Sai attempted all the exams... While family used to support like I said in the previous chapter... She got her results also pretty good... Akhirkhar Sai tho smart hai... Top karliya.. Evening when she came back from college to home she informed these results to the family they felt so happy and proud as if it were her final exams....
Sai: arre aap itna kush ho rahe hai jaise ki yeh mera final exams hai aur mai doctor ban gayi...
Kaku: ha final exams nahi hai tho kya hua...(she goes near sai cupping her face she says..)
Sai... Bachon ki har ek jeet chahe voh choti ho ya badi unke parivaar valon keliye sabse badi vaali Jeet lagthi hai...
Unhe itna kushi milthi hai ki kya hi batau...
Ninad: aur hume tho pura yakeen hai ki tum aise hi khoob mehnath karke na ek din doctor ban jaugi...
Omkar: haa sai... Aur pehla ilaaj na dadaa ka karna... Kuch aisa karna ki yeh chup chup kar meeta khanaa bandh karde...
Ninad: Omi... Yeh kya bhol raha hai tu...
Ashwini: Ninad... Omkar kya bhol raha hai... Chup chupkar kha rahe ho.. voh bhi meeta...
Ninad: are nahi ashwini... Yeh mazak kar raha hai...
Kaku: mazak... Haww... Ninad joot kahe bhol rahe ho... Kal hi tho tumhari chori pakdi thi maine...
Sonali: haww.... Dada...
Ninaad: kya vahini kaha phasa rahe ho aap...
Ashwini: vahini ko kya bhol rahe ho ninad... Meri baat suno ab... Tumhare liye meeta bandh hai... aur sweets ki place bhi change kardungi ki aap kahi nahi dund payenge...
Omi: very good vahini...
Ninad: Omi.... Yeh sab tere vajah ho raha hai.... Tereko baad main dekhlunga
Omi: dekhlenge...
Sai: baba... Mai hu Na... (Winks and gives assurance that she will help in stealing sweets)
Ninad: haa... Meri Bahu meri saath hai tho aur kya chahiye... Jisko jo karna hai voh kare...
Ashwini: teek hai ji... Karlenge...Everyone laughs at this cute nok jhok
At the same time samrat and virat enters...
(Guys samrat joined police force... I don't have idea whether it's possible but in my story it's possible... But samrat and virat work in different stations of nagpur... Say like north and south stations of nagpur.... Think our Samy is also given ACP post for the experience and calibre he has..)
They saw everyone in happy mood...
Samrat: kya ho raha hai... Koyi kush kabar hai kya...
Mohit: ha dada... Sai vahini ne apne jo exams hue the usme top kiya hai...
Samrat: vah sai... Congratulations
Virat: pata tho tha yeh baat ki sai acha hi karegi... Phalthu mein itna tension ho rahi thi....
Samrat: voh tho hai...
Mohit: lekin dadaa apne tho ek badiya sa scene miss kardiya.....
Virat: acha kya hua tha...
Ninad: kahe Mohit... sabko dindora peetna hai kya...
Mohit: nahi kaka... Sabko kaha bata raha hu... In dono ko hi tho bata raha hu...
He narrates everything to Sam and Veeru...
Sam: are wah mama... Aap tho chuprustham nikle...
Ninad: aisa kuch nahi hai... Voh tho mai kabhi kabhi ....
Virat: patha hai baba ki voh kabhi kabhi kitne baar athi hai...
Ninad: virat tu bhi... Yeh ummedh nahi thi virat.... Ab tho mere team mein sirf sai hai...
Sai: ha babaa....
Omi: ha ha... Sai hi hai kyunki sai ne haami jo bari thi aapko meeta khilane ki...
Ninad: chup reh....
Everyone starts to laugh seeing these brothers fight ofcourse in a cute way ....
Mohit goes near samrat and virat and says in a low tone so that they could only hear...
Mohit: dada... Aaj yeh bhi dekh Liya sai vahini ke vajah se...
Kaun jaantha tha ki humare ghar ke bade jo humesha strict ghumthe phirthe hai... Veh bhi chote bachon jaise masthi karenge...
Virat: ha... Jaise humara bond hai vaise bhi inke hai... Bas chupake rakhe hai ya phir shayad hum bachon ke samne dikhana na chahthe ho...
Samrat: lekin sai tho sab ke andhar ki bachpana bahar laa degi... Sai such mein alag hai...
Virat: voh tho hai...
Veeru suddenly remembers a thing...
Virat: suniye suniye.... ek baat batana hai...
Kaku: bhol beta...
Virat: voh kal DIG sir unke wife ki anniversary hai tho veh ek party rakh rahe hai... (Hesitantly says)Hume invite kiya hai... Voh..
Kaku: ha patha hai... Tujhe aur sai ko invite kiya hai na... Tho jau na...
Enjoy karo...
Virat: thank you kaku... Samrat tu bhi aa raha hai na...
Sam: mai...?
Virat: ha... Tujhe bhi tho mila na invitation...
Samrat: (gabrathe hue)ha Lekin... Mai nahi aapaunga... Tum dono chale jau...
Voh kya hai na... Mera manali ka ek dosth mila mujhe... Kal uske saath ek plan banaya hai... Tho use Mana nahi kar sakhtha na ab....
Virat: Sai... Tumhe koyi problem nahi hai na aane mai...
Sai: mujhe kya problem hogi Virat... DIG sir itna help jo karthe hai mujhe humesha... Mai tho pakka chalungi...
Virat: teek hai phir...
After this everyone had great family time and had dinner together and went to have a peaceful sleep...
Next day:
It started off well... Everything went as per routine...
Evening(5:30pm)
In sairat room:
Remember they have to attend anniversary party...
Sai is getting ready and virat just came out of washroom and saw sai... She is wearing black saree and virat in black suit... (As per the theme)
आप पढ़ रहे हैं
Ghum hai kisike pyar me❤️
FanfictionFocus on the journey of Sairat❤️ Journey from hatred to Love💘 Continuation is in Ghum hai kisike pyaar mein ❤️ part 2