Continued...
In kitchen...
K- Haseena laa rotiya mujhe de mai le jaati hu...Hm- nhi bhabhi aap jaiye khana khaiye na ab toh ho gaya, Anu tu bhi jaa bas thoda bacha hai..
Anu- lakin...
Hm- agar aap dono gaye nhi na toh hum baat nhi karenge...( fake seriousness)
K- acha thik hai...
Kavya and Anu left from there followed by Hm, she serve food to all..
As- kya baat hai aaj toh palak paneer, jeera aalo bane hai...( rubbing his palm)
Hm- aap sab khaiye hum or rotiya laate hai...
Maa- Haseena ansh or khushi ke liye kya banaya hai...
Hm- maa khichdi hai na usko garam karke or thoda patla karke ke laate hai dono ke liye....
Soon she bring khichdi for ansh and khushi...
K- bhaskar beta dhang se beth kar Khao...B- aul nhi khana...
Maa- khaya hi kitna hai beta tune...
B- baad me...
Ammi- kavya baad me khila dena isse..
Hm- le Anu khushi ko khila de...( while sitting beside As and giving bowl to Anu)
Hm- laaiye Anubhav ansh ko isse bhi khila dete hai...( smiling)
As- hmm..ansh chalo mumma ke pass jao...
But ansh is not going to his mother make frown face,which make her sad. As forcefully give him to Hm then he start crying, he again take him..
As- acha chup ho jao, laaiye Haseena hum hi khila dete hai...Hm- hmm..( sadly look at her child)
After lunch In Anuseena room...
Hm- bhabhi, Anuradha aap dono ko change karne ke liye kapde de de..
Anu- mai layi thi change karne ke liye..
Hm- aapko de dete hai bhabhi..
K-rehen de thik hai..
Hm- koi nhi change kar lijiye acha lagega....
K- thik hai toh koi kurti or legging de de...
She give her clothes then went to Washroom to change clothes...
She come in room see kavya is not there...
Hm- Anu, bhabhi kaha gayi...Anu- vo niche gayi hai khe rahi thi guest room me change kar lengi or bhaskar ko dekh lengi usne khana nhi khaya tha na...
Hm- acha...
Anu-Haseena mai teri ye vali saree phen kar dekh lu...
Hm- haa phen le lakin kyu phenni kyu hai abhi toh tune change Kiye hai...
Anu-phela ye mujhe ye simple si saree bhut achi lagi soch rahi hu le lu esi toh Teri phen kar dekh leti hu kaisi lagegi dusra ye ki abhi jiju aayenge or unhe toh pata hai ye saree tune pheni thi toh dekhte hai vo kya karte hai phechan paate hai ya nhi...( with naughty smile)
Hm- rehne de hum hai soch kar kabhi kuch kar de unki aadat hai jab bhi humara chehra dusri tarf hota hai toh aake hug kar lete hai or uske baad..( in flow flow )
Anu- ohh ho...( with teasing tone)
Hm- nhi vo...( Blushing)
Anu- ab toh bol diya, chal dekhte hai na agar kuch karne vale honge mai khud mud jaungi or tu bhi yahi hogi na...
आप पढ़ रहे हैं
Anuseena- Stranger to lovers II
Romancethis is next part of my first story of Anuseena- Strangers to lovers, first read it then come to it from 1to 175 parts there and after that here...