222. Again Strangers

785 118 209
                                    

Continued...

Ammi- beta mai tumse Haseena ke bartav ke liye maafi mangti hu, thodi chidchidi se ho gayi hai...

As- koi baat nhi aunty ji...( with fake smile)

Ammi- aap dono khana kahiye hum dekh kr aate hai Haseena ko.....

Maa- sam...Salma ji aap bhi kha lijiye fir hum dono chalenge...

Ammi- thik hai.....

As-hum dekh rahe hai unko hamri baat se itna fark kyu padh raha hai..( in mind)

In Anuseena room..
She place ansh on bed then sit on bed and place dinner plate in front of her....

Hm- aahhh....( Frustratedly) pareshan ho gaye hai mana yadash chali gayi lakin jabse parayi parayi kare Jaa rahe hai, itna gussa aa raha hai, apna pati hamre pass aane ko tayar nhi hai, bas parayi mahila maan rahe hai or vaise humse chipakne ka koi bahana nhi chodte....

She is mummering things to herself then she hear ansh baby voice...

Ansh- aan oo aaii...

Hm- tum apne papa ki side mat lo, gussa dila rakha hai tumeh bhi bhool gaye lakin tumhare sath khel toh rahe hai na humse toh sidha muh baat bhi nhi kar rahe...( Scold him)

Ansh made cute grumpy face like child make after his mother scold him

Hm- sorry mumma ne gussa kar diya..( kiss on his forehead)

But ansh still make grumpy face...
Hm- ale hamre bete ko gussa aa raha hai, cholly..( holding her ears)

She pick up him in her arms kiss his cheeks and also peck on his lips, and touch his nose with him then nuzzle her nose in his stomach, ansh giggles..

She smiles...
Hm- abhi ke liye yahi toh sahara hai hamare jine ka...

Maa ammi enter in room see she has not eaten food yet..

Maa- Haseena beta khana nhi khaya ab tak tune...

Ammi- or niche se gusse me kyu aa gayi thi...

Hm place ansh on bed, maa ammi come to her...

Hm- ammi gussa nhi aayega toh kya aayega jab se hume paraya paraya bol rahe hai, mana unhe yaad nhi itna toh kabhi shadi se phele jab hum relationship me nhi the tab bhi nhi karte the, dekho to paraya ,sath vali chair par bethne vale the tab paraya hum tang aa chuke hai ab aap dono khud sochiye ek patni ko kaisa lagega jab uska pati usko paraya paraya bolega...( She start crying)

Maa ammi look at each other worriedly then console her..

Maa- Haseena beta shant ho ja tu ese himmat kaise haar sakti hai...

Hm- nhi maa hum kitni himmat rakhne ki koshish kar rahe hai isse sahi toh hum yaha se chale hi jaate hai kam se kam ye sab toh nhi sunne ko milega....

Ammi- Haseena hum Tera dukh samjh sakte hai, esa kar tu usse kuch baat mat kar dimag na sahi dil me toh hai na mana uske liye phele baar mili haj tu, fir bhi ignore karke dekh kya pata kuch sahi ho jaye...

Hm stop crying and understand ammi is right..

Hm- aap sahi kahe rahi hai ammi yahi karna padega..

Maa- chal ab khana kha phele dophar me bhi nhi khaya...

Maa and ammi feed her then went from there...

Hm put ansh to sleep put him in cradle she change her clothes then went to balcony. She is looking at moon and remembering her beautiful moments with Anubhav...

Hm-Anubhav nhi na please mat kariye na....While running in room...

As- Haseena aap bhag kyu rahi hai...(while running behind him)

Anuseena- Stranger to lovers IIजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें