DOSTI (phase 2)

643 141 69
                                    

Ks: koi sawaal baqi toh nahi rehgaya? She started thinking 🤔..

Haan aapka ek sawaal abhi bhi rehgaya hain..

Mere siblings aur mere parents..

Mein bohot choti thi hm, jab mere parents ka divorce hogaya tha , aur meri maa mujhe lekar mama ke ghar aagai thi. Aur phir meri maa ki bhi death hogai. Meri maa ko toh meine photos me dekha , lekin mere papa kon hai mujhe kuch nahi pata, unka naam tak nahi pata .. mere paas apne maa baap ki koi bhi memory nahi hain . Kuch bhi yaad nahi hain mujhe ...

Lekin kisi aur ke memories hain mere paas

Hm: kiske memories maddamsir?

Ks: kisi ladki ki.....mujhse kuch saal badi hogi.. wo ladki mere saath khelrahi hain,mera qayaal rakhrahi hain, mujhe kapde pehna rahi hain, nehlarahi hain .. mujhe nahi pata wo kon hain. Lekin bus wo ek shaks ki memory hain mere paas.. mere maa baap ki nahi hain lekin us ladki ki hain.

Aur jab bhi mere uncle, aunty mujhe maarte the, wo ladki mujhe yaad aati thi.. use kis naam se bulao saamj nahi aata tha... Lekin dil chahta tha ki mein us ladki ko yeh sab bataau.. usse kahu ki mujhe yaha se lekar jaae...
Jab bhi wolog mujhe maarkar chalejaate the na, tab mein neeche floor par rehti thi, aur uth bhi nahi paati thi .tab mujhe wo ladki yaad aati thi.. Mujhe pata bhi tha ki mein kise yaad karrahi hu.. lekin jab bhi mujhe dard hota tha tab mujhe wo ladki yaad aati thi. Shayad mera koi strong connection tha us ladki se jo mein use kabhi bhula nahi saki...

Hm: ji maddamsir, koi bohot strong relation tha hoga aapka us ladki se .. kyuki aapko apni maa bhi yaad nahi nahi hain lekin wo ladki yaad hain.....
Aur kuch yaad nahi maddamsir aapko?

Ks:Aur ek memory mujhe ache se yaad hai, mein bohot choti hu... mujhe koi kaanta laggaya hain,,toh wo ladki mere us chote se ghaav par bohot zyaada pareshaan hogai hain, roorahi hain.. meri patti karrahi hain..

Ks: lekin mujhe sabse zyaada usi par gussa hain hm. Kyu ki mere paas jitne bhi memories hain us ladki ke, unsab me wo mujhe pyaar karrahi hain. Qayaal rakh rahi hain.. mere zara si takleef par pareshaan hojati hain.. lekin jab mujhe uski sabse zyaada zaroorat thi Tab wo mere paas kyu nahi thi?? Jab mujhe utna zyaada maar padhrahi thi tab wo kaha thi ?kya karrahi thi? Mujhe kyu akele choddiya? Kyu mujhe waha se nahi nikala ?

Hm: maddamsir unki koi majboori rahi hogi..

Ks: aisi bhi kya majboori hm. Agar mujhe wo ab mili na..toh mein bilkul bhi baat nahi karungi... Kabhi maaf nahi karungi...

Hm: 🥺🥺 hmmm... pata nahi aapne itna sabkuch kaise bardarst kiya?? Agar aapki jagah koi aur hota toh kabhi nahi karpaata ..
Hm said it with tears in her eyes...

Ks: Aapne usdin shaayri ki thi na hm , "ek baar haath thaam kar toh dekho"

Ks forwarded her hand and said
Thaamna chahti hu mein aapka haath hm... Zaroorat hain mujhe aapki..

Then immediately hm also forwarded her hand and both of them did their legendary handshake..

Then ks hugged hm and said aap kabhi dhoka toh nahi dengi na hm?? To which hm replied, "ek baar haath thaam kar toh dekho , hum jaan dedenge lekin dhoka nahi" by listening to it,ks started crying and hugged hm more tightly..

Then after sometime they broke the hug ,hm said ek min rukiye maddamsir mein abhi aati hu.. then hm went and removed the cake from the jeep and kept it on the jeep's bonnet. By seeing it ks went there and said aapne yeh kab liye ?
hm: Shaam ko hi khareedliya tha meine ,lekin dene ki himmat nahi aarahi thi..

By listening it ks laughed 😂 and said ab aagai himmat?

Hm: haan aagai 😅

Then she came close to ks , kept hands on her shoulder and said "yes you will return back maddamsir" .. you will soon come out of your past . And i will bring you out of it.. . Your past can no longer haunt you.. And from today you are going to begin a new journey, and i will be with you in it.. And no matter whattt, i will never leave you..

Then ks got tears in her eyes, then hm wiped those tears and said no maddamsir, ab aur nahi...bohot rooliya aapne.. abse no more tears ..
Ab mein aapko aur nahi roone dungi..
Ks: 🥺
Hm:chaliye maddamsir ab aap cake cut kijiye.

Phir ks ne cake cut kiya aur pehla piece hm ko khilaya aur kaha ki yeh hamari dosti ke naam hm.. phir hm ne bhi ks ko cake khilaya ..

Then both of them sat on the bench by holding their hands .

Hm: mein waada karti hu maddamsir aapse, mein kabhi aapko nahi chodungi .. aur aapko aapke past se bahar nikalungi .

Ks: mein bhi waada karti hu hm, mein bhi aapko kabhi nahi chodungi.. chahe jo hojay ...i will always be with you... aur jab bhi aapko meri zaroorat hogi tab aapki ek awaaz par aapke paas aajoungi..

And this was the begining of their friendship..... kaisi lagi friendship comments me batana ....

MAYA'S ROOM:

The cupboard was opened and it was filled with albums , video tapes..
Maya was sitting down on the floor near the cupboard and was holding an album in her hand .

Maya was looking at the album which had a photo of maya with a little girl. Then she touched the little girl in the photo and said KRISHU it's been years but even today, the pain of separation is still fresh in my heart.... Tears were rolling from her cheeks and were falling on the album...

Target 80 votes 30 comments..
Agar bonus chahiye toh comment karo aur ache solid comments hone chahiye ....

IS RETURN POSSIBLE ?Where stories live. Discover now