Continue from previous part...
All are now sitting in living hall, ansh is in As lap..
Ansh-papa aaaii ooo...( He said while clapping)
Vs- kis baat par itna khush ho raha hai ye....( Smiling)
As- iska esa hi hai, kabhi bhi khush ho jata hai...
Hm- haa or khas kar apne papa ke pass jakar bhut khus ho jata hai..( smiling)
Ch- ab toh khub dudhta hoga...
Hm- bas puchiye mat chachi ji ese bhagta hai...
Maa- or dimag itna hai isme pata hai aaj kya kiya...( Maa tell them about ansh karnama)
All made shocking face...
As- kya ansh aapne esa Kiya, galat baat hai na beta...
Ansh made most innocent face..
Hm- ab dekhiye apne bete ko itna masum chehra banaya hai koi daat bhi na sake, uske baad kitchen me beth kar aate se khel raha tha...( Smiling)Mh- bacho ke bina ghar me ranuk bhi nhi hoti lakin..
Maa- ye baat aapne bilkul sahi kahi samdhi ji...
Ss- or hamara ansh toh bhut natkhat hai...
Cc- or kashvi utni hi shant hai..
Ks- ab ho gayi hai phele toh ye bhi kam nhi thi...
Ch- fir bhi ladke jyda shaitan hote hai ladkiyo ke mukable...
Ps- haa bilkul sahi khe rahi hai aap sunaina ji hamara ye veyom itna shaitan tha bachpan se hi or ab bhi kam nhi hai...
Maa- haa vaise ese hi hota hai lakin mere toh dono bache hi tufan the, ek se badkar ek, Anu toh tha hi shaitan lakin jab ye karishma huyi toh Anu ne isse bhi shaitan bana diya, ese ese karname karte the dono...( Chuckled)
Hm chuckled...
As- maa aap bhi kya lekar Beth gayi, or Haseena aap bhi raat ho gayi hai kuch coffee bana dijiye sabke liye...Hm- garmi me coffee kya mango shake bana dete hai, ice cream bhi rakhi hai..
Ks- chaliye bhabhi hum bhi chalte hai...
Ch- karishma tum betho mai jaati hu...
Ks- nhi nhi chachi ji aap bethiye hum jaate hai bhabhi ke sath..
Ks and Hm went in kitchen...
Ks- bhabhi aap dodh nikaliye or hume aam de dijiye hum cheel dete hai...Hm- thik hai hum dete hai aap...
Ks is peeling mango then, Hm asked.
Hm- kitne Jane hai hum...
Ks- pata nhi dekhna padega...
Hm- rukiye hum sochte hai..4, 3, 2, 3 yani 12 baki kashvi legi kya..
Ks- vo esa hi hai hum apne me se thoda de denge...
Hm- hmm vaise bhi bachega toh ansh ko pila denge nhi toh vaise hi dodh de denge...
They together made mango shake for all and then went to living hall and give to all...
Kashvi- mumma mai...
Ks- haa aao tumeh bhi de...
Maa- Haseena kashvi ke liye bhi laa deti...
Ks- maa bhabhi ne toh bola hi tha humne hi mana kiya ye piyegi nhi bas alag sa dekh kar lag raha hai...
Hm- agar chahiye hoga thoda bacha hai...
Ansh-maa..maa...( Smiling)
Hm- aao idhar...
Hm took him in her lap and feed him with spoon, Ansh smile widely...
आप पढ़ रहे हैं
Anuseena- Stranger to lovers II
Romancethis is next part of my first story of Anuseena- Strangers to lovers, first read it then come to it from 1to 175 parts there and after that here...