Chapter 15

446 67 5
                                    

Subah hote hi Mahir ready hokar kitchen mein jata hai toh.. wahan Bela ne already breakfast bna diya tha!! Bas bread butter!!!
Mahir hairaani se - yeh kaise huya?🍞🍞
Bela - mujhe neend nahi aayi.. toh maine uth kar yhi bna diya..
Mahir - poori raat??
Bela haan mein jawaab deti hai..
Mahir hairaani se - koi wajah?
Aur Bela, Mahir ko preshaan karne ke lehze se.. uske kareeb aakar khadi ho jati hai..
Jisse Mahir ki heart beat tez ho jati hai..
- kyon ke raat tum jo nhi the... mere sath!!
Aur Mahir usse thoda door hokar khada ho jata hai!!
Bela hasne lag jati hai...🤭🤭
-itna kyu darr rahe ho.. parso toh bda..
Aur Mahir beech mein hi bol deta hai - stop... please yaar Bela... not again!!!
Bela - nhi main toh.. casually hi bas...
Mahir - casually bhi mat kaho!! Mujhe uncomfortable feel hota hai yaar...🙍‍♂️
Aur Bela uske gaal pakad kat kheech deti hai.. - kitne cute ho yaar tum!!!
Mujhe umeed nahi thi.. ke tum itne zyada pyare ho!!!
Mahir uska bnaya breakfast khana shuru kar deta hai!!!
Bela - vaise Mahir...
Tum kal vo different ka pooch rahe the na!!
Mahir - nhi.. mujhe answer mil gya tha..
Bela smile karte huye - yes.. you a different.  I mean I like you. Not that way!!!!
But...
But you are such a cute Guy...😘
I like your sense of humor...
You are so innocent.
Mahir ko yeh sunne ki umeed nhi thi...
But ab sun hi liya toh vo boht khush ho jata hai..
Bela - and.. please... sapne mat dekhne lag jana!!!
Mahir - nhi.. bilkul nhi...
Aur vo apne office ke liye nikal jata hai...
Aaj uske chehre par badi si smile thi..
Mahir ko realize hone lag gya tha usse Bela se pyar ho gya hai... usse first din hi usse pyar ho gya tha par bas samjhne mein der lag rahi thi..  abhi bhi vo confuse hi tha ke vo Bela ki or itna kyu kheencha chala jata hai...
Jitnq vo try karta hai door rehne ki utna hi dil se vo paas aana chahta hai..
Bas keh nahi pata... kyon ke usne shareef bhi toh dikhna hai😂
Bela again ghar pe akeli ho gyi thi.. vo bhi bas mind mein soch rahi thi ke mostly ladke girls ke paas iss liye aate hain.. because they want s*x but!!!
Mahir aur usmein toh sab ho gya tha.. ab Mahir kyu uske sath hai??

Strangers (Behir)Where stories live. Discover now