stops her laugh....
Sai: aise kya dekh rahe hai?
Virat: iss hasi ko ek poora mahina miss kardiya maine.... Aaj dekhkar dil khush ho gaya....
Sai: kuch bhi...
Virat: sachi.... Tumhare chehre par smile dekhne Keliye mai kuch bhi karne keliye taiyyar hu.... Kyunki tumhare chehre pe yeh muskaan dekhkar koyi bhi apne gham ko bhulkar pal Keliye hi sahi apne chehre par bhi muskaan la detha hai... Aise muskan har kisi ka nahi hotha.... Tumhari smile na best hai... Matlab world's best....
Sai stands up and walks towards mirror....
Sai: bas bas.... Hogaya....
Virat: kamal karthi ho tum aurathe bhi.... Jab tareef karthe hai tho Lethi nahi... Aur jab nahi karthe tab tho gussa karthi hai....
Sai: jo bhi ho.... Voh chodiye... Yeh batayiye kaisi lag rahi hu....(looking at the mirror)Moti lag rahi hu na.... Chubby cheeks aagaye....
Virat goes to her and Kisses on her cheek..... Sai blushes for a moment and looks at him....
Virat comes from behind and places his hands on her shoulders....
Virat: bhohot pyaari lag rahi ho.... Bhohooootthhhh jyadaa.... Ek photo lu... Thaaki pari ko bhi patha chale ki uski aai kitni pretty lag rahi hai....
Sai: photo nahi please....
Virat: nahi... Mujhe tho leni hai.... Bas.... Please na Sai.... Wall of frames mein yeh photo bhi add karenge na... Please... Mereliye nahi tho... Pari keliye... Please...🥺
Sai: ohhhoooo... Aap na aise shakal math banayiyega... Meri hi trick mujhpar hi use karthe ho.... Convince karne keliye....
Virat: ab tumhara pati hu... Tho sangathi ka asar tho hoga hi.... Chalo ek pose dho....
Sai: kya pose dhu.... Mujhe nahi patha
Virat tells one pose and clicks a picture...
Virat: yeah.... Dekho tho kitna cute lag rahi ho... Beautiful picture....
Sai: dhikayenge bhi ya aap kudh ghurthe rahenge us pic ko....
Virat: ha yeh dekho....
He shows the pic... The pic is something like this( imagine Sai)
आप पढ़ रहे हैं
Ghum hai kisike pyar me❤️
Fiksi PenggemarFocus on the journey of Sairat❤️ Journey from hatred to Love💘 Continuation is in Ghum hai kisike pyaar mein ❤️ part 2