Na jaane kitne beej boye,
Kuch mitti mein
dabkar hi sookh gaye.
Kuch ankur bankar phoote bhi,
Par dekhkar dhoop rooth gaye.Jo ziddi the woh datte rahe,
Ek umeed ki tarah badhte gaye.
Ek beej se patti bane,
Patti se phir paudhe saje.
Ek tezz hawaa ka jhonka aaya,
Kuch nazuk paudhe toot gaye.Aayi phir jab basant reetu,
In phoolon mein
kuch paudhe lage.
Par woh phool nikle kamzor,
Khilne se pehle hi murjha gaye.Pal bhar mein duniyaa mein kitna kuch ho jata hai na. Humesha behti nadiyaan, jharne, baarish, upar udte aawara badaal, saamne uthti dhund, kahin naya aagaaz, kahin purana anjaam. Sab apni raftaar se chalta rehta hai. Shayad zindagi ka mazaa yuhi chalte rehne mein hai. Kyuki zindagi kabhi rukti nhi, bas chalti rehti hai. Sameer Naina ki zindagi ki tarah, par kya woh vakai chal rhi thi?
In morning, Sameer was sitting in the garden of the house with his eyes closed, Naina comes and sat besides him. While looking and then caressing his wrinkled face, a drop of tear falls from Sameer's eye. But before it could vanished completely, she places her lips on it and sucks the drop. On opening his eyes, he held her hand tightly in his grip.
Naina- Main kahin nhi ja rhi, jo itna kaske haath pakda hai. Ab kya bas aise hi dekhte rahoge, kuch kahoge nhi.
Sameer- Peeche baj toh raha hai tumhara Radio..sab kuch toh keh rha hai.
He rotates the volume knob of radio to its right and increases the volume.
Yuh to akela hi aksar..gir ke sambhal sakta hu main,
Tum jo pakad lo haath mera.. duniya badal sakta hu main,
Maanga hai tumhe
duniyaa ke liye,
Ab khud hi sanam
faisala kijiye.
O mere..dil ke chain
Chain aaye mere dil ko
duaa kijiye.He picks up the newspaper but gets blank on recalling that miserable day.
Naina- Kya hua Sameer.
Seeing the advertisement scene of an old man with his child sitting on the shoulders, she understood.
Naina- Father's Day.
Sameer- Aaj hi ka din tha na Naina..dekho ek saal ho gaya. Kaise guzara humne yeh waqt ya phir yeh kahe ki kaata.
Flashback starts.
Sameer- Naina main kya keh rha tha, Samose toh bana hi rhi ho..saath mein Imli ki chatni bhi honi chahiye na.Naina- Imli ki chatni.
Lo pakdo kadchi, tum samose fry karo, main chatni banati hoon.Sameer- Meri?
Naina- Imli ki..mere Buddhu.
Sameer- Aaj badi jaldi maan gayi.
Naina- Aaj tumhara special day jo hai. Aur phir chatni ke bina samose ache nhi lagte.
Waise tum ache Retire hue ho Office se, mera kaam badh gaya hai. Roz nayi nayi farmaiyshe. Kabhi yeh, kabhi woh.Sameer- Ab Retire toh hona hi tha na, humare bacche jo bade ho gaye, shaadi ho gayi hai ab unki. Ab se sab zimmedariyaan unki. Aur phir bahut kar liya maine vyapaar, ab se karuga sirf pyaar hi pyaar. Wah..kya rhyming hai.

आप पढ़ रहे हैं
𝐓𝐄𝐑𝐄 𝐋𝐈𝐘𝐄
FanfictionTERE LIYE - A Love saga; a story that binds two souls. When a person become part of your dreams, when in all your prayers your beloved resides, and with every shooting star you wish to be together, then you are intoxicated by love. When you finally...