Chapter 39

360 59 4
                                    

Hiba hairaani se poochti hai "are you kidding me..... Mahir??"
Mahir - what??
Hiba - she's just kissed you!!!
Like seriously!!
Mahir - so??
Hiba - tumahare chehre par koi shikan nahi?
Mahir - han... because she's Bela!! Boss ki beti!!! Aur yeh usne pehli baar toh kiya nahi!!
Hiba hairaani se "han... boss ki beti hai toh kuch bhi karegi?? aur tumhe koi farak nahi pada?? "
Mahir - kyu??
Hiba - dude she kissed you, on your lips, in front of everyone!!! Why don't you react???
Mahir ko Hiba ka itne sawaal poochna acha nahi lag raha tha!!! "Listen Hiba!!! She Kissed ME....... not you!!!! So don't react too much!!! "
Hiba - toh main bhi kiss kar deti hoon... tumhe kaun sa farak padta hai???
Mahir peeche hote huye - excuse me!!!
Hiba - what??
Mahir - tum mujhe kiss kyu karogi??
Hiba - toh Bela ne tumhe kiss kyu ki??
Mahir - because she kissed me before!!
Hiba - so?? Mahir koi sense wali baat karo!!!
Mahir, usse apne aur Bela ke bare mein kuch bhi batana nahi chahta tha!!! Iss liye vo stupid se reply de raha tha!!! Par Hiba toh CID karne lag gyi thi.... aur vo baat khatam karne ke chakkar mein apna character bigaad leta hai...
Mahir chidte huye - listen!!! I love the way when she kissed me for the first!!! And I have a kind of little crush on her!!! So I don't mind if she kisses me again... try to understand.
Hiba ko yeh sun kar bilkul bhi acha nahi laga - aur uss ladki ka kya? Jisko tum pyar karte ho??
Mahir - han toh usse pyar karta hoon!!! Yeh toh crush hai!!!
Hiba chidte huye  - seriously Mahir?? Mujhe tumse yeh umeed nahi thi!!! Tum sabhi ladke ek jaise hote ho!!! Aur vo bina coffee piye wahan se chali jati hai...
Mahir usse rokne ki koshish bhi nahi karta!!!
Aur tabhi uski Nazar Bela par jati hai jo doosre customers ko coffee serve kar rahi thi.... Mahir usse dekhta hai.... jaise hi Bela andar jati hai vo bhi uske peeche chala jata hai...
Aur side par bane staff bathroom mein, Bela ko kheench kar usse andar se band kar leta hai...
Bela ko iski umeed nahi thi.... usse lag raha tha ke Mahir gussa hoga!!! Uss par chillayega!!! Par usne toh opposite kiya!!!
Mahir - ab kiss kyu ki tumne?? Aur tum Hiba ko kaise jaanti ho?? Aur yahan kya kar rahi ho??
Bela khushi se  - toh tumne mujhe maaf kar diya?
Mahir - nahi.... jab tak tum mujhe apne bare mein nahi batati, tab tak koi maafi nahi!!!
Bela - ohhhhh shit!!!!
Mahir - what??? Batao???
Warna main chala Hiba ke peeche!!!
Bela haste huye - ohhooooo uske peeche mat jana!!! Koi aur dekh lo!!!
Mahir - tumhe kya dikkat hai?
Bela - vo achi ladki nahi hai, tumahare liye!!
Mahir - ab aap chose karengi?? Yeh sab??
Bela - han...
Mahir - batao??? Jawaab dogi??
Bela - okay!!! I'll par ab nahi!!!
Mahir - toh kab??
Isse pehle vo usse kuch aur bolta Bela usse dubara kiss karti hai... iss baar Mahir usse peeche nahi hata-ta!!!! Uske hath seedha Bela ki kamar par aa jate hain... aur Bela ke hath Mahir ke chehre par.... there are kissing so passionately....
Aur door par ek knock hota hai!!!
Mahir aur Bela wahin rukk jate hain...
"Anna, thoda time lag jayega!!! Aap 5 mintue baad aana!!" Said Bela!!
Aur vo dono chupte-chipate wahan se nikal jate hain... aur seedha Mahir ki car mein baith jate hain...
Mahir haste huye - mere ghar ya tumahare??
Bela - tumahare!!!
Aur vo drive karna start karta hai....
There hearts, body and everything craving for feeling each other's soul!!!!!
Mahir ke ghar jaate hi....

Strangers (Behir)Where stories live. Discover now