KARISHMA'S PAST (phase 2)

701 149 41
                                    

The days were passing, and with every passing day ks was getting more close with ammi and hm..

One evening ks and hm were returning from their duty , there was some problem with hm's bike ,so ks said she will drop hm. So both were in jeep.

hm was driving and ks was sitting beside hm.. hm wanted to say something to ks but was getting afraid..

Hm(in mind): kahu yaa nahi?? Kehdeti hu.. lekin agar maddamsir ko gussa aagaya toh.............. Nahi aaega gussa , jacket bhi toh pehenliya tha na unhone..... us time par bhi sabne aise hi daraya tha lekin kuch nahi hua tha . .. boldeti hu kuch nahi hoga. Lekin mp aur ss ne sab kuch bataya toh hain mujhe ki maddamsir apne birthday ke naam se hi irritate hojati hain.......... 😤kyaa zaroorat thi mujhe cake laane ki .......ek kaam karti hu pehle sirf wish karke dekhti hu. Agar unhone gussa nahi kiya toh cake ke baare me soonchungi lekin agar unhe gussa aaya toh cake ka naam bhi nahi lungi..

Ks observed that hm was lost in her thoughts and asked her kya hua hm?? ..........................hm immediately replied happy birthday maddamsir...By listening to it ks closed her eyes and leaned to the back of the seat and thought kyaa karu mein aapka hm .. jo cheez nahi karna hota aap wo kar ke hi rehti hain...

Hm: kya hua maddamsir?

Hm: maddamsir kya hua? Mp ne bataya ki aapko aapka bd nahi pasand hain.. aapne sabko mana kiya hai bd par wish karne se..
Hm said it while driving..

Ks(in mind): matlab sab kuch mlm rakhte hue bhi hm ko apni hi karni hain...
Then she gasped and said, gaadi rokiye hm ..

Hm: kya hua maddamsir?

Ks: gaadi rokiye bolti hu .
They were on a bridge 🌉. Then hm stopped the jeep.. ks came out of the jeep then hm parked the jeep aside and went to ks..

Ks was standing by catching the railing of the bridge ..

Hm: kya hua maddamsir?

Ks: CAN I EVER RETURN BACK haseena malik??
She said it while looking downwards from the bridge..

Hm asked confusingly.....Maddamsir.... Mein kuch samjhi nahi...

Ks: aapke man me bohot saare sawaal hain na hm? Mein aapko bohot ajeeb lagti hu na ? Bilkul bhi normal nahi lagti hu na ? Iske peeche ka reason janna hai na aapko ? Aaj mein aapko aapke sab sawaalo ke jawaab dungi...

Iska reason mera childhood hain ,mera childhood bilkul bhi normal nahi tha hm.. Mein apne mama ke ghar par rehti thi .. waha mujhe koi pasand nahi karta tha.. har koi nafrat karta tha mujhse .. koi mujhse pyaar nahi karta tha .. mere zara si galati par bohot maarte the mujhe, ..

Hm: lekin kyu maddamsir sir... Aap ke....
But was cut by ks.
Ks: aaj saare sawaalo ke jawab miljaayge aapko hm , thoda patience rakhiye aur mujhe bolne dijiye...

Hm: ji maddamsir...

Ks: Har ek bache ko poora saal apne bd ka intezaar rehta hain.. har koi wait karta hain usdin ka .lekin mera case alag tha hm.. mujhe apne bd ke naam se bhi darr lagta tha.. jab mera bd khareeb aata tha,tab haath pair kaapne lagte the mere... Mera bus chalta toh mein usdin ko calender se hi nikaal deti..

Hm: 😳

Ks: mujhe maar toh har rooz hi padti thi , maar khaana mere liye naya nahi tha .. lekin bd ka din alag hota tha. usdin bohot special treatment milta tha mujhe.. usdin mujhe maarne ke liye unhe meri koi galati karne ka wait bhi nahi karna padta tha.. bus meri shakal dekhna hi kaafi hota tha..
Phirr kya...... usdin toh mera saara jism Dard hojata tha.. aisa koi part nahi bachta tha jaha par mujhe maar na padi ho...

Bd ke din har kisi ko gifts milte hain na , mujhe bhi milte the.. aapko yaad hai.. jab meine aapke ghar breakfast kiya tha tab mein roone lagi thi .. uski wajah batati hu aapko .

IS RETURN POSSIBLE ?Where stories live. Discover now