In thana...
Ss- Karishma madam kitna time ho gaya na hum sab ghumne nhi gaye...
Ks- haa 3 saal phele hi gaye gaye the jab bache toh godi ke hi the...
Ps- haa hume bhi jana hai ghumne kitna time ho gaya hai...
Ks- Umar dekhiye apni fir bolna ghumne ka...( She taunt him)
Ps- hamari Umar hi kya hai abhi humne dekha hi kya hai...( Dramatically)
Chetosh- bacha bhi kya hai...
Billu giggles...
Kashvi- dadi ko pareshan mat karo dadi mai lekar chalungi aapko...( Smiling)Ps- ye hai bas hamari rajkumari...
Ks- tum kab aayi kashvi...
Kashvi- abhi abhi mummy malaika aunty chhod kar gayi hai....
Ks-thik hai, karte hai Ms se baat
Ps- hum itne apni rajkumari ko kuch khilate hai....
.
.
.
Hm went to pick ansh from school...Ansh- mumma...( Ansh hugged her)
She pick him in her arms...
Hm- kaisa Raha hamare bache ka din..Ansh- bhut maza aaya mumma padhai bhi ki or kheli kheli bhi...
Hm- acha chalo thane chalte hai...
In car...
Ansh- mumma mujhe na ghumi ghumi jana hai..Hm- thik hai raat ko papa ke sath ice cream khane chalenge...
Ansh- ni vo ni dul..( dur) jana plane chee..( se) jana hai kabhi gaya ni...( Sadly)
Hm- kahi dur Jana hai hamare Babu ko...( Lovingly)
Ansh- haa..
Hm- lakin beta school Jana hai na chuttiyo me chalenge may- June me..
Ansh- mumma mam ne bola tha ki chuttiya aane vali hai..
Hm- kis chiz ki..
Ansh- vo toh ni pata...
Hm- acha thik hai hum baat kar lenge...
Ansh- mumma pyach..( pyas)...
Hm stop the car...
Hm- bottle me Pani hoga na..Ansh- vo toh kham..( khatam) ho gaya...
She see outside there is stall of lemon water...
Hm- shikanji Pini hai..Ansh- haa...( Happily)
Hm- chalo...
They went outside and walk towards the stall..
Hm- bhaiya do glass shikanji ek chota glass or ek normal...
Ansh- mai chota thodi hu..( grumpy face)
Hm- aap chote hi ho or agar chahiye hoga le denge phele itna toh piyo..
Ansh- thik hai.
Vendor- bhut pyara bacha hai madam apka...
Hm smile..
Their lemon water ready, Hm give glass to ansh, they both drink their lemon water...Hm- or chahiye...
Ansh- ni mumma...
Hm pay the bill and they went from there..
.
.
.
In thana...Ks- Ms aapse baat karni hai kuch...
Hm- haa ek min...ansh jao aap bahar kashvi didi ke sath khelo...
He ran from from there..
Hm- boliye Ks...
आप पढ़ रहे हैं
Anuseena- Stranger to lovers II
Storie d'amorethis is next part of my first story of Anuseena- Strangers to lovers, first read it then come to it from 1to 175 parts there and after that here...