187. Anuseena patchup

941 97 121
                                    

Here after reaching the home Hm went in room, first she remove ansh all clothes check whether he get hurt or not.

Hm- allah ka lakh lakh shukar hai hamare bete ko kuch nhi hua..( emotionally)

Ammi, kavya and Anu standing outside seeing this.
Anu- Haseena kuch jyda hi pareshan ho rahi hai...

Ammi- abhi maa Bane huye time hi kitna hua hai 2 mahine bhi nhi huye apne bache ki fikar toh lagi rehti hai na, or aaj jo bichare ansh ke sath hua, itna chota hai...

K- esa karte hai kuch der Haseena ko ansh ke sath akela chod dete hai uske baad baat karenge...

Ammi- hmm chalo...

They went in kavya room.

Here Hm apply a cream on ansh body so if there is somewhere pain it goes then wear him clothes.
Hm- hamara baby dar Gaya tha na, ab aage se esa kuch nhi hoga..(keeping him on her chest and patted his back so he can sleep) hamari aankho ke samne se ab tak vo nazara nhi gaya...

Soon Ansh sleep on her chest only and she also sleep..

Here when ammi, kavya and Anuradha come back to see her, they smile to see the scenario.
Ammi- kavya jara ansh ko bistar par sula de...

K- ammi ansh ko liya toh Haseena ki neend Tut jayegi ye sochkar ki uska bacha kon le Raha hai...

Anu- haa nhi toh ye jhatke se uth jayegi...

Ammi- haa sahi khe rahi ho tum dono...( Ammi caressing Hm hairs and kiss on her forehead)

They went out ammi is handling khushi and bhaskar is sitting beside her and playing with khushi while kavya and Anu is preparing lunch.

K- ammi khana tayar hai aa jaiye..

Ammi- thik hai tum lagao hum Haseena ko jaga kar aate hai...

K- ji..

Ammi went to room to wake Haseena.
Ammi- Haseena beta uth ja khana kha le..( caressing her hairs)

Hm- hmm ammi uth rahe hai...

She wake and see her child who is sleeping peacefully she kiss on his forehead.
Ammi- ansh ab bilkul thik hai apni maa or parivar ke sath hai isliye jyda pareshan mat ho or yaad nhi hai Anu ne kya kaha tha jab tak vo hai tum dono par aach nhi aayegi balki uske rehte kisi bhi parivar vale par aach nhi aane dega..

Hm- hmm...

Ammi- baat toh or bhi karni thi tujhse chal phele khana kha le, vase bhi aaj der ho gayi hai...

Hm- ji ammi...

She come out with ammi, all have lunch. After lunch Hm breastfeed ansh, Anu also feed khushi.

All are in Ammi and Hm room ansh and khushi laying on bed while bhaskar playing with them..

K- bhaskar aaram se khelna apne bhai bhen ko maar mat dena..

B- ha mumma tenchon ( tension) mat lo...

Hm- acha ji tension bolna bhi Sikh liya...( Smiling)

B- mujhe chhab aata hai...( Proudly)

Ammi- acha chalo bacho ko khelne do, Haseena tu bata esa kya jhagda ho gaya tumahara, vaise toh tum pati patni ke bich ki baat hai lakin ab sabke samne aa gayi isliye puch rahi hu..

K- haa haseena itna kya naraz jo aaj itni badi baat ho gayi uske baad bhi esi narazgi...

Hm- ab sabko pata chal gaya hai toh bata hi dete hai...( She tell about that..)

Ammi- kya hoga haseena shadi ke itne time baad bhi esi baat par naraz ho gayi, jo ki Anu ne mazak me kahi hogi.

Hm- ammi aap toh bas unki hi side leti hai.( with frown face) chahe unki kitni bhi galti ho aapko hum hi galat lagenge...

Anuseena- Stranger to lovers IIजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें