In Karishma house...
Ks- aap sab toh aa gaye lakin ye maa, ammi or bhaiya bhabhi kaha rahe gaye...
Vs- aate honge tum call karke puch lo...
Dev- jarur Anubhav or bhabhi romance kar rahe honge...
Anu- kuch bhi bolte ho tum, aaj tyohar hai ghar me sau kaam hote hai...
Ps- ha itna toh Haseena ko hum jaante hai unke liye phele kaam aata hai...
V- mai jija ko call karta hu...
K- are nhi nhi Haseena ko kar lo Anubhav ji gadi chala rahe honge toh..
V- haa...
He call them asked when they will come...
V- vo khe rahe hai ki vo bas pahuchne vale hai...Ks- hum khane ka dekh lete hai itna vo aayenge toh sab khane Beth jayenge....
K- chaliye mai bhi chalti hu...
Anu- or Mai bhi..
Ps- hum bhi chalte hai, tum sab aapn bacho ka dhayan rakho...
Vs- ha Amma aap chinta mat kijiye...
After sometime later, Anuseena come with maa ammi and ansh..
Vs- aa gaye aap log aaiye, aap sabko Happy Diwali...Maa, ammi, Anuseena- Happy Diwali/ diwali ki shubhkamnaye..
Then all wishes to each other...
Hm- baki sari ladies kaha hai...Vs- kitchen me hai sab...
Hm- hum bhi jaate hai vaha...
She went in kitchen, all are talking and laughing, Ps went to living hall to all..
Hm- waah hamare bina hi Masti majak kiye jaa rahe hai...All look towards her smile to see her..
K- ab fursat mili hai tujhe aane ki...Hm- vo bas thoda late ho gaya...
Ks- bhabhi vaise aaj aap bhut sundar lag rahi hai..
Hm- thankyou...
Anu- Teri dress bhut sundar hai, jiju ne di hogi pakka...
Hm- nhi ammi ne di hai...
Ks- varna hamare kanjoos bhaiya kaha se dete itni pyari dress...
Hm- karishma esa mat boliye hamari pati ke baare me, ye necklace unhone Diya hai...( Smiling)
K- bhut bhut sundar hai or design bhi kitna unique hai...( She went to close to her) diamond hai na...
Hm- haa, or ye kangan maa ne diye hai...
Anu- waah tu toh bhut lucky hai...
Hm- haa hum hai lucky lakin aap sab bhi kam nhi hai, aap tenno ki dress Nhi nahi hai or karishma aapka earrings bhi, bhabhi apke kangan, or Anu Tera kamar bandh bhi Naya hai...
Anu- waah badi teez nazar hai teri...
Ks- hogi kyu nhi Lucknow ki honhaar police officer hai...( Proudly)
Hm- acha ab ye sab chodiye aap teeno ko Happy Diwali...
Trio- tujhe/ aapko bhi...
Hm- hum bhi aap sabki help karva dete hai...
Ks- bhabhi esa kariye aap khana table par laga dijiye or dhayan se kariyega kabhi kapde gande na ho jaye..
Hm- hmm..
Here in living hall..
B- fufa ji mai kaisa lag raha hu...As- hamesha ki tarah handsome..
B- ye bhi pyara lag raha hai..( touching ansh cheek)
आप पढ़ रहे हैं
Anuseena- Stranger to lovers II
Romancethis is next part of my first story of Anuseena- Strangers to lovers, first read it then come to it from 1to 175 parts there and after that here...