240. Trouble

789 103 277
                                    

Continued from previous part...
Maa- Mausi ji aap sabse mil li, karishma se or uske parivar se, ye Haseena ki maa hai Salma ji..

Ammi- namaste mausi ji...( She touch her feet)

Nani- sukhi raho, aapko mere paer chune ki jarurat nhi thi aap toh samdhan hai...

Ammi- aap samdhan ji ki mausi ji hai umar me humse badi hai toh aapka ashirwad Lena toh banta hai naa...

Maa- or ye Haseena ke chacha chachi hai...

They also greet her and take her blessings...
Nani- khushi huyi aap sabse milkar...

Ammi- chaliye samdhan ji ab hum bhi chalte hai...

Mh- haa aagya dijiye...

Maa- Haseena beta vo de saman....

Hm- ji maa...

Hm bring some gifts and sweet..
Ch- are samdhanji itna kuch, nhi nhi hum ye nhi le sakte beti ke Ghar par toh dene ka hak hota hai lene ka nhi..

Maa- ha lakin aapne phele bhi kitna kuch Diya tha or aaj bhi, rishta dono taraf se hota hai or jyda kuch nhi hai..

Hm- chacha ji Chachi ji le lijiye or Mansi toh humse choti hai na...

As- ha or hum sabka pyar samjh kar hi rakh lijiye...

After that ammi and chacha chachi left...

As- Nani ji or batiye kaisi hai aap, lagta hai aap hume bhul hi gayi hai...

Nani- mai bilkul thik hu or tujhe kaise bhul sakti hu tu toh ladla hai mera...

Maa- Haseena jaa mausi ji ke liye chai bana de or nashte ka intezam kar de...

Hm- ji maa..

Suddenly Ansh start crying who is in maa arms, Hm take him in her arms.

Hm- kya hua ansh..,( pacify him) shyad bhut lagi hogi, An.. hamara Matlab hai Ansh ke papa aap isse pakadiye hum iska dodh laate hai...

Nani- vo kyu karvayega bahu, tu maa hai chup karva bache ko..

As- toh kya hua Nani ji hum bhi toh pita hai or vo toh dodh banane Jaa rahi hai naa, aajo ansh papa ke pass..

Ansh went into As arms, Hm went to make milk for ansh and tea for Nani..
She remove her palla...

Hm- ye palla toh bas Puja ho ya mandir me tabhi rakhte hai hum, rakha bhi nhi jaa raha pata nhi kya hoga...

Soon she made everything and come outside...
Hm- ji ye ansh ki dodh ki bottle, or Nani ji ye aapki chai or nashta...( Smiling)

Nani face depict anger she aside the food tray...

Nani- hum nhi khayenge is ladki ke hath ka....

Everyone shocked..
Hm- kya hua Nani ji kuch galti huyi hai kya humse..( nervously)

Nani- galti tumse nhi Rekha se huyi hai...

Maa- kya hua mausi ji kya galti ho gayi....

Nani- kisse shadi karvayi hai tumne hamre Anu ki ek Muslim ladki se, are pata hai na hum hindu hai or Muslim log kaise hote hai, saari Hindu ladkiya mar gayi thi kya jo is Muslim ladki ko utha laayi...( Angrily)

All shocked due to her reaction, maa and As look at each other then at Hm concernly...

Nani- Surat se toh pata nhi chalta na hi naam se agar iski maa ka naam hi pata chalta toh, matalab Muslim or Rekha tune phele kabhi bataya nhi...

Maa- mausi ji ye itni badi baat nhi hai aaj kal toh..( but Nani show her palm to maa)

Nani- aaj kal kya hota hai hume usse koi lena dena nhi hai, bas hum isse Anu ki bahu ke roop me swikar nhi kar sakte...

Anuseena- Stranger to lovers IIजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें