One fine night....
Sairat room....
After dinner...Sai is studying seriously.... Virat enters the room seeing her study without disturbing or distracting her he does his work...
They are completely involved in their works... once Virat finished his work he checked his phone and time is 11:45 pm... He checks sai... Sai seems to have shoulder pain... she is rotating her head right and left and also pressing her shoulders for relief...
Virat goes to her removes her hands and he starts to give massage to her... He gently presses her shoulders giving her so much relief...
Sai: aap so jayiye kal PS bhi jana hai na...
Virat: tumhe is halat mein dekhkar tho mujhe neendh bilkul nahi ayegi...
Sai... Ab so jau na itni stress kyu le rahi ho...
Sai: bas thodi der aur Virat... Yeh poora karlu tab so jaungi... Vaise bhi itna mehnat nahi kiya tho scholarship nahi milegi...
Virat: scholarship?!... Pehle ki baat alag thi ab alag hai... Ab humara ristha bhi deal vala nahi raha tho mai pay kar saktha hu na tumhara fees poora... Mai yeh nahi keh Raha hu ki mehnat na karo bas yeh keh raha hu ki itna stress math lo apna khayal bhi rakha karo...
Sai: mai samajh rahi hu... Lekin mai aisi hi hu... Scholarship se hi padungi... Bas.... Iska humara ristha se koyi lena dena nahi hai...
Virat: hmm... Tumse baathon mai koyi jeet nahi saktha... Tum aur tumhari self respect tumhi jaano... Aur yahi baat tumhe sabse alag aur khaas bana dethi hai Sai....
Sai looks back not by turning her head but by bending her backwards placing her head on chair...
She says so sweetly..." Love you 😘"
Virat kisses on her forehead and says " love you too"
Virat gets an idea ....
Virat: Sai... Tum padayi karo mai abhi aya...
Sai: kaha jaa rahe hai itni raath ko...
Virat: tum padayi par dyaan dho... Teek hai...
Sai😏 (slowly)kadoos Gabbar...
Virat: sunayi diya mujhe...
Sai bits her tongue and turns to study... Virat goes to kitchen searching for something.... Ashwini comes with a water jar...
Ash: godu... Itni raath ko kya kar raha hai yaha... Huh
V: aai correct time pe aayi hai aap... Aapki madadh chahiye...
Ash: aur voh kya hai godu...
V: voh aai... Thel garam karne mein madadh kijiye na...
Ash: ooooo.... Thel garam karna hai... Kyu bhai?
V: voh aai... Sai ko maalish dena hai... Isiliye...
Ash: mm... Patni ki seva karni hai... Chalo kaam pe lag jay...
V: ha aai... Sai bhahut mehnath kar rahi hai... (Excited)Dekhna aai voh aaba ka sapna jarur poora karegi aur top doctor banegi...
Ash: kya kaha tumne
V: sapna poora karegi..
Ash: arre nahi... Kamal ji ko kya bhulaya...
V realises that he called him aabaa...
V: aaba
Ash: aise hi bhulana sai ko acha lagega...
V: ho aai
They both do the work together...
Ash: lo hogaya...
V immediately tries to take the bowl with his hands in which oil is there...
Ash: ruk godu garam hai..
Before that he touches it a bit...
V: ouchhh...
Ash takes his hand and dips in water...
Ash: pagal hai kya... Itna bhi nahi patha garam cheezo ko directly haat mein nahi lete... Patha nahi kaise IPS ban gaya...
V: aai aap bhi.... Please na aai... Excitement mein bhul gaya thaa bas...
Ash:(mimicking him) excitement mein bhul gaya.... Ab jau patni ki ache se seva karna... Aur sambhalke ha.. thodi der rukhna thodi si garam kam ho jay tab maalish karna teek hai...
V: ho aai... (Kisses on her cheeks and kisses him on his cheeks too) good night..
Ash: good night bacha...
Virat leaves
Ash: Bappa... Inki jodi aise bhi pyaar se barpur humesha banaye rakhna...
Virat enters the room Sai is engrossed in studies that she didn't realise that he came in ... He waited for five minutes for the heat to reduce...
He then goes to sai close the book...
Sai: book kyu band kari...
V: sai bhohot pad liya... Kal subah uta dunga tab pad lena teek hai... Aab yaha aau baito(makes her sit on the bed and goes to bring the oil and pulls the chair nearby so as to place the oil bowl)
Sai: kya kar rahe hai aap... Virat... Kuch bholenge bhi ya nahi...
V: aaj mai is garam thel se maalish karunga tumhare in lambe gane bhaalon ka...
Sai remembers her aaba.. and gets tears in her eyes...
V: mujhe patha hai ki tumhe aaba ki yaad aa rahi hogi.. hai na?
Sai: haa... Ek minute aapne kya bulaya unko...
V: aaba... Aaba bhulaya kamal sir ko... Jab tum mere har rishthe ko apna sakthi ho tho mai kyu nahi... Mujhe yeh kabka bhulana chahiye tha lekin patha nahi kabhi bhula nahi paya... Patha nahi... Lekin aaj se aaba hi bhulaunga...
Sai: aaba bhohot khush honge...
Virat wiping her tears and says..
V: ab chalo aage mudo aur relax karo teek hai...
Sai: ok 👍
Virat applies oil and does maalish... She closes her eyes and feels so relaxed after such a long time... She felt so relieved from the stress that she fell asleep....
V: patha tha mujhe ki yeh so jayegi...
Virat makes her sleep properly on the bed and covers the blanket over her..
He goes to his side of the bed looks at her and places his hand on her head carresses her hair... And later he goes into a deep sleep....Next day morning.....
It's 7:30 am
Sai is still sleeping... Virat got ready and came downstairs for breakfast where all the family members have already gathered... He sat on the other side of the table facing kaku...
Kaku: Virat... Sai abhi tak nahi aayi... Teek hai na voh
Virat : ha kaku so rahi hai...
Ninad: abhi tak so rahi hai... Aise tho kabhi nahi hua... Clg Keliye der hojayegi na...
Virat: haa baba... Aaj chutti marlegi...vaise bhi voh kuch dino se jyada stress le rahi der raath tak pad rahi hai aur subah bhi jaldi ut rahi hai... Break tho bantha hai na varna sar fat jayegi uska...
Sonali: voh sab tho teek hai virat... Lekin uska aaj ka classes miss hoga tho kal keliye uska kaam karya work bud nahi jayega...
Virat: uska bhi solution hai mere pass... Ajinkya se baat karli maine aur voh botes de dega aur samjha bhi dega... Bas voh deri se ute...
Sai comes down hurrily...
Samrat: shiva tera plan choupat hogaya...
Virat: yeh ladki bhi na...
Sai: aai kuch khane Keliye de dijiye deri hogayi....
Pakhi brings a plate with chapathi rolled with curry stuffed in it ..
Sai: itna nahi chahiye bhabhi... Der hojayegi
Pakhi: chup... Yeh katam karogi thabhi yaha se jaa paugi.. samajhlaa...
Sai: haa...
Sai is stuffing chapathi in hurry to finish them.Virat is worried about her
Mohit: arre vahini... Dheere se...
She coughs and karishma hands her glass of water...
Mohit: bataya tha aapko... Aaram se khayiye...
Sai: deri hogayi tho...
Mohit: mai aapko drop kardunga aapko bus se jaane ki jarurat nahi...
Sai: pakka na...
Mohit: ha vahini mujhe vahi aspaas kaam bhi hai...
Omkar: sai yeh bata tu tho kabhi late se nahi ut thi tho aaj kaise late hogayi...
Sai: (pointing virat) inki vajah se...
Virat(shocked): mai.. maine kya kiya hai...
Mohit(teasing tone): ohhoooo dadaa...
Virat: chup kar kyaa ohoo ohoo... Aur tum sai maine kya kiya hai..
Sai: kya kiya hai... Mujhe itne ache sai maalish diya hai tho mujhe itni gehri neendh aagayi aur dekho der tak sothi rahi aur aapne kaha tha ki subah uta denge voh bhi nahi kiya aur alarm lagana bhi bhul gayi..
Mohit:(disappointed) ooo maalish...
Virat: haa maalish... chidane ka mauka chahiye... Aur sai kabhi kabhi na poora sentence bhol diya karo... Adhe se jaan nikhal jaathi hai...
Sai: hahaha... Very funny... aapne utaya kyu nahi... Aapke vajah agar mujhe der hogayi aur daant padi na tho.... Tho iski saza milegi aapko...
Kaku: ha ha milegi
Ashwini: jarur milegi...
Virat: kaku aai kya aap log bhi uska saath de rahe ho... Maine kitna acha plan banaya tha Ajinkya ko bhi bata diya notes banane keliye thaaki yeh aaram kar sakhe yeh tho meri baath sunthi nahi hai aur aap log bhi uske side le rahe hai ....
Sai: haa lenge mere side... Itna jalan kyu ho rahi hai aapko... Gabbar...
Virat: Gabbar?! Seriously sai...
Everyone at a time in shock with the name says: "Gabbar!!??"
Sai: haa inka naam hai... Gadchiroli mein inhe dekhkar hi rakh diya tha maine Gabbar...
Virat: yaar sai sabke samne bhulana jaruri tha huh!???
Sai: kyu.. aapko kya... Yahi bhulaungi aapko ab Gabbar... Gabbar... Gabbar...
Everyone are trying hard to control their laugh...
Sai thanks pakhi for the breakfast
Sai: teek hai phir... Chale Mohit...
Mohit: ha vahini... Chalo...
Sai: bye bye bye.....(taking long pause)... Bye Gabbar...
Virat stands up and she runs away...
Seeing this everyone started laughing hard really hard...
Virat: aap sabko hasi aa rahi hai?
Kaku: aur kya kare virat... Gabbar...hahahha
Virat: kaku😔
Ninad: acha acha sry... Koyi nahi hasega koyi nahi... Shhh
All stops laughing...
Virat: aai aur milega khane Keliye...
Ashwini: ha Gabbar... Shh shh.. sry sry virat...
Virat: aai...
Then again everyone starts laughing... Even he starts to laugh...
Pakhi serves him chapathis...
Virat(Hesitantly says): thanks bhabhi...Hope you guys like it... Thanks for supporting and keep supporting.... Thank you for your lovely comments...
आप पढ़ रहे हैं
Ghum hai kisike pyar me❤️
FanfictionFocus on the journey of Sairat❤️ Journey from hatred to Love💘 Continuation is in Ghum hai kisike pyaar mein ❤️ part 2