Hello guys I am back...
After Completing his work As went in his room as he enter, he see his wife and son are sleeping...
As- lagta hai Haseena hamara intezar karte karte so gayi hai, kitne pyare lag rahe hai dono sote huye ek jaise, jaisi maa vaisa beta...( Smile is not leaving from his lips seeing his lifelines)
He is adoring them then he clicked their pic.
As- kash ye sukoon bhara pal hamari jindagi me aage bhi ho..( sadly hoping for best) abhi inhe sone dete hai pata nhi for kab ese so payengi thoda vakt maa or ammi ke sath gujar lete hai...He went downstairs maa and ammi are in living hall watching their serial.
As- hum bhi beth sakte hai aap dono se sath..( smiling)
Ammi- haa beta aao na betho...
Maa- ho gaya Tera kaam Haseena bata Rahi thi tu kaam kar Raha hai...
As- haa maa kamre me gaye toh dono maa bete so rahe the so socha kyu na aapni maao ke sath wakt bita le...
Maa- haa kal toh tu chala jayega fir mahine baad hi moka milega ye tv toh hum baad me bhi dekh lenge..( she close the tv)
As- ammi aapko pata hai bachpan me na maa hume chupke se raat ko chocolate deti thi kyuki bhena koi chocolate nhi chodti thi..
Ammi-acha...( Smiling)
As- haa bhut pyar karti thi or karti hai
Maa- vo toh har maa karti hai apne bache se...
As- haa or jyda nazar na laage toh isliye daat bhi deti hai...( Smiling)
Ammi- bachpan ki toh bhut si baate hoti hai kabhi khatam nhi ho sakti ab ansh ke roop me tum dono apna bachpan jee sakte ho or hum dono tumhara...
As- kash ammi aapki baat sach ho jaye...( With sad smile)
Maa- kya matlab hai tera...
As- nhi kuch nhi vo toh bas ese hi...
They spend good time together.
An hour later Hm wake up..Hm- hamari aankh kab lag gayi pata hi nhi chala, hum toh jyda se jyda samay Anubhav ke sath bitana chahte the...
She get up set her hairs.
Hm- pata nhi kaam khatam hua bhi hai ya nhi koi nhi niche toh chale jaate hai...She take ansh and went downstairs.
Maa- uth gayi tu...Hm- haa maa pata nhi chala kab aankh lag gayi ansh ko sulate huye...
Ammi- thake huye ho toh aankh lag jati hai...
Hm- aapka kaam kab khatam hua...
As- kafi der phele ho gaya tha aap so rahi thi isliye humne socha maa ammi ke sath beth jaaye, laaiye ansh ko hume de dijiye...
Hm- abhi so raha hai...
As- koi baat nhi...
She give ansh to him and sit beside ammi..
Hm- kya kiya aap teeno ne hamare bina...Ammi- bhut saari baate kuch yaadein taza kari..
Hm- aap teeno ye sab hamare bina hi kar lete hai Galata baat hai..( with grumpy face)
Maa- agli baar tu bhi aa jaiyo...
As- vo agli baar kabhi aayega tab na...( In flow flow)
Hm- Anubhav... kya matlab aapka kyu nhi aayega dobara kuch bhi ulta bolte rahte hai...( Angrily)
As- Haseena shant ho jaiye bas hamare muh se nikal gaya....
Hm- muh se vahi baat nikalti hai jo man me ho....( Angrily)
आप पढ़ रहे हैं
Anuseena- Stranger to lovers II
Romancethis is next part of my first story of Anuseena- Strangers to lovers, first read it then come to it from 1to 175 parts there and after that here...