EK waqt aaega
Jab zindagi tumhari dosti
Tumse karwaegi
Aur us din k baad
Duniya Mai tumhe koi pasand nahi aaega
Yaad aaegi bahuto ki
Aur Sabse pehle uski
Jisne yeh duniya mai sukoon laaya tha
Is zindagi ko swarg banaya tha
Iss jaan mai jahan daala tha
Aur Mujhe apna banaya tha
Koi nahi,
kabhi uski yaad mai
Kabhi uski pyaar mai
Kabhi uski khusi mai
Kabhi uski gam mai
Kabhi uski zindagi mai
Has aur roo lia karenge
Aur ese hi yeh khud k pyaar mai
Usse bhi pyaar karne k jagah banakar
Mann mai bassa lenge.
